12. Sach kadwa hota hai!

2.1K 139 27
                                    

Shiva and Raavi looked at each other while Rishita was still processing the scene. 

Raavi: Woh...woh, Shiva toh bas pen drive dene aaya tha, aur tum terrace par busy thi isiliye hum Friends dekhne beth gaye aur pata hi chala kab 3 baj gaye. 

Rishita giggled: Don't worry, me kissi se kuch nahi kahugi, lekin mene abhi Maami ko kitchen me jaate huye dekha hai, agar unhone Shiva ko iss waqt yaha dekha toh sachme Kaand ho jayega.

Shiva:  Haa me chalta hu varna adhi raat ko Maami ka special naagin dance dekhna padega. He teased Raavi.

Raavi: Ha pan tu toh Maasi ka dance enjoy karega na, akhir tere bachpan ka pyaar hai vo! She smirked.

Shiva: Ae ghaderi, ye ghatiya mazak dobara mat karna, ek baar ko me tujhe pasand kar lu, pan vo Maami; Sawaal hi paida nahi hota! 

Rishita: Ohho, plz thoda dheere bolo. Aur haa, kal Dev aur meri 2nd anniversary hai, toh hum sab mere friend ke farmhouse pe jaane wale hai aur kal raat ko wahin stay karege, toh please subah jaldi ready ho jana. 

Raavi and Shiva: Nahi! 

Raavi: I mean, anniversary toh tum donno ko akele me celebrate karni chahiye na. She smiled awkwardly. 

Rishita: Arey, Dhara bhabhi, Gaumbi, Krish aur Kirti bhi aane wale hai. Aur tum donno ne Kirti ke Bday ke liye itna sab kuch kiya toh ye trip meri taraf se return gift hai sabke liye, please manna mat karna. 

Shiva: Lekin, Maa ghar pe akele kesse rahegi, me unke sath ruk jaata hu, aap log enjoy karlo.

Raavi: Aur agar me chali gayi toh Maasi aur Mausa Paa ko bura lagega, me bhi nahi aa sakti. 

Rishita: Maa toh Kanta kaaki ke sath rukne wali hai aur Mamaji ne toh pehle hi permission dedi hai, ab bahane mat banao aur kal ke trip ki taiyaari karo. 

They both agreed and Shiva left quietly. The next morning,  a minibus was arranged for the three-hour drive to the farmhouse. After exchanging some pleasantries, they all settled on the bus and started their journey. 

Krish: Journey bhot lambi hai, esse shant bethe rahenge toh bore ho jayenge.

Kirti: True story, vesse story se yaad aaya, humese kissi ko bhi Rishita di aur Dev jiju ki love story pata nahi hai, kyu na inki hi story se shuruat kare. Di bataona, aap log kab, kesse aur kahan mile aur pyaar kesse hua?

Dev and Rishita blushed at the sudden question.

Rishita: Hum college me mile. Starting me Dev mujhe rich spoil brat samajta tha aur mujhe bhi ye thoda ' Nerd' types laga tha toh mene bhi ispe dhyaan nahi diya.  Fir mutual friends ke sath hum hangout karne lage. Yaad hai, Somnath me sabko viral fever ho raha tha, tab me bhi bhot bimar hui thi aur humara group project bhi due tha, tab pehli baar, Dev mere liye special Kaadha banake laya  aur uss din mein ek alag Dev se mili. Mere sare dost na Yes Man types ke the, lekin Dev vessa nahi tha, vo bina kissi matlab ke, genuinely meri care karta tha. Fir humari understanding badi, compatibility feel honi lagi aur bas Pyaar ho gaya. 

Kirti: How sweet!!!!

Krish: Vesse uss time par toh Me aur Shiva bhi bhot bimar pade the, lekin Dev ne humme toh koi Kaadha nahi pilaya. He pouted. Sab ladki ka chakkar hai babu bahiya! 

Dev coughed in embarrassment.

Shiva: Ha aur tab toh Dhara bhabhi aur Gaumbi bhi sheher ke bhar the, Vo toh Kaanta kaaki ne bhabhi se recipe lekar humare liye kaadha banaya varna Dev toh apni hi duniya me mast tha. 

Dhara: Pan mujhe toh essa kuch yaad nahi hai.

This time Raavi coughed looking at Krish.

Krish: Vo Bhabhi, iss baat ko kafi waqt ho gaya hai na, toh shayad aap bhul gayi hogi. He covered up. Vese kaadha bhot kadwa tha, mene toh ek sip piya aur mujhe din me taare dikh gaye. 

Shivi: Shubh Mangal Savdhan.Where stories live. Discover now