Kriss andher jaata hai blood dene
Kunal : bhai kuch nahi hoga bhabhi ko aap chinta mat karo aur waise bhi ab toh khushiyon ke din aane wale hai naa hamara Kriss bhi aa gaya hai waapas dekhna ab sahi hoga
Abeer : haa tu sahi kah raha hai dekhna uske mann main jitni bhi nafrat hai naa jitna bhi gussa hai usko hum hamare pyar se mita denge usko itni Khushiyan dunga itna pyar woh apne saare zakam bhool jaaega
I jaanta hu jo humne kiya hai uski koi maafi nahi hai lekin phir bhi main apne bete ko paane ke liye kuch bhi kar sakta hu
After some time Kriss bahar aa jaata hai
A : thank you beta and main jaanta tha ki tu apni maa ko kuch nahi hone dega
K : ek minute mr rajvansh do baate main aapko clear kar deta hu
Phele baat woh jo andher hai naa woh aurat main meri maa nahi hai
Dusri baat agar inki jagah koi aur bhi hota naa tabhi yahi Karta woh kya hai na main aapke jaisa heartless nahi hu
Abeer feel guilty again
Mujhe main aur aap logo main fark hai agar yeh nahi karta toh kya fark raha jaata aap main aur mujhe main
Dekhiye mr Rajvansh ab aapki wife bilkul thik hai
Aur yeh mat samjhna ki main aapko maaf kar diya hai
Ab toh khel suru hua hai aage aage dekho hota hai kya
Kriss waha se chala jaata hai
Kunal : bhai chinta main bhool hi gaye ki yahi hai mr Kriss mehta
A : isko matlab jo bhi hamare ghar main aaj tak jo bhi hua uske peeche ansh tha usne kiya yeh sab
Taaki woh hamse revenge le sake
A : kunal yeh sab kya ho gaya kuch samajh nahi aa raha hai
Zindagi hume kisi mod par le aayi hai
Kriss ghar jaa raha tha and he see mannat with aakash
Kriss car rokta hai
K : kya hua tum dono ek saath means yaha kya kar rahe ho
Aakash : sir woh hamari car kharab ho gayi hai
K : ohh.. please tum dono mere saath aau
Main drop kar deta huA : actually sir mujhe yahi rahna hoga car ke pass aa. Mannat ko lekar jaaye
K(in mind) : thank God yeh nahi maana aane ke liye
K : it's okk chalo mannat
M : lekin tu akela yaha kya karega
K : mannat main kaha chalo woh sambal lega
M : thik hai mr kadoosh
Jaate waqt unki bhi car kharab ho jaati hai
But unki car ek jungle main kharab hoti hai
M : yeh kya ho gaya God ji lagta hai aaj meri hi kishmat kharab hai
Kriss : chalo andher chalte hai
Kriss and mannat andher jaate hai
(Jaise ki har story main hota hai yaha bhi wahi ho raha hai means dono ko jhopda mil jaata hai )
M : hum log yaha rahenge
K : iske alava tumhe kuch aur dik raha hai yaha par
M : maine sirf pucha hai
आप पढ़ रहे हैं
Revenge yaa love
Romancethe story about a revenge . Kriss mehta (shaheer shaike) jo ki Abeer Rajvansh se badla lena chahta hai Abeer Rajvansh also play by shaheer shaike means here shaheer shaike play double role and mishti Abeer Rajvansh (Rhea sharma) but in revenge...