Chapter 4

229 24 20
                                    

Abeer ghar aata hai aur usko pata chalta hai ki uska rishta tay kar diya gaya hai

Abeer (chillate hue) : Bhai kaha hai aap

Abhi aata hai

Abhi : kya hai chilla kyu raha hai aaram se bula sakta hai tu main sun sakta hu bahra nahi hua hu abhi

Abeer : aapki himmat kaise hui bina meri marzi ke meri shaadi tay karni ki kis ne hug diya aapko yeh sab karne kaa

Abhi : bhai hu tera woh bhi bada bhai yeh sab karne ka hug hai mujhe tera kya hai tu apne zidd main aage main life spoil kar lega lekin main aisa nahi hone dunga

Abeer : aap jaante hi kya hai mere baare main ... Main kisi aur se pyar karta hu aur meri shaadi bhi usse hi hogi


Abhi :  main pucha nahi hai ki tu shaadi kareka yaa nahi main bata raha hu rahe uss ladki ki baat .... Main jaanta hu tu kise pyar karta hai main.bata dunga uski reality tu believe nahi karega kyuki abhi mere pass proof nahi hai jab tu uska sach dekega sab samajh jaaega ki maine aisa kyu kiya


Abeer : aap sirf mere bhai hai baap nahi so bhai ki tarah behave karo samjhe aap

Alia (chillate hue) : Abeer teri himmat kaise hui mere bhai se aise baat karne ki

Abeer : di aap toh hamesha inki side lete hi mujhse bhi jaayda pyar inko karte ho

Alia : haa sahi kaha tune main inse jaayda pyar karti hu aur tujhse Inse kam aur yeh kyu hai tu samjha apne aap

Abeer : main bas itna jaanta hu ki main yeh shaadi nahi karunga

Abhi : yeh shaadi toh hogi woh bhi kal ke kal

Aur agar tujhe iss ghar main rahna hai toh warna woh raha rasta nikal yaha se waise bhi tere jaise bhai ki zaroorat nahi hai mujhe

Abeer get showked

Get heart after hearing this word

But control himself

Abeer : thik hai main karunga yeh Shaadi but ek condition par

Abhi :  konsi condition

Abeer : aapko bhi shaadi karni hogi

All are showked

In Maheshwari house

Mishti : nahi main yeh shaadi nahi karungi

All are showked

R : mishti hume pucha nahi ki tu yeh shaadi karegi ya nahi batya hai

Samjhai tu jaa ab apne room main tayaari kar kal teri shaadi hai

After some argument

Mishti get ready for marriage but she is not happy with this marriage

Abeer bahar chala jaata hai

Abeer (in mind) : mujhe koi bhai ke liye gareeb ladki dekhni hogi because sab middle class ladkiya paiso ki laalchi hoti hai woh ladki bhai se paiso ke liye shaadi karegi aur unki life hell bana dengi jise mujhe bahut sakoon milega

Give evil smile

After some time Abeer see pargya

Abeer click pargya photo

Jis main hai teri khushi us main hai meri jaanWhere stories live. Discover now