Chapter 8

156 23 40
                                    

Y/N : Koi zarurat nahi hai, aunty. Aap rehne dijhiye.

Uske baad Y/N pure din Siddharth se bilkul baat nahi karti hai. Unke ghar jane ke baad bhi Y/N usse baat nahi karti hai. Siddharth ko bhi ajeeb lag raha tha Y/N ke badle hue bartav se.

Agle din bhi Y/N Siddharth se baat nahi karti hai. Siddharth purani hasti khilti Y/N ko miss karne laga. Toh usne finally decide kiya ki vo Y/N se baat karega.

Siddharth living room mein baithke Y/N ke aane ka intezar kar raha tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Siddharth living room mein baithke Y/N ke aane ka intezar kar raha tha. Tabhi Y/N living room mein aayi. Y/N ko dekhke Siddharth khada ho gaya. Siddharth Y/N ko smile dene ki koshish karta hai.

Y/N use ignore karke apne room mein jane lagti hai. Lekin Siddharth bolta hai.

Siddharth : Tum aaj padhne nahi aayi?

Y/N : Mujhe padhane ki aur zarurat nahi hai. Main khud manage kar lungi.

Y/N's dress

Y/N wapas apne kamre ki taraf jane lagti hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Y/N wapas apne kamre ki taraf jane lagti hai.

Siddharth : Y/N, tum aaj aise kyu kar rahi ho?

Y/N : Kal maine aapko ek khargosh ke sath dekha. Aur aap dono...

Y/N ki himmat nahi ho rahi thi vo baat bolne ki.

Siddharth : Ek minute. Oh! Main samajh gaya! Tumhe galat femi ho rahi hogi. Tumne mere cousin ko dekha shayad. Main aur vo humare khargosh roop mein kafi similar dikhte hai.

Y/N : Sach mein?!

Siddharth : Y/N, tumhe mujhse baat karna chahiye tha na! Bina sach jane kuch bhi soch baithti ho.

Y/N : Aap sach bol rahe hai?

Siddharth Y/N ke sar pe hath rakhta hai.

Siddharth : Tumhari kasam!

Y/N : I'm so sorry! *covers face with her hands*

Siddharth Y/N ko apne paas khichke use hug karta hai.

Icchhadhari Khargosh (Bunny Hybrid) || CompletedWhere stories live. Discover now