Chapter 18

66 7 17
                                    

Kriss bahar aa jaata hai

K : main ready ho chalne ko

All are happy

Kriss come to Meenakshi

Meenakshi get emotional

K : I know dadi is main aapki koi galti nahi hai

Meenakshi huge him and he also huge her

M : mera ansh waapas aa gaya hai ab mujhe aur kuch nahi chaiye

Kriss : ansh nahi Kriss naam hai mera

M : okk Kriss ..

Kriss : thik hai jab inko hospital se discharge mil jaaega main aa jaaunga

Kriss see Abeer and he also see Kriss
With tears eyes


Kriss get hurt ... But control himself


In KM industry,

Kriss se mannat jo ki kaam kar rahi thi


Mannat also see him

Both give smile each other



Kriss (in mind) : kuch soch Kriss tu kaise iske muh se sach niklwaega

Kriss idea

Kriss to mannat

K : mannat chalo mere ghar chalte hai

Mannat get agree

In Kriss room,

K : yeh lo paani pilo

Mannat (in mind) : isko ho kya gaya hai peechle kuch din se dek rahi hu

But mannat bina soche samjhe pani bhi jaati hai

Kriss (in mind) : yes mera kaam ho gaya hai

After some time

Mannat : mujhe yeh kadoosh do do kyu dik rahe hai

Asli wala kaun hai right wala yaa left wala ...

Oh got itna confusion


Kriss (in mind) : lagta hai madam ko chad gayi hai and he smile


Mannat mobile leti hai phone lagati hai lekin number dial nahi hote hai..



K : kis ko phone kar rahi ho mannat

M : ma.. main woh tantrik baba ko call kar rahi thi

K : tantrik baba ko kyu

M :  kyuki mujhe tum do do nazar aa rahe ho Kriss

K : tumhe chad gayi hai mannat

M : mujhe kyu chadegi maine toh paani piya tha

K : woh paani nahi tha (like a child)

M : toh kya tha

K : sharab thi

M : what? Tumne mujhe sharab pila thi

K : haa

M : par kyu

K : mujhe tumse kuch puchna tha

M : ha puchu

K : main tumhe kaisa lagta hu

M : bahut sochne ke baad

Hmm..

Kadoosh ..

Lekin ab cute lagte hu


Kriss get smile

K : acha ek baat batyu tumhare real mom dad kaha hai

Mannat get sad

M : mele (mere) mom dad mujhe chod gaye the bahar orphanage ke aage (kyuki main ek ladki thi naa Islay)

Kriss get hurt


K : tumne kabhi apne ma papa ko dhoondne ki koshish nahi ki

M : nahi ..

K : you hate them

M : no I love them

K : itna hone ke baad bhi

M : haa because I believe in love not revenge

Kriss : agar jo revenge lete hai unke baare main kya sochti ho mannat

M : I hate them because revenge lena kisi baat ka solution nahi hota

K : mannat sahi toh nahi kah rahi... 

Kriss : tumhe apne parents par gussa nahi aata

M : nahi bilkul nahi balki unhone mujhe janam diya hai woh chahe hamare saath kuch bhi kare unka huge hota hai ...

Kriss : lekin kisi bhi maa baap ki bina baat ke apne bachcho ko saza dena yeh huge nahi hai unko


Mannat get sleep in Kriss lap

Kriss carsing her hair


K : kitni Masoom hai kitni pyari hai kitne saaf dil ki hai naa iske dil main kisi ke liye nafrat hai aur naahi badla lene ka junoon phir bhi iske maa baap ne iske saath yeh sab kiya ...

Aur ek main hu jo badla lena chahta hu

Nahi Kriss tu apna makshad nahi bhool sakta hai tujhe unse badla lena hoga kis bhi haalat main tu unko maaf nahi kar sakta hai .

Next chapter : Kriss in rajvansh house

Mannat learn Kriss truth

M : main aaj se hi yeh naukri chod rahi hu mr mehta ...

K : nahi tum nahi jaa sakti mannat ....
(With angery voice)














Revenge yaa love जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें