part 6

773 51 119
                                    

The next day it was Shreya's mehendi. .....her whole house was decorated with flowers.....there was a hustle bustle in the whole house...everyone was busy in their own work.....some aunties and Shreya's mother were busy in the preparation for mehendi....others were busy in gossip,leg pulling.....kids were busy in playing different games......but the bride was not happy at all....she was alone in her room sitting near the open window and looking the lounge which was full of her relatives and their cheerful voices....but this all chirpy voice didn't disturb her trail of thoughts....as the intensity of her thought increased tears started flowing down from her beautifully decorated eyes and fell on her grey floral lahenga. ......suddenly there was a knock on the door....but she didn't bother to wipe her taers off and also didn't answer the knock either......her deep thought got disturb when she felt a warm male touch on her shoulder......she looked at the person and hurriedly try to wipe off her tears....but the person clutch her hand stopped her and pull her in a soothing hug....she just put her head on his shoulder and cried her heart out.....after sometime....

Person : Shreya tumhe mere samne apne ansu chupane ki koi jaroorat nahi hain.....

Shreya : sirf apphi mera hal samajh rahe hain Abhijit sir....main nahi kar sakti yeh shaddi....mujhse nahi hoga.....app kuch kijiye na sir....

Abhijit : bhai manti ho na mujhe....to bhai bola karo....or tumhe chinta karne ki koi jaroorat nahi hain samjhi....tum nahi karogi yeh shaddi...main hone nahi doonga yeh shaddi jo meri behen ke khushiyon ke kilaff hain....

Shreya : par bhaiya maine hi sab garbar kar diya...mujhe gusse main haa nahi bolna chahiye tha.....mujhe pata tha Daya sir mujhe apne dil ki baat bolenge...par usse pahelehi maine shaddi ko ha kar diya...maine suna sir uss din fir aye the jis din Sidharth ke family hamare gharko ayethe...maine to unse sochneka mauhallat vi nahi mangi sidha ha kar diya....abb woh to sochenge hi kimain apni marzi se shaddi kar rahi hoon to unhone kuch nahi kaha...firvi Tarika ke birthday pe meri or Sidharth ki annban ko dekhke unhone sab sort out karne vi aye the ussdin vi maine gusse main sab gadbadh kar diya....par abb jab mujhe ehesaas hua galti meri hain to mere paas koi mauka hi nahi hain usse sudharneke.....main karoon to kya karoon?

Abhijit : na galti tumhari hain na galti Daya ki hain....galti mujhse ho gayi....par main kya karta main halath ke age majboor tha ...par abb jo kuch vi hojaye main apni bhai ki khushi ko aur nazarandaz nahi karsakta....mujhe uske liye tumse achhi ladki aur kahi nahi milega....

Shreya : sir apki galti!!!!main kuch samjha nahi.....app kya kahe rahe hain....

Abhijit : ha Shreya sab meri galti....par maine jo kiya majboori main kiya...main asha karoonga tum mujhe galat nahi samjhogi....

Shreya : sir app kahena kya chathe hain saaf saaf boliye na please. ...

Abhijit : ussdin jab hum dobara aye to mujhe purvi ne bataya ki tumne shaddi ke liye ha kardiya...par jab msine yeh baat Daya ko kaha to uske ankho main maine tumhe khodeneka jo gaam dekha uski chalte maine usse kaha ki ladka aya nahi tumhe dekhne...aur Shreya tum manogi nahi yeh sunke uski chehere main jo raunak ayi....main tumhe bata nahi sakta ekhi moment main ne Daya main jo change dekha..... uski who hassi tumhe pahne ki khushi saaf saaf dikh raha tha...

Shreya was listening Abhijit shockingly and keenly....

Abhijit : usske kuchhi din baad Daya ne sayad tumhe phone kiya tha tumhne answer nahi kiya to mujhe apne ghar raat ko bulaliya to maine usse kaha tu saaf saf jake Shreya ko bol de ....mujhe laga sab sort out ho jayega....par esa kuch hua nahi...agle din Daya aya beauro main tumhe dekha vi par baat ghuma di ....jab maine puch to usne bataya woh tumhare samne kuch bolhi nahi payega to usne tumhare liye apni dil ki baat ek letter main likha jo usne kaha main tumhe pohocha doon.....

 Bhalobasha (ভালোবাসা)--a Love Story Beyond All LimitsWaar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu