*1. Sumod in an Amusement Park*

955 88 73
                                    

Story Plot- Sumod in an amusement park
Decided Language- Hindi+English
Story Plot by/ Dedicated to- Ayath_1946

***

[In this story Sumod didn't marry yet, their families know about their relation & all are happy.]

Susheela is lying in her room. She is bored enough and now wants to do something. But what? She is talking to herself.

"Kya yaar, kuch karne ka mann karraha hai, fir kar bhi nahi raha... ghar mein sab so rahe honge shayad. Ek minute, Pramod? Na jab koi na rahta, tab bhi Pramod toh rahta hai na? Chalo phone lagati hun usse.."

Pramod was simply scrolling through his social media. Suddenly Susheela's call comes to him.

"P. Hello Susheela ji?"

"S. Chhota haddi suno, tum busy ho kya?"

"P. Umm, (grins) Kyun? Aapko mujhse baat karni hai? Koi baat nahi, aapke liye toh main humesha free hun Susheela ji.."

"S. Uff ab tum mera mood kharaab mat karo yaar, aisehi bahot bore ho rahi hun.."

"P. Maine mood kab kharaab kiya? Main toh bas bol raha tha, okay leave it.. aapko bored feel ho raha hai? Toh kya kare?"

"S. Tum bolo?"

"P. Ek kaam karte hai, jaake mitti mitti khelte hai? Mazaa aata hai.."

"S. Haan aur main tumhe ussi mitti mein gaad(bury) dun toh chalega? Pramod, be serious na!?"

"P. (Laughs) okay okay, let's be serious! Ab aap bolo, kya karna hai?"

"S. Umm, kahin chale?"

"P. Kahan jaana hai madam ko?"

"S. Chalo aaj amusement park chalte hai? Haan yeh sahi rahega.."

"P. Susheela ji, aapko amusement park jaana hai? Achha ji, waise thik hi hai.. aap aur hum, ek ride mein, ek saath baithke enjoy karenge.."

"S. Hm hm hm.. ab agar Dr. Chhota Haddi ke din mein bekaar sapne dekhna ho gaya ho, toh woh jara ready ho lenge?"

"P. Arrey main toh humesha ready hun! Main aajaun aapko pick karne?"

"S. Abhi mat aao, mujhe ready hone mein thoda time lagega..."

"P. Haan toh bahar wait karlunga?"

"S. Bola na abhi mat aao, main phone karungi."

"P. Achha thik hai, chalega.."

After 10 minutes, Susheela again calls Pramod.

"P. Ji main ab aajaun?"

"S. Haan aao?"

Pramod drives to Susheela's home and reaches in 15 minutes. Susheela was going out but right then, Kusum ji came to her.

"Na tu iss waqt kahan ja rahi hai chhori? Kuch hua hai ke?"

"S. Nahi mummy, woh... woh main na, main chhota haddi ke saath na jara ghumne jaa rahithi, bahot bored feel ho raha tha toh isiliye, umm.."

Pramod enters there all on a sudden.

"Aunty ji, woh main hi le ja raha tha unhe, agar aap bura na maane toh.."

"K. Achha chalo koi baat na hai, shaam tak aajana tum dono.."

"Sumod. (Smiling wide) Ji ji, pakka aajayenge.."

Susheela sits in the car beside Pramod politely and both start to reach their today's destination.
Going some minutes, Susheela notices that Pramod's eyes are gazing her continuously making her nervous every moment, every second. She doesn't know why but she herself is unable to hold the eye contact, she can't match her eyes with Pramod's. He is not concentrating in driving car, that's clear. Only two of his hands are working on the steering wheel.

Twisted EmotionsWhere stories live. Discover now