part 4

579 39 51
                                    

Let's continue

Abhijit came back to Tarika witha grumpy face.....she understood something had surely happened to Abhijit....so she asked...

Tarika : kya baat hain Abhijit tum itna ghum shum kyu lag rahe ho?aur kya kaha uncle ne?

Abhijit : are pucho mat Tarika...dekho na uncle ji kaisi beheki beheki bate kar rahe hain...unhe to sab malum hain firvi yeh sab kyun.?mukhse ab aur nahi ho raha hain...main Daya ko sab sach batane wala hoon....undono ki zindegi ka sawal hain yaar.....

Tarika : aur kya karoge tum?vul gaye uncle ji ka kasam..jiske liye apne bhai se ulajh pade the tum....

Abhijit : par vo kasam to sagai tak ka tha na.... ab mai sab kuch sach batane wala hoon undono ko....ek bar bas Daya wapas ajaye...

Tarika : Dekho Abhijit main bas itna kahungi tum jo karoge soch samajh ke karna....halat bohot nazuk hain....or ha main hamesha tumahre sath hoon...

Abhijit : ha Tarika ab main jo karoonga soch samajh ke hi karoonga...ab tak uncle pe varosa karke jo galti main ne ki hain vo sab sudharunga abb...tum bas dekhna....ab Daya ki chere ki hasi main layunga....bas Daya tu jaldi aja...

Tarika : par Abhi mujhe lagta hain hame pehele Shreya se baat karna chahiye....usne apni jindegi ka itna bada faisla sirf apne parents ke liye lithi....mujhe lagta hain in sab ke bareme pehele tumhe usse baat karni chahiye..fir Daya se baat karlena...

Abhijit : ha Tarika sayad tum thik kah rahi ho...jo apne parents ke liye apna pyaar sacrifice kar de woh apne parents ke khushi ke liye khuch vi kar sakti hain..main kal hi beauro main usse baat karta hoon...i hope Shreya saab samajh jaye

Tarika : Abhijit woh samajhdar hain...or fir baat sirf uski parents ki nahi uski pyaar ki vi hain....

Abhijit : hmm...vagban kare sab sahi ho..Daya ne jindegi main vohot saha hai..ab or nahi...woh to saaf pani ki tarah hain....Shreya ki zudai ka kitna gehra chot usse laga hain ....uski ankho se saaf jhalakta hain....woh woh kisiko apna dukh bayan nahi karta...par mujhe pata hain kis dohr se gujar raha hain woh.....(then he sighed sadly.....Tarika kept her hand on his soldier and assure him through eyes)

Then they entered into their team with normal faces....but someone heard their conversation....tention was clearly visible on his face ....he decided something,called a person......then happily joined others....the team had a great time in the party...though Abhijit and Tarka were in some tention and they were sad too...but they didn't expressed it to anyone....at night all return back to home....Abhijit dropped Tarika in her home..then went to his home ...he planed something in his mind...and slept with some tention and some excitement....

Here on the other side...two persons were talking with each other with a stern face ....

1st Person : so mr. Daya abse apka mission start ha raha hain...kalke kal apko apna sab kuch change karlena hain..or unki gang mai ghus jana hain....yaad rakhiye ga woh sleepercells hain....woh apni jaan kurban karte hain apne inn ghinone kaam ke liye...kuch zyada asani se apko unki gang main chance milega nahi...woh sayad kuch difficult task apko de. ..jo apko pura karna padega...pad don't worry agar marne ka task diya jay to sidha man lena without any hesitation. .....woh apko marenge nahi bas apki test lenge....or team main normal behaviour rahe apka iska khass khayal rakhna...or ham apse koi nata nahi rakhenge jo kar na hain apko or unn dusre secret agent ko khud karna padega ...ham kalke kal unse apko mila denge....or report me tomorrow 3 a.m. .... is that clear to you?have you any question??

Daya : no sir i have no question regarding that...everything is crystal clear to me....

Mission Head : main apse 100 % expect karta hoon mr. Daya....or mai yakin rakhta hoon ki ap mere expectation pe khare utrenge...jabki ap ko iss mission main select kiya gaya...

