So Guys I am back with new update.... let's start......
Subha ho jati hai..........🏘🏘🏘 Pandya house show hota hai vaha pa sab Pooja ka Liya nicha aa Gaya hota hai par shiva Abhi bhi nahi aya.......
V: sa Shiva khaha Raha Gaya hai isa to pata hai ki subha ki pooja ham sab sath ma karta hai.......
G: Abhi aa jayaga papa aap Chinta mat karo....
V: thik hai......par Suman Ko Jon samjhaya ga....
D: papa maa sa ma bat kar longi kyoki kal vo rat Ko late bhi to Aya tha na....
V: acha.....
Suman aa jati hai or sab chup chap khada ho jata hai.....
S: kya bat Cala Rahi thi jo mara ana pa band ho gai hai......🤔🤔
G: kuch nahi maa bus asa hi.....
D: ji maa.....kuch kasa nahi 😃
V: vo ham shiva ka bara ma bat kar Raha tha vo Abhi tak utha nahi hai na isliye or Pooja shuru hona Vali hai...
S: kya MATLAB utha nahi......USA pata hai ki subha ki pooja SAB sath ma karta hai fir bhi...
V: Suman tu Mari bat to son.....
S: Mhuja kucha nahi Sunna (loudly)....shiva.....shiva
D: Maa USA Sona do..... please
S: kyu asa kya kar Raha tha rat ma.....ha
D: maa vo rat Ko late Aya tha na Raavi Ko drop karna ka bad....
S: acha......
Tabhi Upar Se Shiva aa Raha Hota Hai Sab use Dekhkar ekadam se hairan ho Jaate Hain....😮😮 Kyunki Shiva raat ko lete sota Hai To vo Kabhi Bhi itni jaldi Nahin uthata....
S: Good Morning everyone......
E/O: (in shock) Good Morning......😯😮
S: sab ka faces dekha kar bolt hai..... kya hoa aap logo itna haran kyu ho....???
E/O: Ham Nahi to....😓😓
P: chachu ya sab shock ma hai ki aap itni jaldi kasa utha Gaya......
S: ya to mhuja bhi nahi pata kasa bus utha Gaya......
P: ya kiska asar hai chachu.....???🤔😂
S: kisi ka nahi tu bus chup ho ga Varna ek lagaonga.....😤
P: okay.....aap gusa kar Raha ho iska MATLAB koi to hai....😂
S: chup.... bhabhi isa dekho na....🙄
D: pihu kya ho Raha hai shiva Tara chachu hai..... sorry bol....
P: sorry Mumma par ma na kya galat Kiya 🤔 chachu kabhi bhi itni jaldi nahi uthata or mana Suna na ki jab kisi ladki sa pyar ho Jata hai na to insan uski tarha hi Banna cahata hai....😄
D: keep quiet.....🤐🤐🤐 And say sorry to chachu......😣
P: 🤐no reply......
D: pihu.......
P: acha sorry chachu.......
S: koi bat nahi.......
Suman: tum bacho ka ho Gaya ho to Pooja start Kara kya...???
YOU ARE READING
💘💘💘 PYAR MA INTIHAN 💘💘💘(On Hold)
FanfictionHii guys..... myself Harpreet Kaur.......l like #kdice💖 #shivi💖 so..much so that's why I start my own FF........
