"Usko pata hai mujhe kitni nafrat hai, poor people se." Assad tells.

"Abba jaan, aap tension na lo, uska bhai Abhi zinda hai." Amir said.

"Aur aap aise karte rahoge, aur aap Ki Haniya kisi se dil laga kar baith jayegi. Wo bhi ek gareeb se hi, tab aap sirf apne haat malte Reh jayenge." Zoya told and went in her room.

"Lo bhai hogayi gussa." Assad told

"Tho ja kar manaye Abba jaan." Amynan said to gather. (Amynan is the ship of aynan and Amir)

Assad went, and they both start eating their breakfast.

IN CAR

"Haniya beta, aaj na Ham aap ko lene nahi aasakte." Hasham told, driver of Assad.

Assad has always believe in him, and never says any word to him. He also hates him, but never showed.

"Hasham uncle, aap rehne de Ham apna jugard karlenge." Hani said proudly.

"Nahi nawab saab Ham se naraaz hojayenge, mera beta aap ko ghar chord dega." Hasham told.

"Theek hai Phir, Ham rah dekhenge uski. Kahe jaldi aaye, hame ziyada wait karna acha nahi lagta." Hani said.

While talking they reached college, and hani went inside.

"Arey wah bhai wah! Haniya Ahmed Khan aaj boht hi pyari lagrahi hai." Someone told from behind.

"Aayee haye! Kya line marte ho tum. Ab aage bhi aajao, peche thair kar kya dekhna hai?" Hani said.

The boy came in front.

"Tanzeel! Kiu pareshaan karte ho." (Tanzeel and ashi in my book.) hani said. " ayee haye, is jodi ko kisi ki nazar na lage." Hani said taking balaye.

"Ooh nautanki ki dukan! Kal EID hai, shopping par chale?" Ashi said.

"Haan kiu nahi, college ke baad." Hani said and hi fi each other.

"Lo bhai Ham ko beach mai phasadiya, ab inke kapde dekh dekh kar bolna pardhega. Acha hai, nahi, yeh wala, wo wala. Arey tum ne tho dekha bhi nahi haa kehdiya." Tanzeel mocks.

"You! Be ready to get beat from us." They both yelled and he rans around the ground. They both were chasing him.

The bell rang, they head towards their classes.

Khan's mansion

"Kitne baar bole ham, Amir tum samaj te kiu nahi ho." Assad shouts

"Par Abba...." Amir was cut by Zoya.

"Amir! Bacche aap boht gussa karne lage ho." Zoya said, and hugs him.

"Ammi, aap hi boliye Haniya Abhi boht Choti hai shadi karne ke liye." Amir take his sisters side. "Wo abhi 20 saal ki hai! Kon karta hai 20 saal mai nikah?" Amir shouts at Assad.

"Ham karwate hai shadi 20 saal ki Umar mai, aur islam mai 18 saal ki jab lardkiya ho jaye unhe shadi ke layeq samaj te hai." Assad argue with his son.

Mohabbat ki dushman hai duniya. (Completed ✔️)Where stories live. Discover now