km pov:kitna bhi kahe,chahe aapko kuch bhi yaad na ho maddam sir lekin aaj bhi aapse shabashi milna humare liye bohot garv ki baat hain,bohot badi baat hain,aur aaj jab aap humare yu paas baithi hain na toh bohot acha lag raha hain,mano humare khali se zindagi main koi toh aaya.hum aapko bohot miss kar rahe hain ms,bas aapki yadasht jaldi aa jaye aur sab theek ho jaye.

parents of the girl to karishma-ma'am aapka bohot bohot dhanyawad jo aapne humari bachi ki jaan bachayi,hum jeevan bhaar aapke ehsan mand rahenge,yeh madat hum kabhi nahi bhul payenge,hum kaise aapse dhanyawad kahe samaj nahi aa raha

ks-arey nahi nahi,humne bas apna farz ada kiya,baaki woh theek hain,yahi janke hume khushi huwi,hum chalte hain ab,lekin haan apko accident ka register karne aana hoga,gadi ka number aur baki sab,aur Haseena madam aapko bhi thane aana hoga kyunki aap doctor thi toh aap aur behtar tareeke se bata payengi ki bachi ko kis prakar ki chot lagi hain

hm-hmm(that day itself she went to the thana,and gace all the descriptions about the patient and while returning the thana,she could yet again see a girl in uniform,coming out of the thana,she had made a ponytail and having a rod in her hand and had a smile,a smile that she has seen before,the picture was not clear,but yet she could recognise that it was the exit of the thana.She got a severe headache as these flashbacks flashed,but she thought it is cause she has not eaten anything from the morning.She was driving back when she realised that she had talked very rudely to anubhav,and that he was sorry for being rude to her previously,the flashes of them both sitting together on the swing,she face palmed herself,she immediately called meera.On call:

me-bol haseena

hm-sun na agar tu kabhi be matlab kisi se gusse main baat ki,jab samne wala tujhse shanti se baat kar raha tha toh tu kya karegi

me-tu kya ajeeb baatein kar  rahi hain

hm-ajeeb chod,tu bata aisa kuch huwa toh tu kya karegi

me-par tune kisse guse main baat kar liya

hm-abhi time nahi hain,tu bata na kya karegi

me-woh tera uss insan se relation par matter karta hain,aise hi koi hain toh tune ek baar thoda gusse main bol diya kya hi farak padta hain,lekin koi khas hain toh obviously tujhe usse maafi mangni chahiye

hm-maafi kaise mangte hain

me-sorry bol na

hm-bas sorry

me-acha kisse sorry bolna hain tujhe

hm-wada kar tu chidayegi nahi

me-nahi baba,bol kisse sorry bolna hain,ek min,kahi tujhe anubhavji ko toh sorry nahi bolna na(she said with a teasing smile)

hm-tu wada ki thi tu nahi chidayegi

me-matlab maine sahi bola

hm-dekh

me-haan ya na

hm-haan

me-hmm,not bad aapki relation toh bohot smooth bilkul nahi,abey gadhi pyar ki gadi shuru huwi nahi ki tune tyre puncture kar diya

hm-kya pyar ki gadi and all,rakh tu,bye,aur haan thankyou

me-ek kaam kar sorry ke saath kuch leke bhi chali ja,ab woh tujhse Shanti se pyar se baat kar hi rahe the,ki tune unka mood bigad diya

hm-theek hain meri jaan,bye love you

me-love you too(and haseena hung up the call with a smile)sach main pagal hain yeh, bolti hain ki kuch pyar wyar nahi aur itni fikar bhi karti hain

