~Kaun Hai Woh~

542 97 235
                                    

The night lapsed on all their bleared visages. As promised, both Veer and Jay arrived at the temple at the first blush of the day. Panditaain was still busy with her meditation so they decided to sneak into the temple library and go through the ancient books.

Both were looking through the books when suddenly a book was about to fall on Veer but Jay pulled him towards himself and held the book. It looked like a very ancient book with an unusual artwork on its cover, grabbing their attention towards itself. Both looked at each other and sat down to read the book.

" Naagvansh ke mahaan samraginiyon ka jivan-vritaant

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


" Naagvansh ke mahaan samraginiyon ka jivan-vritaant... "

"Iss pustak mein Naagvansh ke sabse mahaan, shaktishaali aur vaibhavshaali vyaktiyon ka varnan hai... "
Read Jay.

" Adinaagin - Naagraj Vasuki aur Sheshnaag ke baad, Naagvansh se Bholenaath ki sabse badi bhakt, Sarvashresht Adinaagin hai. Unki atal bhakti aur saahas ke kaaran hi aaj Naagvansh ka astitva hai aur naag-naaginon ko icchadhaari hone ka vardaan praapt hai... Unhe kisiko bhi apna saathi chunne ka purn adhikaar hai, par unhe baad mein koi kathinaayi na ho, isliye unka rishta Naagvansh ke Adinaag ke saath jodne ka gupt nirnay liya gaya... Naagmani ko bachaane, Cheel Raajkumar ka anth karne aur Bholenaath se shraap milne ke baadke baad, khudkhushi ke kaaran unki mrityu ho gayi... Kalyug mein unka janm apne prem kahani ko pura karne ke liye hua hai... "

"Adinaag - Bholenaath ke acche bhakt aur Chandrakala ke putra jo apni Maa ke behkaave, shaktiyon ke laalach aur kapat ke kaaran apna sab kucch kho diya... Yahan tak, apne asli saathi ko bhi undekha kar diya... Unhone Naagmandir ki raksha ke liye cheelon se saahaspurvak ladai ki par kam shaktiyaan praapt hone par krodh mein aakar Adinaagin ke praan lene ki mansha se unse vivaah karne ke liye sajj ho gaye aur anth mein apne sautele Bhai, Cheel Rajkumar ke haathon maare gaye... "

"Mahanaagrani- Priyamvada/Sharanya, Bholenaath ki bholi si bhakt, Naageshwari ki priya saheli aur Hriday ki asli saathi... "

Being in a superior rank in the supernatural world, it didn't shock them to see a book written on them but both Veer and Jay were stunned by the knowledge that Sharanya was the real saathi of Jay. Being friends with her, both knew that she was single, but didn't have any idea about her Saathi. Jay felt relieved that the one whom he gave his heart was his Saathi.

Before they could read further, they heard some footsteps, probably of the Panditaain, she had now arrived at the temple. They quickly closed the book and placed it in the shelf but a parchment paper fell from it which read...

" Adinaagin ke jeevan se jude har ek paatra ka punarjanm, iss Kaliyug mein phir se hua hai... Sabko apna jeevan badalne ka ek aur avsar mila hai... Par kaun kya karega, yeh uss Shiv Shambhu ke ilaava koi aur nahi jaanta... "

Both read it and looked at each other but soon ran out of the library to find the Panditaain decorating the Shivalinga with flowers. Both greeted her and the idol. Jay was feeling happy today as the day had come for which he was waiting, since his guilt for being so wrong took over him.

VAni SS: A Path Called Love...Where stories live. Discover now