10

1.8K 196 23
                                    

(Sorry for the grammatical errors 🙏)




Haseena was lying on the bed, with her eyes closed .  She was thinking about Karishma .

“Apne dil ki baat hum sirf aapse kehte hai,
Bin aapke hum bilkul khush nahi rehte hai,
Jab bhi  aati hai yaad hume aapki,
Hamari aankhon se aansuo ke salab behte hai....

 

( Few drops of tears fell from her eyes)

 

 Aap ki Yaado se zindagi khobsurat rahegi,
Nigaho me har pal aapki ye surat rahegi.
Koi na le sakega kabhi aapki jagah,

is dil ko hamesha aapki zarurat rahegi.”

“ Hume aapki zarurat hain Karishma..” Haseena mumbled.

Her phone rang at that very moment, she rubbed her eyes and saw that it was from her Karishma. She immediately picked up the call and asked it in panic tone

“ aap thik toh hain na Karishma? Itni raat ko aapne call kiya,  koi pareshani toh nhi hain? Aap abhi hume bataiye  aap hein kaha, hum turant aate hain!..humare hote hua aapko kuch nhi hoga! Aap please bataiye aap thik toh hain na?...” Haseena was going on with her unending questions not giving KS any opportunity to speak.

 Finally Karishma said “ shant Haseena shant!!humari baat toh phele sun lijiye, hum ek dum thik hain. Hum aapke ghar ke bahar khare hain,phele darwaja toh khol dijiye...hume andae aana hain . .”

Haseena kept her phone, and went downstairs to open the door. She opened the door and saw Karishma standing there.

“Aree ...hume andar toh aane dijiye. Darwaja rok ke khari hain aap.”

Haseena moved a little and KS enteres the house.  KS closed the door slowly without making any sound and turned to see, Haseena was staring at her blankly.

“Hume badme dekhlena, aabhi aapke room mein chaliye"

They slowly went upstairs, and went towards HM room. KS locked the door, as they got inside.

Karishma stood in front of Haseena. They were just looking into each other’s teary eyes, none of them spoke a single word. 

After sometime, finally they said together in their broken voice

“I am sorry...”

“Galti toh humse huyi hain, aapne fir kyu sorry kaha?” Haseena inquired.

“ because I felt, I should apologize to you" Karishma answered her back with utmost innocence .

“Woh sab choriye, hume aapko bohot important baat batani hain" KS continued. Haseena’s expression changed to a serious one.

“Kya baat hain Karishma?” HM said softly

“ Baat yeah hain ki humne subha se kuch nhi khaaya hain, aur ghar jaake  maan nhi kar raha tha , and you know I was too tired to cook anything. Isliye aapke pass aagae. Kuch khaane ko milega? Hume sachme bohot bhook lagi hain!” KS said with a cute pout on her face.

Haseena could not resist herself from smiling, seeing such a cute innocent side of Kadak Karishma Singh.

“hum abhi laate hain"

“Jo bhi laana do plate laana.”

“Kyu?”

“ Hume bhook kuch jyada e lagi hain isliye" Karishma said while smiling sheepishly.

Precious Soul 💫Where stories live. Discover now