promo

1.4K 143 18
                                    


Dadu_ manik ye koun hai .

Manik _ pata nahi dadu bas aakar mughe hold kiya aur papa papa bolne lagi mughe .

Dadu_ papa bolne lagi tumhe .

Manik _ han but main iss bachchi ko first time dekh raha ho dadu .

Dadu_ hmmm phir oss bachchi ko dekhte hai aur oske pass jate hai aur

Dasu_ beta kya aap name kya hai beta .

Girl_ aarushi malhotra .

Dadu_ malhotra kiska surname hai beta .

Girl_maire papa manik malhotra ka .

Manik dadu sunkar shoked hote hai ek dosre ko dekh kar ke aur .

Manik _ aapko aapke papa ka name kaise pata beta.

Girl_ mom ne bataya tha mughe ki aapke papa ka name manik malhotra hai aur aapki picture bhi dikhai thi mughe .

Manik _ kaha hai woh picture .

Girl_ kho gayi papa .

Dadu_ aur aapki mom kaha hai beta .

Girl_ pata nahi kaha hai woh mughe boli thi aap betho banch par main aati ho phir aayi nahi waps.

Manik _ aapki mom ka name kya hai beta.

Girl_ mom ka name nandani malhotra hai papa .

Dadu manik _ nadani malhotra

who I am for you ? जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें