Hm. : ammi baccao ammi ammi Mera haath chodo ammi ammi (crying+scared)

Then maa and ammi enter

Maa : kya Hua beta

As release hand

Hm : ammi (crying )

Ammi hug hm

Ammi ; mere bacchi

Ammi release hm

Hm : ammi... Ammi... Ye admi Mera haath pakad raha hai (crying)

Ammi, maa, anushma shock

Maa : par haseena ye to tera p(cut by as)

As : please helper hai na

Hm : please helper aur ye lafanga admi jo Mera hath pakad raha hai wha

As : Asia, mat kahiye

Hm. : to kya kahu Gussail

Then ps enter

Ps : array haseena ko hosh aa gaya

Hm : mataji aap Kon

Ps : Kon mataji

Hm. : oh aap hi

All are laughing except hm and ps

Ps : hum abhi mataji nahi hai bas aap se 2,3 saal badi Hongi

Hm. : 2,3 saal (shocked)

Ps :4, 5saal bass isse jada nahi

Hm : hum abhi 21years ke uske shab se aap 26years ki hai right

Ks : boliye na boliye

Ps : kya bole hum

Ks : aacha jo raat me colour karta hai safed (white) baal ko chupane ke liye

Ps : aisa kuch nahi hai humare zamane me jaldi shaadi ho jaati hai ko lalla bhi jaldi paida ho gaya or shaadi bhi ho gayi

Hm: kya aap ka lalla bhi paida ho gaya or shaadi ho gayi matlab aap or aapke lalla me jyada entar nahi hai

Ks : boliye na aab boliye

Hm : kya aap dono SaaS bahu ki tarah lad rahi hai

As : SaaS bahi hi hai

Hm : wha kya baat hai

Hm : ammi vese ye log h kon (raise one eyebrow)

Ammi : ye mere friend (point to maa and ps) or ye inka beta (point to as) or ye in ki beti hai (point to ks)

Hm ; oh sorry 😔muje kya laga aap muje pareshan karoge

As : nahi hum kyu karenge aap ko pareshan

Hm. : ye mat kahiye kisi insaan ka pata nahi rehta jisko aacha mante hai vo baad me bekar ikalte hai

As : or aap ko aisa kyu lagta hai

Hm: aise he

Ks : kya aab apan friend ban skate hai

Hm : jarur (shake the hand ) or sorry aunty mene aap se wise baat ki sorry

Maa : par tune muje kuch bola bhi nahi

Hm : arrey aap se nahi inse(point to ps)

Ps : hum aunty nahi hai

Hm. : aunty nahi ho to aap Kon hai aap older me hi aayenge

Ps : aap Hume Amma bulae to thik rahenge

Hm ; thik hai Amma sorry 😔

Ps : arrey koi baat nahi

anuseena - wakt wakt ki baat Where stories live. Discover now