Daya : main wada karta hoon sir ki yaa to main jinda wapas ayunga yaa fir murda wapas ayunga....par mission complete kiye wagar main wapas nahi ayunga.....

Mission Head (proudly): hamare iss mission ko ap jaisa hi bahadoor ,kabil aur wafadar officer ki zaroorat thi...tabhi apki sari details ekbar check karkei authority ne apko select kiya....par mr. Daya i think you know there is less than 1% chance for you to survive in this mission..

Daya : yes sir I know it very well....and I am not thinking about my life....those innocent people's life are more precious than me....

The stern look on the face of the Mission Head changed gradually .....he came to Daya ...patted his shoulder. ....and said...

Mission Head: tumhare ACP sir se jitna suna tha tum usse vi bahadur nikle yaar .... main ne ajki zamane main desh ke liye itna dedicated person aj tak nahi dekha..tum to apne ACP ko vi takkar de rahe ho...

Daya : app sharminda kar rahe hain sir...or hamne to sab ACP sir se hi sikha hain...bas unki raah pe chalne ki koshish kar raha hoon...

Mission Head : main iss mission ki bare main janta hoon ki kitna dangerous hain...par tumse ek baat kahena chahunga Daya ...main chatha hoon tum zinda iss mission ko pura karo...or desh seva main laut aooo....bharat maa ne tumhe bohot nazo se banaya hain...itni jaldi apni duty khatam mat karna....tum sirf desh ke liye hi bane ho....

Daya : ab to bas unke haato mehi sab hain .....unhone banaya hain..to ab woh hi mitayenge...par main apni best dunga ...yeh mera apse or mere deshbasio se wada raha...

Mission Head smiled proudly...bade him goodnight and leave the place....then Daya sat on the bed ....opened his suitcase ....and took out an envelope. ....then he lied on the bed and opened the envelope which consists a photograph and a cute chain....Daya looked at the photograph.....then at the chain...and again looked at the photograph with moist eyes...and told....

Daya : sab chahate hain main jinda wapas ayun...sivay mere....kiyunki mujhe pata hain vaha lautne se mujhe vas tumahri yaad tadpayegi....abb mujhe uss jagah se koi hamdardi nahi raha SHREYA ..... mujhe vaha bas tum yaad ate ho.... or tumhari judai mujhe andar hi andar kha raha hain....main tumse yun najre churate huye nahi rah sakta....mere chup rahenka jo dard tumhe mila hain usko kubool karlena mujhse nahi ho payega....kaise sabko main samjhaun mujhe nahi rahena jinda tumhare bina.....

And tears stated streaming down from his eyes which made her pillow wet .....but he didn't bother to wipe them off....looking at the picture of Shreya intensely he continued...

Daya : Shreya kal tumhara Daya ek aise mission main jayega jaha se woh laut nahi payega...tum isse anjan hoke vi dua karo main apna kaam successfully completed kar pau.....

Then he looked at the chain in his hand....and said

Daya : jante ho Shreya iss chain ko maine uss din kharida jab tumahare liye letter likha tha maine......mujhe pata tha tum mujhe ha jaroor bologi.....itna pyar jo karti ho mujhse....to baas Sherghar se wapas ate ate le aya sirf tumhare liye ...par kabhi socha nahi tha halat asa hojayega.....is chain ki hakdar bas tum ho Shreya ......agar tum nahi to koi or vi nahi....dekhona ajj tumhari engagement hogayi Sidharth ke sath .....is chain ka hakdar khud isse dur hogaya sab meri wajase.....sayad isiliye par pata nahi kiyun cha ke vi main insab ko accept nahi kar paraha hoon... asa lag raha hain kuch to khatak rahi hain tumahri man main Shreya....khair main bas chatha hoon tum khush raho....isse age na mera khuch kwaish thi na iske baad kuch hain....tumhara Daya bas tumhe khush dekhkehi khus hojayega....chahe tum uske paas raho yah usse kaffi dur......

Next Day in beauro. ....








So here is the update.....

Who listented Abhirika's conversation ???
Whom did he called then???

Please let me know how is the chapterthrough your comments....
And don't forget to vote. .....






 Bhalobasha (ভালোবাসা)--a Love Story Beyond All LimitsWhere stories live. Discover now