Chapter 1

1.1K 56 68
                                    

Evening time
At Ghotala house

June apne office se ghar wapas aati hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

June apne office se ghar wapas aati hai. Living room mein uski puri family baithi hui thi.

Dadi : June, tu aa gayi? Tu aaj itni khush kyu hai?

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Dadi : June, tu aa gayi? Tu aaj itni khush kyu hai?

June : Maa, main office ke kaam se agle hafte Korea jaa rahi hoon!

Everyone : Kya?!

June : Haan!

Shreya : Bua, hume bhi le jao apne sath!

June : Main vaha picnic manane nahi jaa rahi. Kaam se jaa rahi hoon.

Chaitali : Lekin ek hafte mein aapko visa passport kaise milega?

June : Mere jane ka pura intezaam company kar raha hai. Tum logo ko vaha se kuch chahiye kya? Main leke aaungi.

Afifa : Bua, aapko toh pata hi hai hume kya chahiye.

June : Accha thik hai, thik hai. Tum sab ke liye ek ek album le aaungi.

Sari ladkiyan unki baat sunke khush ho jati hai.

Dadu : Tum sab aur tumhara Korean ladko se obsession! Aise chalta raha toh koi tumse shadi nahi karega!

Tanvi : Hume kisi aire gaire ladke se shadi karni bhi nahi!

Dadu & dadi : *facepalm*

Next week

June bua Korea gayi hai. Sari ladkiyan Tanvi aur Aarvi ke room mein baithe hue the.

 Sari ladkiyan Tanvi aur Aarvi ke room mein baithe hue the

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Hridia enters the room holding her phone.

Hridia : Guys! Bua ne facetime kia hai!

Hridia jake bed pe baithti hai. Sari ladkiyan uske paas aati hai.

Ojal : Hi, di!

June : Kaisi ho meri behen aur bhatijiyon?

Aarvi : Hum sab toh thik hai lekin aapke bina maza nahi aa raha.

June : Aww... Main jaldi wapas aa jaungi. BTW, main abhi K-pop store mein aayi hoon tum sab ke liye albums kharidne. Bolo kisko kaunsa album chahiye?

Sab log sath mein apne apne favourite album ka naam chillane lag jati hai.

June : Aree, ek ek karke batao! Sab sath mein mat chillao!

Sab ek ek karke apne apne favourite album ka naam batate hai. Aur June unke liye album kharidti hai.

(June bua, please buy us albums for real.😇)

In Seoul, Korea

June ladkiyon ke liye album kharidne ke baad HYBE museum dekhne jati hai. Vo museum mein ghum rahi thi tabhi uski nazar vaha rakhi hui BTS ki trophies pe padi. Vo un trophies ko kuch minutes ke liye dekhti rahi.

....?? : It's fascinating, isn't it?

June ne apne baju mein dekhti hai aur use ek aadmi dikha. Usne kale kapde pehne hue the. Uske sar pe cap aur muh pe mask tha.

....?? : 8 years of hard work deserves this success.

June : Yeah... Don't mind me but have I seen you somewhere? You look really familiar.

Vo aadmi apna mask hatata hai aur June ko uska chehra dikhta hai. Uska chehra dekhne ke baad June ka chillane ka mann karta hai.

Lekin isse pehle ki vo chilla paye, vo aadmi uska muh apne hath se band kar deta hai.

....?? : Don't shout! Do you want everybody to know?!

Vo aadmi June ke muh se apna hath hatata hai.

June : *whisper yells* Bang PD oppa?!

Bang PD : Yes, it's me.

Bang PD's POV

Today I decided to visit the HYBE museum. I went there and started looking around. Suddenly, I saw a beautiful girl wearing Indian clothes.

I had never seen someone so pretty ever in my life. She gave me butterflies for some reason. Though I don't just fall for someone just like that. But she was different. So I went to her and started talking.

Author POV

June : Oh my god! I can't believe this! I'm meeting my bias?!

Bang PD : Why do you Armys always call me your bias?

June : You won't understand. Anyways, what are you doing here?

Bang PD : This is my museum. I can come here whenever I want.

June aur PD nim bohot baatein karte hai aur sath mein museum ghumte hai. June se baatein karne ke baad PD nim ko usse aur bhi zyada pyaar ho jata hai.
_______________________________________

A/N : I got the inspiration of "Ghotala" from an old serial I used to watch called "Badi dur se aaye hai".

Bighit Ke Pyaar Ka Safar || CompletedWhere stories live. Discover now