pyar karte ho nandini.

2.4K 224 48
                                    

Nadani/ manik aapne aane main itna time laga diya rat hone ko aarahi hai aapke liye lunch banaya tha maine .

Manik _ kyu banaya tha lunch jab brakfast nahi banaya tha to han bolo girne lagta hai aur nadani ose hold karne jati hai aur.

Manik _ don't tuch me ok jaao yahan se .

Nadani _ manik aapne drink ki hai .

Manik _ han ki hai to tumhe koi problem hai kya main drink karo na karo main apni marji ka malik ho ander aata hai aur.

Nadani _ aap hosh main nahi hai manik plese aap Beth jaao .

Manik _ maire hosh ki tumhe badi fikar ho rahi hai teen din se mughe torture kar rahi ho baat baat par jaa rahi ho jaa rahi ye woh are to jaao na niklo yahan se ho gaye din pore tumhare. Thak gaya tumhe dekh dekh kar ke main ab jaao yahan se sameto apna saman aur jao yahan se kitni jaldi ho sake otna.

Nadani _ manik kya bol rahe ho aap aise .

Manik _ to kaise bolo kahi ki rani ho tum jo tumhe izzat ke sath bolo ek sal ki sex parten thi mairi tum osse jyada kuchh nahi tum kya mughe apna pati man kar Beth gayi thi ki ek sal sath rahogi filmo ki tarha mughe tumse pyar ho jayega aur hum dono sath rahenge tac tac kitni bewakuf ho tum nadani han kaha  main kaha tum sex karne ke liye thik  thi tum patni banne ke liye no way tab hi .

My dear hubby main aagayi .

Nadani turn karke dekhti hai to samne apne  luggage ke satah jiya
Khadi hoti hai aur m

Manik _ my littel love come come apne aarm spred karta hai aur jiya aage badh kar oske aarms main simat jati hai aur.

Jiya_ so my dear hubby ab aage kya .

Manik _ ab aage hum dono sath rahenge bas koi aur hamare bich nahi hoga .

Jiya_ but ye tumhari name ki wife to abhi bhi yahin hai .

Manik _ basharm hai bol diya jaao niklo yahan se jati hi nahi hai

Nadani  ye sab aankho main aanso liye dekhti hai tai aur phir roti hui apne room main jakar apna luggage leti hai aur sidha nikal jati hai aur.

Jiya_ manik chalo room main aaram karo gayi tumhari one year contrect wife .

Manik _ gayi achha hua chalo ab room main chalo apne ose liye apne room main jata hai aur bed par girte hi so jata hai .
Next morning
Manik ki aankh kholti hai aur

Manik _ nadani  nadani kaha ho yar bed par hand spred karta hai aur.

Kya hai manik sone do na .

Manik nadani ki awaj nahi jiya ki awaj sunkar chonk jata hai and.

Manik _ jiya tum yahan kya kar rahi ho maire room main nadani kaha hai .

Jiya _ manik just relx na .

Manik _ no way nadani kaha hai duvet hata kar gate kholta hai aur niche jata hai jiya pichhe jati hai aur.

Manik _ tai nadani kaha hai .

Tai _ woh to chali gayi sahab ji kal rat hi .

Manik _ chali gayi but kaha .

Tai_ pata nahi sahab ji rat ko jo kuchh hua tha oske baad woh yahan kaise rok sakti thi yahan par chali gayi .

Manik _ kal rat ko kya hua tha .

Tai _ aapko kuchh yad nahi hai.

Manik _ nahi kuchh yad nahi hai.

Tai _ aapne onko ghar se nikal diya tha kal rat ko ye bhi yad nahi hai .

Manik _ what ghar se nikal diya tha maine nadani ko no way sar pakd kar Beth jata hai couch par aur jiya reatless se manik ko bas dekh   kar reh jati hai. Aur

Jiya_ manik my love why are you looking so dipresed han ose to jana hi tha contrect pora ho gaya tha oska .

Manik _ han jana tha but aise nahi jaise woh gayi hai.oske pass to kuchh bhi nahi hai kaha gayi hogi woh .

Jiya_ are apne anath ashram gayi hogi aur kaha gayi hogi sab kuchh to hai anath ashram main tu.hara diya aaram se rahegi waha par koi achha partner milega to shadi kar legi .

Manik shadi ka sunkar shoked hota hai aur.
Manik _ shadi .

Jiya_ han shadi dosri shadi nahi karegi kya woh aise kaise rahegi bina shadi ke woh. Aur tum kyu itna panic ho rahe ho oske liye tumne shadi ke waqt ose itni jewelry di thi jo oski thi lekar gayi hogi woh sath main kya kami hai oske pass .

Manik ye sunkar sidha apne room main jakar almarih kholta hai aur sab kuchh nadani ka saman wahi rakh najar aata hai oski dress oski saree oski jewelry sab kuchh sirf ek chij miss thi aur woh tha oska shadi ka suit jo waha nahi tha .

Manik pov sab kuchh chhod gayi kuchh bhi lekar nahi gayi sirf shadi ka suit lekar gayi hai. Ppv and.

Jiya _ legayi na sab kuchh apne sath .

Manik _ sab kuchh chhod kar gayi hai woh kuchh lekar nahi gayi paise ka agar ose lalach hota to pata nahi kitna paisa mugh se le sakti thi woh osne kabhi nahi liya tha .

Jiya_ starange but ab woh gayi tum bhi free ho woh bhi free hai move on karna hoga dono ko wese manik kahi pyar to nahi kar bethe nadani ke sath tum .

Manik _pyar aur nadani ke sath .

Jiya_ han ek sal sath rahe aap dono ab janwer bhi sath rehta hai to osse lagav ho jata hai phir woh to ek sal ke liye tumari wife thi tumhare sath rahi thi woh din rat to pyar ho sakta hai isme koun si badi baat hai han.

Manik _ nahi main osse pyar nahi karta hon maine sirf tumse pyar kiya aur kisi se nahi .

Jiya sunkar khush hoti hai aur.

Jiya _ aww my sweety I am so happy today aage badh kar ose hug kar leti hai aur manik na chahte hue bhi ose back hug kar jata hai aur gate par khadi tai ye dekh aur sunkar hurt hoti hai aur waha se chali jati hai.

So nadani gayi manik ki life se ab aage kya hoga dono ki life main.

who I am for you ? Where stories live. Discover now