Episode - 268

312 16 2
                                    

Ajj Anubhav galat nahi hai balki halat uska saath nahi hai

Anubhav nai jo kiya desh ka liya kiya
Bass ek galti ki hai ki hassko iskai bara mai bata na saka

Hassena hamesha uska sath khar ha jab usa uski jarorat pari hai

Lakin unki kismat mai lami jodi likhi hai

Ajj makers ki galti bilkul nahi hai wo to bass dekhan chata tha ki ek police officer hona, ek secret agent ho na , ek army nai hona ... asan nahi hota
Larka ho ya larki dono taraf sa parivar toota ta hai rishta tota tai hai dil tota ta hai lakin

Country ka jo barosa hota hai , chain hota hai wo kabhi nahi totat

Isliya salute hai asa parents ko jo ya janta hoi bhi ki unka baccho ka pass kal hai bhi ki nahi army mai bejata hai

Salute hai un wife/ husband ya fir girlfriend/ boyfriend jo apni hamsafar ko hemat deta ha bhala hi andar sai kitna hi kyo na toot jay par unka samnai unki takat bankar kharai hotai ha .....

Salute to all officers wo sacrifice their life, their happiness, their families for our happiness for our security....

Ajj ka episode mai mera favorite part hassena ka dance ka tha apka konsa tha comment mai bato

MADDAM SIR UPDATE Where stories live. Discover now