PART-2

513 31 3
                                        

So Guys I am back with new update so let's start.............

Then Shiva kafi Udaas Hota Hai or usa Bora bhi lagta hai ki vo kal ka din kasa bhul sakta ha....😔😔😔

Driver: sir Chale office....????

S: Bhaiya thodi der ruko main abhi Aata hu.

Driver: par sir badi madam na kaha tha ki late math karna or sir Ko exact 10 o'clock office ma drop karna???

S: ha vo mhuja pata ha aap bus mhuja  2min ka time do ma Aata Ho.....ok

DRIVER: JI SIR........to ma car nikalo????

S: Ha aap nikal lo ma aap Ko bahar hi milonga.......ok(sadly)

Driver: okay sir...........

Fir Shiva Ghar ka andar Chala Jata ha or Suman Ko dhundhne lagta hai........

S: Mom..Mom...Mom.......Kaha ho Aap????....

Tabhi vaha par Dhara aa jati ha aur kahati hai kya huya shiva to Abhi tak gaya nahi......?????

D: shiva to Mom Ko kyu bola Raha ha?

S: kocha nahi bhabhi vo bass.......

D: kya hoa ha sab thika ha na..??? bola na

S: ha...... bhabhi sab thika ha bas mhuja kuch Kam ha Mom sa

D: pakka na....

S: ha bhabhi..........aap ya bato na Mom kaha par ha

D: Mom apna Room ma ha......

S: thika ha ma mom sa baat kar ka chala Jaunga....

Fir shiva Suman ka Room ma jata ha or door Nock karta hai..........

S: Mom kya ma andar aa Sakta ho???......

Suman: ha aa ja........

Shiva room ma ata ha or Suman ka Paro ka pas batha jata ha.......

S: Ma sorry.........

Suman: par kyo...........aur to Gaya nahi ha

S: ha vo bus ja hi Raha tha.

Suman: To fir Gaya kyo nahi

S: vo......ma..ma......vo.....ma....

Suman: kya huya ha shiva...... saaf saaf Bata (politely)......😃

S: Maa ma bhul gaya tha ki kal kya ha mhuja pata ha ki aap Ko kitna Bura feel Hua hoga............Jab aapko Pata Laga hoga ki ma bhul gaya

Suman: Bata esa nahi ha..........par Sach To Yahi Hai Ki Tujhe Yad Rahe Ya Na Tu Pooja Me aaega To Nahi..........To
Kya farak padta hai....(sadly)...

S: Ma aap Ko to pata ha na ki ma kyu nahi ata ho........fir bhi

Suman: par vo Tari behan to thi.......na???

S: ha par ma ya sab ma nahi Manta.....

Suman: chal ya sab to thik ha par to Pooja ka saman ma hath laga dana............thik......Laga daga na....???

S: Ma.....

Suman: Ma kya........hath lagya ya nahi ya bata bus... bolega ab

S: thik ha....aap ka Liya bus ok.....

💘💘💘 PYAR MA INTIHAN 💘💘💘(On Hold)Where stories live. Discover now