Nakabposh-"janta hu. Sarvkaal ek bahut hi pure soul the Ananya. And believe me unka aashirwad tumhare sath humesha rahega.

Ananya-"Unki last wish thi ki....ki ..mai dabbu se.....
Nakabposh-"Sarvkaal ki last wish kya thi mai janta hu"
Ananya looked at him surprised.

Nakabposh-"Ananya ,I know ki tumhare liye koi nhi decision lena  bahut difficult hai.per I can assure you tumhare kisi bhi decision me Dev tumhare sath hai.He is always there for you"
She is looking in his  eyes for the glimpse of even a little bit of restlessness while taking about her and Dev but he disappoints her.
Ananya-"aur tum?"
Nakabposh-"jab bhi meri DOST ko meri jarurat padegi .I will be there.

"Dost"She  whispers.
She is just a friend for him .Her marriage with someone else is not affecting him even a bit.
Ananya-"Thank you DOST. Mere liye tumne itna waqt nikala .Uske liye Thanks. Per ab tumhara aur waqt nhi lungi.I think ab tumhe jana chahiye.

She said with a faint smile .

Nakabposh-"take care and Bye

She looks down as she doesn't want to see him going from her life forever.
Kuch pal toh tehar jao na
Ya phir laut ke aao na
Yoon kehte nahi alvida
Mudd jao idhar aao na

She again look at him but he is not there.She looks here and there in room .
Tumhe dhundhe meri ankhen
Tumhe khoje meri baahein

She sits down crying.
Ananya-"kaise jiyungi tumhare bina. kaiseee?

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin

Yeh aasmaan aur zameen
Bin tere kuch bhi nahi
Saanson se mohlat
Zara maang laina
Yoon utthke jaatein nahi
Ya phir tu mujhe le chal
Sang apne jidhar tu chala

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin

Tum bin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tum bin

Flashback ends.

Ananya-"Mai janti thi ki Nakabposh ke liye mai koi bhi nhi.mera pyar humesha ek tarfa rahega. per iss baat se mujhe fark nhi parta tha kyuki mera pyar khud me hi pura hai. Mujhe usse kuch bhi nhi chahiye tha. Keval usse dekh kar ,usse mil kar hi ,uske khwabo me jee kar hi mujhe sab kuch mil jata tha.

Her eyes are clearly reflecting her true and selfless love for Nakabposh.A love without any dream.

Ananya-"Per jab Ray mujhse Nakabposh ban kar mila .Mujhe lagne lga ki mai bhi Nakabposh ke liye special hu. Mai koi sapna dekhna nhi chahti thi per Ray ke behaviour ki wajah se mai sapne dekhne lagi.Ray ka mujhse flirt karna, ,mere liye birthday surprise plan karna ,mujhe har pal special feel karwana .Mai uske sath  uncomfortable feel karti thi per phir mujhe lagta tha ki nakabposh ne mere liye ye sab kiya mai.......Issliye shaadi se pehle mai usse milna chahti thi .Usse btana chahti thi ki mai usse .....per meri shadi se use koi fark hi nhi pra .Aur kyu parta ? Uske liye mai hu hi kaun?koi bhi to nhi? Mai timnasa ki ,burai ki gulam aur wo burai se larne wala Hero.

Dev wants to tell her that how much she matters to Nakabposh. He wants to shout and tell her about his feelings.
Dev-"kaise btau tumhe Anu ki tum mere liye kya ho.

Aankhon ke panno pe
Maine likha tha sau dafaa

Lafzon mein jo ishq tha
Hua naa hothon se bayaan

Khud se naraaz hoon
Kyun be-aawaaz hoon

Meri khamoshiyan hain sazaa

Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bataa

Ke Main Hoon Hero Tera (x4)
(Main hoon hero hero tera)

Ananya-"Uske liye kitna aasan tha na hamesha ke liye jana. ye keh dena ki ab hum doobara kabhi nhi mil payenge. Wo sach me chla gya .Humesha sath dene ka wada kar ke ,humesha ke liye chor kar chala gya.Heart promise tor kar chla gya."

Raahon mein bhi, har kadam
Main tere saath chala

Haathon mein thhe ye haath magar
Phir bhi rahaa faasla

Seene mein hain chhupe
Ehsaas pyaar ke
Bin kahe tu sun le zaraa

Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun Bataa..

Ke main hoon hero tera (x4)

Ananya-"Aur maje ki baat ye hai ki usse  shikayat bhi nhi hai.Kis haq se karu gila .usse to mere feelings ke bare me pta bhi nhi na hi pta hai ki koi uska naam lekar mere feelings ke sath khel rha tha.Sab jante hue bhi pta nhi kyu bahut taqlif hoti hai Dabbu? bahut dukhta hai yaha"
She said placing her hand on her heart. He hugs her gently. she lied beside her placing her head on his chest while he lies resting his back on bed's boundary and head on the wall.

Ananya-"itna kyu dukhta hai Dabbu? Kyu itni taqlif hoti hai?"

Dev-"pta nhi Ananya kyu itna Dard  hota hai ? Bahut dard hota hai."
Her each and every word is pricking her heart like thousands of thorns is peirced in his heart.She loves Nakabposh who is non other than him.But Nakabposh is totally different from Balveer and she loves Nakabposh not Balveer.

Dev(in mind)-"kaise btaunga tumhe Anu ki Nakabposh keval ek chhalawa tha.jisse tum pyar karne lagi ho uska koi astitva hi nhi hai. Aur jiska wajood hai uske liye tumhare dil me wo jagah nhi hai.

Teri wajah se hai mili
Jeene ki sab khwahishein

Paa loon tere dil mein jagah
Hai yeh meri koshishein

Main bas tera banu
Bin tere naa rahun

Maine toh maangi hai yeh duaa

Dil hai yeh sochta

Phir bhi nahi pataa

Kis haq se kahun bata..

Ki Main Hoon Hero Tera (x4)



So how was the chapter?








KUCH TO HAI TERE MERE DARMIYAN-SEASON 2Where stories live. Discover now