chapter 11

1.1K 167 20
                                    

Sidharth is studying at home. He sees his phone ringing and Sana calling him. He avoids her call. Shehnaaz calls 5 tumes but he doesnt pick up her calls. Sana is annoyed. She decides she will not call him anymore now. " Agr baat krna hoga toh woh khud call karega " , she thinks.

2 days later they meet in school.

Sidharth comes forward to talk to Shehnaaz. But then Roohi interferes in between.

Roohi - " Woh nazar hai tujhse , baat nhi kregi. Jo bolna hai mujhe bol. "

Sidharth - " Ek kam kr you sit on my place for this period and I shall sit on ur place. Boht imp baat krni hai usse "

Roohi - " No, sir will scold me "

Shehnaaz enters the class, she had gone to washroom. Seeing Sidharth talking to Roohi, she says Roohiwith a straight face , " Usko bolde jo ek call back tak nhi kr sakta apne dost ko usse koi baat nhi krni mujhe "

Sidharth - " Charge khatam ho gya tha phone ka. Socha school mein hi baat kr lenge "

Shehnaaz - " Roohi usko ouch uska screw dhila hai kya jo bina baat ke muh phulake beith jata hai? "

Sidharth - " Bina wajah ke mein kuch nhi krta Sana. Aur wajah hi tujhe batani hai. Tu bs Roohi ko bol is period ke liye mujhe apni seat dede "

Shehnaaz - " Roohi woh jaisa boo raha woh kar "

Roohi - " Hai????? "

Shehnaaz whispers in Roohi's ears, " Plss Plss Plss "

Roohi has no other option. She agrees.
Sidharth comes sits with Shehnaaz.

Sid - " First of all, my phone was really dead "

Sana - " But tu toh nhi tha na? Aur kaun insaan apne phone ko 2 din tak chage nhi krta?  Mein shakl se bholi dikhti hoon but hoon nhi "

Sid - " Meine teko usdin bola ki mein terese kabhi bhi baat nhi kruga, so usi zone mein tha but nhi raha gya baat kiye bagair "

Sana - " Reason? "

Sid - " Tune mujhe nhi bataya ki tera boyfriend bhi hai "

Sana - " Meine teko already bola hai hamara break up ho chuka hai. Hindi samajh nhi aati toh latin mein bolu? "

Sid - " Tujhe latin aati hai? "

Sana - " Latin, French, Turkish sab aati hai, but thats not the point. Point is tu itna kyu apna dimagh kharab kr raha mere bf ke pichhe? "

Sid - " Sahi time aane de, you will know it soon "

Sana - " Time se yaad aaya, exams ke bhi zyada time nhi bache. Next month se hi hai na? "

Sid - " Ha. Mera toh sab ready hai. Sare subjects ek dum revision bhi complete "

Just then Sir asks everyone whether they have completed their class work or not.

Sid - " Oh shit mein toh apni copy lana hi bhul gya. Woh toh mere bag mein hai "

Sana - " Abh kya karega? "

Sir - " Stand up Sid , where is your copy? "

Sana whispers  - " Tu tog yeh bhi nhi bol sakta ki pichhe bag mein hai nhi toh place change ke liye punishment milegi "

Sid - " Sir lana bhul gya "

Sir - "  What happened to you Sidharth ehh did you become so inattentive in class ? "

Sana stands up and says " Sir actually iski koi galti nhi hai usne mujhe copy diya tha meine isko dena bhul gyi. Copy mere ghar mein hai "

Sir - " Class ke do do bright students ko pata nhi kya ho gya. Sad sad very sad! Anyways galti ki hai toh punishment toh milegi hi, aur donoko milegi. Both of you out of my class "

Sid Sana apologies to the teacher buthe is adamant. Finally they go out of the class and kneel down .

Sid - " Sorry yaar mere wahese tujhe  faltu mein punishment mili "

Sana - " Honestly mujhe bura nhi lg raha. Koi bhi punishment ho, agr tere sath ho toh sad nhi happy feel hota hai mujhe "

Sid - " Mujhe toh first time yeh punishment mili  , aur tujhe ? "

Sana - " Mera bhi "

Sid - " What a coincidence, hume medal bhi sath mein milta hai aur punishment bhi "

They giggle ....















.
.
.
.

















Hope you like this part. Thank you 🌹



LOVE LAPATA 🌙Where stories live. Discover now