Chapter 28

753 69 41
                                    

So here I start,

Sorry for the delay,

Next morning,
SS came to Haseena's room,

SS : Hassu.... Hassu darwaza khol subha hogayi.

HS : ji... Kon(sleepyly). Subha subha kon agaya (mumbled to herself)

SS : darwaza khol (loudly)

HS : haan baba kholti hu(went up to open the door rubbing her eyes)

SS : abhi tak neend nahi khuli. Alarm deke sone ke liye kaha tha(coming inside the room)

HS : haan woh raat ko der se soye the isiliye. Aur phone mein charge nahi thi toh alarm de nahi payi.

SS : jaldi sone ke liye kaha tha toh der raat tak kya kar rahi thi? (Keeping her one hand on her waist)

HS : woh Anu se baat kar rahi thi(flow flow)

KS : hmmm.. isiliye phone mein charge nahi hai (while coming inside)

HS (after realising) : aa.. matlab nahi

SS : rehne do jhut tumse bola nahi jata. Sab samajh gaye.

HS (mummbled under her breath): pyaar karke konsi badi galti kardi maine ki joh dekho chidate rehte hai (slapping her forehead lightly)

SS : kuch kaha tumne ?

KS : haan hamare baare mein hi kuch kaha hoga

HS : ayy behen ho ya dushman. Jo aag mein ghee dalne ke liye ready rehti ho.

KS : 😁😁

SS : aacha chodo yeh sab baate.
(To HS) yeh lo aur haldi ke liye jaldi taiyaar hoke niche aao.

SS (to KS) : chalo
SS and KS left the room.

HS : hey bhagwaan. Chalo jaldi taiyaar hote hai warna phirse daant khani padegi.

On ther side
Anubhav's room,

Ss : Anu bhaiya aap ke phone itna garam kyu hai.

As : arey der raat tak bhabi se baat karega toh phone ka kya kasoor.

AS : arey aisa kuch nahi hai

PS (to AS) : sab pata hai hume. Nalayak bachhi sone bhi nahi dia(pulling his ears)

AS : ahhh.. Mom lag raha hai. Chodiye sab ke samne please 🥺 Mom chod dijiye na

PS : thik hai(leaving his ear) yeh kurta aur pajama le aur jaldi taiyaar hoke niche aa

As/Ss : 🤭🤭

AS : ji Mom (and giving a disgusting look to As and Ss)

Then PS, As and Ss left the room.
And Anubhav went to get ready for the ceremony.

After sometime KS went to Haseena's room.

KS : di ready hai aap🙂

HS : haan baas yeh earing pehenna baki hai. (while wearing the earing)

KS : ohk mai baith ti hu Mumma mujhe aapko niche le jane ke liye bheja hai

HS : haan haan pata hai mujhe 😔(slightly sad as she could not meet her prince)

KS : kya di aap bade sad face bana rahe ho(teasingly)

HS : nahi nahi mai kaha sad face bana rahi hu(nervously) ☺️

SS : Karu Hassu ko niche lao jaldi (loudly from downstairs)

KS : aayi (shouting) (to HS) : di Mumma bula rahi hai hogayi aapka toh chaliye

Anuseena : Journey Of LoveWhere stories live. Discover now