as : Rajat ji aab hume nikal na padega. Aur nishchint rahiye Haseena beti hamare ghar pe bahu nahi balki beti banke ja rahi hai.

RS : ji Avinash ji

As : bhaiya aur bhabi ek gadi mein aur Dad aur hum dusre gadi mein jayenge

Anuseena just nodded

CS : di aap bhul toh nahi jayenge(crying)

HS : kaisi baate kar rahe ho tum. Apne bhai behen ko kaise bhul sakti hu mai
Ajao tum dono(spreading out her arms to Karishma and Cheeta )

Both came and hugged Haseena tightly.

as : beta ro maat pagphera ke liye tum dono ki di toh ghar mein ayegi. Ro maat

KS and CS nodded and slowly withdrew themselves from Haseena's embrace

HS : apna khayal rakhna aur Mumma aur Daddy ko bilkul pareshan maat karna (crying)

KS : ji Di (crying)

SS (to HS) : sabka dhiyan rakhna beta. Aaj se tumhari sasural tumhari dusra ghar hai. Anubhav beta ka dhiyan rakhna (tears rolling down her cheeks)

HS : ji Mumma. Aap apna dhiyan rakhna aapki dawai hoti hai lena maat bhulna. (To RS) Daddy aap bhi apna khayal rakhna. Late ghar maat lautna dawai time pe lena.

SS and RS nodded their head and hugged her

Slowly every one moved towards the car.
Anubhav opened the car gate to Haseena. Haseena slowly sat inside the car and made herself comfortable.
Anubhav got inside the car from the other side.

as : chalte hai Rajat ji(with a assuring smile)

As and as got into another car
And both the car left for Singh Mansion.

In Anuseena's car,
Haseena was still crying. Anubhav can tolerate anything but cannot tolerate tears in her eyes.

AS : jaan aap please aise maat roiye. Aapko koi nahi rokega apne parivaar se milne se.

HS : Anu unse durr toh kabhi nahi rahe. Aab unlogo se durr rehna padega. Yehi soch ke aur dard ho rahe yeha (pointing towards her heart)

AS : hum samajhte hain. Par aap aise roiye maat please. Aap mere paas aaiye (opening his arm to her)

Haseena shifted herself towards Anubhav and hugged him tightly.
Anubhav caressed her back to console her.
Slowly Haseena stopped crying and fell asleep in Anubhav's embrace.

AS : kitni pyari lagti hai sote hue bilkul bacchi jaisi.

HS : aapki bacchi( in sleepy voice)

AS : aap jage hai ?

HS : hmm.

Anubhav kissed her hairs.

AS : aaj aap dekhna Santu ki khushi satvi asman mein hoga.

HS : haan hum dono se zyada excited woh thi.

AS : haan jab se usse pata chala ki hum shadi ke liye taiyaar hai toh poore ghar sirr pe utha liya tha. Poore ghar mein baccho ki tarah daur rahi thi.

Haseena chuckled hearing her sister in law's childishness

HS : bacche hi hai woh. Choti si gudiya.

AS : ji par bohot shararti. Taang kichai mein ek number.

HS : isme Cheeta aur Karu kuch kam nahi hai. Taang kichai kar kar ke pagal bana deti hai.

AS : haan woh toh hai.

This way they spoke about random topics and Anubhav was successful in diverting Haseena's mind.

After sometime they reached Singh Mansion. The whole Mansion was decorated all worker were running here and there checking the arrangements.

Ss : Mom bhaiya bhabi aagaye chailye jaldi chaliye.

PS : haan haan aaye hai.(to one of the worker) - arti ka thal, chawal ke kalash aur kumkum ki thal le lar aao

Worker : ji maddam(and left)

PS and Ss came to the main door to welcome the newly wedded couple.

PS did their arti

PS (to HS) : beta aab iss kalash ko paer se gira ke kumkum ke thal pe paer rakhke andar aao

Haseena did as she was instructed and entered the house leaving her foot imprint on a white cloth.
Anubhav and Haseena entered the house.

To be continued....

Yeh part kaisa laga please please please comment pe bataiye 🙏🙏🥺

Hope you all liked this part . I will try to update soon.
Aur vote ke sath sath comment bhi please please 🥺🥺🙏🙏🙏🙏 karke zaroor batana yeh part kaisa laga. Aur please follow karna 🙂🙂

Aur choti moti galtiya please maaf kardena.

Dekhte rahiye Maddamsir TV pe Monday to Saturday thik 7:30 baje aur 10:30 baje Sony Sab pe aur TRP badhaiye please please.

Tab tak ke liye
Bye 👋. Take care ❤️
Admin.

Anuseena : Journey Of LoveTahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon