14 | Ritika Bhabhi !!

1.8K 187 14
                                    

After 15 days .....
MK returned to Punjab.

Omi was returned to Mumbai .

Teja : sunny tumhe kal New York ke liye nikalna hai na

Karan : haa tu kyu puch rahi tujhe to pata hai na

Teja : haa mujhe pata hai bas itna batao ki kitne dino ke liye jaa rahe ho

Karan : 15 days

Teja ( sadly ) : ohh achcha Omi bhaiya or Parvez bhaiya bhi jayenge na tumhare saath

Karan understand that she is sad.

Karan : haa bachcha par tu kyu sad ho rahi hai jaldi aajayenge hum.

Teja : mai mai kaha sad ho rahi hu

Karan : achcha mujhe laga tu hum logo ko miss karegi par koi baat nhi tu nhi karegi to

Teja : kisne bola mai miss nhi karungi mai to sabse jyada miss karungi tum sab ko

Karan : hum bhi to karenge tujhe miss chalo aaj choti si party karte hai

Teja ( excitedly ) : haa thik hai to usme mai , tu , Omi bhaiya , Parvez bhaiya , Riya bhabhi or Jessica honge tu sab ko bolde

Karan : ha ha thik hai

He calls everyone and told them about choti si party.

Everyone agrees .

At 8 pm.

Karan : Laddoo kya kar rahi hai tu kab tayyar hone jayegi vaise bhi tujhe time lagta hai

Teja : haa bas jaa rahi

She quickly went to her room.

Omi , Parvez , Riya came .

He greeted with them.

Them Jessica also came.

They all are sitting on sofa.

Jessi : teju kaha hai

Karan : vo bas aa hi rahi hogi

Jessi : kya yaar aaj bhi late , lo aa gayi

She came sat with them.

They did a little Chit - Chat.

Then Teja ask them for dinner because it's already 9.30

They agreed and went to dinning table.

Teja serve them food.

Jessi : babe ye sab tune banaya hai

Teja : haa kyu

Karan : vo soch rahi hai ki khau ya nahi

Jessi : nhi aisa kuch nhi hai par itna sab kuch banane ki kya jarurat thi

Teja : bas aise hi bana diya konsa mai bhi daily daily banati hu , chalo ab khana start karo

All did there dinner.

Riya : Karan yaar teri biwi to khana achcha banati hai

Jessi : biwi nhi girlfriend

Omi : nhi Jessi to be wife hi hai tujhe nhi pata na teju ne bhai ko propose kiya tha shaadi ke liye

Jessi : kya ye kab hua or tum log mujhe kab batane wale the

Teja : wo hum bhul gaye aapko batana

Jessi : kya bhul gaye the ye to achcha hai ki Omi ne bata diya warna mujhe pata nhi chalta, tum log mujhe apni shaadi me bhi nhi bulane wale ho

Teja : arey ye kya hum bulayenge na agar hum bhul gaye to Omi bhaiya bata denge aakhir unki bhi to shaadi hogi saath me

Jessi : hain ??! Par kisse

Kismat Ka likha koi nhi chin sakta ...😍Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon