Chapter 9

343 25 12
                                    

Ishita door open karne aati hai

Tabhi raman ko call aa jaata hai

Raman call receive karne chala jaata hai

Ishita door open karti hai

I : Abeer beta tu itni jaldi aa gaya

A : actually maa woh Aditya ke dad aaye hai

I : acha kaha hai woh

A : actually unko zaroori call aa gaya tha toh woh receive karne chale gaye yaha par signal ki problem ho rahi thi

I : ohh okk main market jaa rahi hu kuch saamna lene jab tak main naa jaau Aditya and uske dad kahi mat jaane dena

A : ok maa

Ishita chali jaati hai

Tabhi peeche se raman bhi jaane lag jaata hai

Dono opposite direction main khade ho jaate hai

Raman : mujhe aisa kyu laga ki meri ishita yahi kahi hai

I : kahi raman aas pass toh nahi hai

Song start

Both ignore each other

Raman chala jaata hai

And ishita bhi

Raman andher aa jaata hai

Raman : Aditya kaha hai

Abeer : room main hai aap.chaliye mere saath main lekar chalta hu aapko

Abeer raman ko Aditya ke room main le jaata hai

Raman see Aditya

Aditya get shocked to see raman

Raman hug Aditya

Raman : tu thik hai naa tujhe jaayda chot toh nahi aayi adi

Please tell me

A : papa main thik hu jaayda chot nahi lagi mujhe

R : thank God tu thik hai pata sab kitne pareshan ho gaye the

A : aap yaha kya kar rahe hai

R : tujhe waapas lene aaya hu samjha tu aur aaj hi chalega

Adi (in mind) : kahi papa ko pata toh nahi chal gaya hai ki ishi ma yahi par hai

R : kya soch raha hai chal mere saath

Adi : thik hai papa

Raman and Aditya bahar aa jaate hai

Abeer : aap dono kaha jaa rahe hai rok jaaye jab tak maa nahi aa jaati

Adi : nahi hume jaana hai jaldi main hai hum

R : thik hai rok jaate hai aur unko bhi thanks bolna hai mere beta ka dhayan rakhne ke liye

Adi : par papa

R : maine kaha naa adi

Adi : lagta hai aaj ishi ma and papa milgar hi rahenge

Pavitra rishta ..... tere mere mann kaWhere stories live. Discover now