While haseena as soon as she entered the house she saw ammi in the kitchen,she went silently and hugged her from behind

am-hume maaf kardo ki humne woh sab kaha

hm-hume bhi maaf kar dijiye ammi,hum sach main sorry hain,hume aise baat nahi karni chahiye tha,sorry

am-it's okay bacha(haseena kissed her cheeks from behind)

hm-khushbu toh bohot achi aa rahi hain

am-ab tujhse maafi bhi toh chahiye tha,toh tera man pasand shahi paneer banaya hain

hm-toh jaaldi dijiye,subah se kuch nahi khaya,aur ek toh chuti ke din bhi hospital jana pada(they both had their dinner while then haseena saw that ammi was bussy watching tv so she quietly went inside the kitchen and packed some food in a tiffin and wrote a note and kept it inside the tiffin,she went out saying that she is just going for a walk and went to 7th floor.She rang his bell and kept the tiffin outside and hid behind a pillar such that she is not visible to him.

hm pov:ab toh raat ho rahi hian,aur unke liye kuch leke jana hain,woh akele rehte hain toh zahir si baat hain unhe kaam se aane ke baad khana banana padta hain toh ab tak toh banaya bhi nahi hoga,toh ammi ka shahi paneer hi de dete hain,woh toh humara bigda se bhi zyada bigda mood theek kar deta hain,unka bhi hopefully kar hi dega

As pov:I just arrived from the ib hq after having a tiring day,not having much strength to go and make dinner,I thought to leave it and directly go to bed,but my stomach didn't allow,it made those sounds,I thought I must go and have food outside,seriously most of the time I have food from outside,I don't like it much,I'm sick of those restaurant food,really wishing for a homely food,by my mother,but I know I couldn't have it now,I was really craving for the food having a motherly warmth,love in it.But my fate.Then I heard the bell ring,I went outside and saw no one around,but then I looked down to find a tiffin,with a note.The note read:

Sorry,jante hain subah bohot bure tareeke se baat kiya,humara sach main aapse koi badla lena ka man nahi tha,woh toh bas subah thodi behes ho gayi thi ammi se,toh humara mood theek nahi tha,aur yeh khana humne isliye bheja kyunki hume laga shayad aapne nahi khaya hoga,yeh ammi ne banaya hain,humara mood theek karne,humara toh mood theek ho gaya,lekin humare wajah se aapka jo mood bigda woh theek karne aapke liye bhi tiffin main pack kar diya,waise hume humare ammi ke haath ka shahi paneer bohot pasand hain,aur humara phat se mood theek ho jata hain,hum jante nahi ki aapko bhi yeh trick kaam karega ki nahi,lekin ek baar try kar lijiye,kya pata kaam kar jaye.Aur ek aur baar Sorry.

-haseena

A smile crept up my lips,she has forgotten everything,yet she could understand me so well,she yet cares for me,she is the one for me for sure.How come she understands me so well,and moreover I had forgotten the morning incident and was not even angry on her,but yet she was guilty for not doing anything wrong as if.She truly is a gem,my haseenaji,and how our heart still is linked,I wanted to have food having a motherly warmth and ammi she has magic in her hands,she make such delicious delicacies whenever I used to go to her house,ammi used to make me eat,until I'm full and after all that happened I never felt I would be so lucky to have her food again,but here I'm having it.I would just like to thank my stars for sending haseenaji in my life,who still understands me so well.

pov ends

hm-(in mind)-woh hase,unki woh muskurahat choti si thi,par pir bhi bohot pyari thi,unhe khush dekh kar na jane kyu hume bhi bohot khushi ho rahi hain.Nahi jante hume aapse kya rishta rakhna hain,hum aapke liye kya feel karte hian,lekin itna pata hain ki aapka mood,aapka sab kuch hume matter karta hain.Aur bas yahi duwa chahte hain bhagwan se ki aapki yeh hasi ko kisi ki nazar na lage,aur yu humesha hi yeh khushi bani rahe

CONTINUES...

PLEASE VOTE,COMMENT AND FOLLOW IF YOU FIND IT WORTHY,KEEP WATCHING MADDAM SIR FROM MON-SAT AT 10 PM.

THANKYOU

When love lasts💞✅Where stories live. Discover now