R: what happened...???

S: Nothing...vo....ma..pat......ti....ti...😅😓

R: kya hoa clearly Bolo

S: vo ma tumhari Patti karna ka Liya aya ho.....

R: Patti 😮😮😮

S: ha....tumhara lagi hai na.....

R: it's okay ma khud kar lungi

S: nahi ma kar data ho.......

R: nahi....

(Shiva keeps finger on Raavi's mouth......☝☝☝ Raavi kafi Dar Jaati Hai...... aur FIR Shiva Raavi ke pair per se blanket hatakar Uske pair par patti karne lagta hai....... Ravi kafi awkward hoti hai....... aur apne pair per Hath Rakh Leti Hai Taki Shiva Uske pair ko Chhu Na Sake tabhi Shiva bolata hai daro mat Mai Aisa Vaisa Kuch Nahi karunga trust me mai bus Patti Karunga aur Tumhari Taraf dekhunga Bhi Nahi bus tum mujhe yah batao Tumhare Dard kahan ho raha hai......... Raavi bolati hai Upar ki taraf then Shiva uska suit ka Sharara thoda Upar karta hai aur vahan per Patti kar deta hai Raavi bahut Dari Hui hoti hai aur vo apni eyes close karka shiva ke Gale Se Lag Jaati Hai.......)

S: Don't worry Dekho Patti Ho bhi gai ab apni Aankhen kholo......

R: open here eyes......

S: dehko kuch hoha kya...????

R: thanks tum bahut acha ho......

S: it's okay......

FIR Shiva Raavi ke Pairon per blanket dekar vaha Se Chala Jata Hai Aur Raavi Shiva ke bare mein sochne Lagti Hai.........Ki vo Kitna Achcha hai😊 Aur Ma To Be matlab main hi Shiva ko galat samajh rahi thi ya to ladkiyon ki Kitni respect karta hai 😃he is so inosent and handsome 😋(aur yaha se Raavi Ke 💖Dil💖 Mei Shiva ke liye feelings badne Lagi Hai......😘😄😅💝)

Fir Shiva nicha aa jata hai........aur vo Ravi ka bara ma socha Raha hota hai...tabhi vo Dhara sa takra jata hai.......

D: kya hoa Shiva kiska khayalon ma gum hai......ha(teasing)

S: kuch bhi to nahi bhabhi ma to bus asa hi.......

D: thik hai ma to bus asa hi bol rahai thi........

S: acha......

D: to fir Pooja ka Liya Cala.......

S: ha......

Fir vo log Pooja ka Liya Cala Jaya hai........aur Pooja bhi Puri Ho Jaati Hai.....aur Dhara sab Ko prashada bhi Da Deti Hai......

Suman: sab to yaha par ha par Raavi kaha hai vo nahi dikhi puri Pooja ma.....

V: ha....Bata kaha pa ha vo...

S: Mom vo room ma aram kar Rahi hai......

Suman: acha......to fir Dhara USA bhi prashada Dadana jab vo utha to thik hai.....

D: ji maa........

P: Dadi mhuja ninda as Rahi hai....ghar Cala...????

Suman: ha chalta hai.......par Raavi uska Dhyan Kaun rakhega...????

G: shiva ha na ya yahi par Ruk Raha hai isa kucha Kam hai na to ya Usa uska ghar par drop kar ka Ayaga.....

D: ha maa......Vasa bhi shiva Ko uska ghar pata hoga hi......kyu shiva

S: ha......

Suman: to fir thik hai tu raavi Ko uska ghar drop Kara hi Ayaga......ok

S: ji maa.......

💘💘💘 PYAR MA INTIHAN 💘💘💘(On Hold)Where stories live. Discover now