PART 7 - (Bondita meet Trilochan)..

Start from the beginning
                                    

T. Kaka- tum bilkul nahi badli na...waise koi thik nahi hai or thik hoye bhi kaise jab humari grihlakshmi, humari khushiyo ki chabhi, humari tark karne waali bahu jo humare saath nahi hai... Isiliye bahu chalo humare saath ghar wapas. Tumhari narazgi uss nalayak se hai na toh hume kyu saza de rahi ho humare saath na reh kar...

Bondita - nahi kaka sasurji aise koi baat nahi hai lekin mein aapki ye baat nahi maan sakti hu kyuki mein ab uss jagah nahi reh sakti jaha.... Jaha barrister babu ho.. Or waise bhi kaka sasurji manorama didi bhi toh hai waha aap sab ka khayaal rakhne ke liye toh fir meri kya jarurat...

T. Kaka - lekin tum yaha aise kaam kyu kar rahi ho bahu hume achha nahi lag raha hai..

Bondita- wo.. wo kaka sasurji mein apni padhai nahi chodna chahti hu or uske liye mere pass paise nahi hai toh bas apne padhai ke liye paisa jama kar rahi hu ...

T. Kaka while smiling - toh isme ab tumko pareshan hone ki koi zarurat nahi hai kyuki ab se tumhari padhai ka kharcha mein dunga..

Bondita - nahi nahi kaka sasurji mein aapse paise nahi lungi...

T. kaka - ab tum meri ye baat bhi nahi manegi itna paraya ho gya hu mein tere liye bahu...

Bondita- nahi nahi aap aisa kyu bol rahe hai. Achha thik hai mein... mein le lungi lekin ek shart hai...

T.kaka - kya??

Bondita - ki jab bhi mein kaabil ho jao tab aapko mein mere liye jitna bhi aapne paisa diye hai wo mein du toh aap use swikaar karenge..

T. Kaka thinks for sometime and agreed with her condition...

Bondita- or ek baat kaka sasurji aap kisi ko bhi mere baare me nahi batayenge or mujhe aaj se bahu nahi bolenge sirf bondita kahenge....

T. Kaka - par bahu..

Bondita- aapko meri kasam kaka sasurji...

T. Kaka - thik hai bahu nahi kahenge..

Bondita - waise kaka sasurji mujhe aapki ek or madat chahiye..

T.kaka - haan haan ba.... Bondita bolo kya madat chahiye..

Bondita- wo mein chahti hu ki aap mere saath mere vidhyalay chale or waha par principle sir ko mere baare me school se samadh me koi bhi baat aapke alawa kisi ko na batane ko kahe or mere or barrister babu ke beech ki saari baate bhi bata de or mein ye bhi chahti hu ki mein apne vidhyalay ke form se bondita roy chowdhary hata kar Bondita das kar du toh uske liye bhi aap baat kare unse...

T. Kaka - thik hai bondita hum tumhare saath jayenge waha...

Bondita - sukriya kaka sasurji...

T. KakaLekin tum bhi apna khyaal rakhogi or tum reh kaha rahi ho ye bhi batao taaki hum kabhi kabhi tumse milne aa sake...

Bondita told him about her house and like this they both met each other on every Sunday ...

FLASHBACK ENDS :

Bondita - pta hai mujhe lekin ab toh main itna kama leti hu na..

T. Kaka - lekin jab tak tum kaabil barrister nahi ban jaati tab tak mein hi fees dunga or ye mera nirnay hai..

Bondita - achha thik hai....waise batuk kaisa hai kaka sasurji wo aaj kal college bhi nahi aa raha hai... 

Bondita- Anirudh's Lost HeartbeatWhere stories live. Discover now