part - 9 ( ye kya ho gaya )

1.1K 75 23
                                    

Next day it was afternoon 1pm and haseena ka koi aata pata nahi hai

As : akhir gayi kaha haseena subha se dhund rahe hai

Ek : shant ho ja Anu yahi kahi hogi

Ashi : ha ...ek baar manager se puchte hai

As : ha ........... manager

M : ji sir how can I help you

As : humare sath ek ladki thi kya aapko pata hai vo kaha hai

M : sir I am sorry ma'am ne mana kiya hai  hum aapko nahi bata sakte

As : kya aapko pata hai vo kaha hai

M : ji sir .... ma'am ne bola tha vo 12 baje tak aajayenge

As : 12 toh kab ke baj gaye vo toh nahi aayi abhi tak ...

M : sir ma'am ne humse pucha tha yaha paas Mai koi shant se jagah hai ..humne unhe hotel se thodi dur jangle hai wahi par waterfall hai shayad wahi gayi ho ma'am

As : thik hai hum waha jate hai

Ek : mai bhi chalte hu

As : nahi tum yahi raho

( After sometime in jungle  Anu bhaiya goes more inside in the jungle and found Haseena seating on rock her legs on water and view is more beautifull

( After sometime in jungle  Anu bhaiya goes more inside in the jungle and found Haseena seating on rock her legs on water and view is more beautifull

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

This was the view bas itne zyada bhi rocks nahi hai

( Anubhav slowly walk towards her )

Haseena POV

Phir se wahi feelings Ammi ne ek baar bola tha jab bhi kuch samajh na aaye toh apne dil se puchna ( she kept her hand on her heart ) kya hum Anubhav se pyaar karte hai ( her heart beating more faster )  hum ......... Ha hum Anubhav se pyaar karte hai ( smile come on her face ) par kya vo bhi humse .......nahi vo humse pyaar kyu karenge

POV Ends

As : haseena ji

Hm : Anubhav aap ( stand up before she complete line he hugged her tightly )

As : bata ke nahi ja sakti thi aap pata hai kitna pareshan ho gaye the hum kitne bure bure khayal aa rahe the ( tighten the grip )

Hm : sorry

As : Ab bina bataye kahi mat jana aap .......aur kar kya Rahi hai aap yaha par ( broke the hug )

Hm : bas thodi se shanti chachiye thi Dil or dimag ke bich phir se phas gaye the ( again sitting on rock )

As : Vo toh hum bhi phase hue hai ( sitting beside her )

Hm : toh aankhe band karke Dil se puch lijiye kyuki Hume toh humare sawal ka jawab mil gaya ( smiling looking at him ) ab bohot sukoon mil raha hai

Humsafar ❣️Where stories live. Discover now