Anubhav's Confession

2.5K 154 19
                                    

AS - Haseena ji hum nahi jante hum jo kehne ja rahe he uske liye ye sahi wakt he ya nhi par aaj hum aapko apne dil ki baat bata kar rahenge . Haseena ji kya aap hum par aakhri baar bharosa krke hum jaha batayenge waha aa sakti he kya ?

HM looked at him .
HM- Sir aap bharose ki baat na hi kare to hi accha hoga. Aapke upar humne jitni baar bharosa karne ka try kiya he aapne har baar hume galat sabit kiya.

AS- Hum shayad aapki maafi aur bharose ke layak nhi he par kabhi to aapne humse pyaar kiya tha .Us pyaar ke liye hi aap waha aa jaiyega.Hum waada karte he aaj raat ke baad hum aapko apni shaqal bhi nhi dikhayenge agar aap kahengi to.

Saying this he gave her a note in which an address was written .
AS- Hum aapka intezar karenge Haseena ji.

With this he left the lakeside and went away. Haseena also came back to her house all the while thinking about whether she should go or not.

The next day at MPT
Haseena entered and was shocked to see everyone working .

HM- Jai hind.

Everyone - Jai hind MS.

HM- Aaj aap sab kaam kese kar rhe he?
Aaj suraj kis taraf se nikla he. 😁😁Chaliye accha he. Hum apne cabin me he koi kaam ho to bula lijiyega.

In Haseena' s cabin
KS - MS hum andar aaye?

HM - Ha KS aaiye na.

KS - MS aapko Anu bhaiya kaha mile?

HM - Wo KS mission jeet se pehle wo hume ek lake side par leke gaye the jo bohot hi sundar jagah thi. To hume laga wo wahi honge.

KS - MS aapko abhi bhi unki ek ek baat yaad je. Aap ab bhi unse bohot pyaar karti he na.

HM - Nhi... Nhi... KS aap ye kya keh rhe he wo to bas.... (She fumbled)

KS - MS jab juth bolna nhi aata to kyu bolti he. Aap khud bhi jaanti he aap juth bol rahi he. Chaliye hum chalte he.

HM was lost in what KS said
HM (in mind) - Hum jaante he hum ab bhi unse pyaar karte he par wo to nahi karte na. Hum dubara hamara dil nhi tudwana chahte.
A message popped on her phone. It was from Anu.
AS- Haseena ji please aaj us address par aa jana hum aapka intzar kar rahe he.

HM didn't replied but thought to go to the place.
In the evening, HM came out of her cabin in the hall.
HM - KS hum ghar ja rahe he aaj hume kuch kaam he.

KS - Thike MS aap jaiye hum thana sambhal lenge.
As soon as HM left KS messaged AS
KS - Bhaiya MS nikal gayi he baki ka aap sambhal lena. Aaj hume hamari bhabhi mil jaani chahiye.

AS became very happy after reading KS' s message. He replied
AS- Hum puri koshish karenge behna. Baki to bhagwaan ke haath me he.

After messaging Anubhav started checking all the arrangement once again.

HM went to her home and changed into
Black jeans and a silver colour crop top. She was looking gorgeous.

She reached the address. It was a small but beautiful cafe . She entered the cafe and a waiter came and told her to go to the garden of the cafe.

She entered the garden. The whole garden was decorated with the pre wedding pictures of Anu and hers before the mission. Fairy lights were making the garden more beautiful. Haseena was awstruck. Suddenly Anubhav came with a mic .He was wearing a black tuxedo and was looking very handsome .He started speaking.

AS - Ek ladka tha. Wo bohot bada gadha tha. Wo ek ladki se mila .Wo ladki is duniya ki sabse acchi aur sundar ladki he.Wo us ladki ko ek mission ke liye apne pyaar me girane ki koshish karne laga. Wo ladki usse pyaar bhi karne lagi. Wo ladka bhi kahi na kahi usse pyaar karne laga tha par accept karne se darta tha. Jab us ladki ko sacchai pata chali to wo us ladke se dur ho gyi bohot dur. Tab jake us gadhe ko realise hua ki wo us ladki se kitna pyaar karta he. Par tab tak bohot der ho chuki thi us ladki ne us par bharosa karna band kar diya tha. Aaj wo ladka us ladki se apne dil ki baat kehne ja raha he. Ab uska kya jawab he ye us ladke ka jivan badal dega.

Haseena had tears in her eyes after listening to Anubhav.
With this he came near Haseena and sat down on his knees. He took out a beautiful diamond ring and asked Haseena

AS - Haseena ji hum jante he humne aapke saath bohot galat kiya , aapka bharosa bhi toda par jab aapko rote huye dekha tab hamara bhi dil tut gaya. Jab bhi aapko dekhte he ek alag si khushi hoti he. Pehle ye kehke apne aap ko hi hum dhoka de rahe the ki ye keval mission ke liye he aur hum aapse pyaar nhi karte he. Par ab nahi. Ab na to hum apne aapko aur na hi aapko kabhi bhi dhoka denge. Haseena ji hum aapse bohot pyaar karte he aur isliye kal aapko us harsh ke saath dekh kar hum gussa ho gye the. Agar aap hume maaf kar hume ek aur moka dene ko tayyar ho to aap hume is duniya ka sabse khushnasib aadmi bana degi.

Precap- Haseena gives him her answer.....

Anuseena🥰🥰Where stories live. Discover now