you love nandini so much .

1.8K 195 25
                                    

Late night manik ghar aata hai aur.

Manik _tai aap ab tak jag rahi hai kyu jiya Kaha hai .

Tai _ woh to kab ki do gayi beta boli aapke sahab aaye to khana khila dena main aaj bahut thak gayi party main to sone jaa rahi ho pata nahi kab aayenge woh .

Aur manik ye sunkar flash back main chala jata hai.

Flashback.

Manik _ nadani nandini.

Nadani _ ji manik aap aagaye.

Manik _ what a pleasant surprise yar maine to aise hi awaj di thi tum to sach main jag rahi ho ab tak .

Nadani _ are to so kaise jati dear husbad aap ne pata hai ab tak kaam ke chakkar main khana nahi khaya hoga mughe pata hai.

Manik _ woh to hai yar nahi khaya but ab bahut tej bhok lagi hai jaldi se lagao .

Nadani _ bas aap fresh ho jaao dinner bas ready hai tabel par laga na hai .

Manik _ ok main bas abhi aaya.

Aur phir manik nadani ke sath dinner karta hai aur.

Manik _bas chalo room main dear wife .

Nadani _ ye to otha lene do .

Manik _ no way my love ab mughe tumhe othane do ok aur ose ek swift main aarms main lekar room main jata hai aur care fully bed par laydown karta hai aur.

Nadani _ kitne deapret rehte hai aap manik.

Manik _ oh realy jaan aur tum nahi han smirk karke bolta hai aur nandini blush karte hue oske chest main face hide kar jati hai.

Flash back end .

Tai _ sahab Kaha kho gaye aap khana lagao aapke liye .

Manik _nahi rehne do man nahi hai maira khane ka.

Aur waha se jata hai aur.

Tai pov ab yad karke kya hoga manik baba woh to chali gayi jara qadar nahi ki oski bechari pata nahi kaha hogi kis hal main hogi 12 13 din ho gaye hai gaye hue aur sahab ji devdas bane ghum rahe hai jiya ka bhot other gaya sar se shayad pov and.

Idhar manik jab room main aata hon jiya aaram se bed par sexy nighty wear kare so rahi hoti hai aur oski expose body nighty se visibal ho rahi hoti hai manik aage badh kar ose duvet se cover karta hai aur jiya aankhe khol deti hai.

Jiya_ aagaye manik.

Manik _ tum jag rahi ho .

Jiya_hanbhi na bhi .

Manik _ kya matlab .

Nadani _ main to so rahi ho but mairi body mughe sone nahi de rahi aaj kitne din ho gaye hume sath rehte hue tum ne ek bar bhi mughe tuch nahi kiya hai kyu manik I want to right now full my wish bas .

Manik _ jiya bahut rat ho gayi hai so jaao aaram se mughe bhi sone do plese night dress lekar waah room main jakar shower leta hai aur.

Manik pov sorry jiya but ye nadani ka haq hai aur osi ka rahega hamesha ek galti kar gaya ose jane ka bol kar ke but dosri galti karke apni najro main nahi gir sakta hon main no way .

Shower lekar bahar aata light off karke so jata hai aur jiya bas oskiback ko dekh kar reh jati .

Next morning.

Manik almarih main rakhi nadani ki saree dekh raha hota hai jab jiya aakar gate band karti hai aur

Jiya_ what's wrong with you manik .

who I am for you ? जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें