Chapter 87

1.3K 109 16
                                    

Bondita : par mujhe maaf kardijiye maine apko firse hurt kiya tha na? main kiya karti. jo mujhe sahi lagraha tha wohi kar rahi thi. I am really sorry.

Anirudh put his finger on her lips.

Anirudh : hush... agar thodi or der hojati to sayad main wapas chala jata.

In flash back :

Anirudh left for station. That moment bondita came out from other room.

Bondita : sorry patibabu apse jhoot kaha ki mai office chali gayi. kiya karti? agar aap samne hote to na mai apko rok pati or nahi aap jaa pate.

Suddenly kids came and shocked seeing her in room.

Anirban : mumma aap yaha hain?

Anidita : to apne baba ko roka kiyu nehi?

Anirban : or nahi unsi mili? aisa kiyu kiya?

Bondita : woh...woh mai kam kar rahi thi ishliye.

Anirban : hum kiyu nehi jaa sakte baba ke sath? woh humse kitna piyar karte hain.

Anidita: or humai unke sath rehna hain please chalo na mumma.

Bondita : maine kaha tha na? ki hum waha nehi ja sakte?

Kids : kiyu nehi ja sakte?

Bondita : zidh maat karo tumdono.

Anirban : apko pata hain woh kitna ro rahe thei?

Anidita : woh keh rahe thei woh har gaye. nehi mana paye apko.

Anirban : apne unke sath aisa kiyu kiya?

Kids : aap bohat bure ho mumma.

kids left from there while crying. Bondita was shocked kids said that to her? She was already broken and hearing that her heart bleed. Tears were continuously falling from her eyes.

Bondita : unhe mai buri lagti hu? janti hu sab mujhe galat samajh rahe hain par asal main koi mujhe samajh hi nehi raha? ha hu mai buri. ha hu mai kudgarz.

She sat on her knees and cried. Mr. and Mrs. basu came to there. Bondita hugged them.

Mr.Basu : bas or ro maat beti. tujhe aise nehi dekh sakte hum.

Mrs.Basu : or hum tujhe samajhte hain beta. tune kiyu kiya yehsab.

Mr.Basu : par tu kiya sach main aise khush reh payegi beta unke bina?

Bondita : mujhe rehna hoga baba.

Mrs.Basu : beta hum jante hain tu baccho ki zindegi kharap nehi karna chahti.par kabtak unhe dur rakhegi unke paribaar se? kiya unlogo ka huq nehi hain? tere baccho par?

Bondita : par maa...mai waha...

Mr.Basu : jamaibabu or tune humesa ladai ki hain sabse ek hoke. to ishbar bhi karle na? Ishbar kiyu piche haat rahi hain? meri beti to aisi nehi thi.

Mrs.Basu : jamaibabu tujhse bohat piyaar karte hain or tu unse. kiya tujhe tere piyar pe bharosa nehi? unhone bar bar unki zindegi tere liye khatre main dali kiya woh tujhe ya baccho ko kuch hone denge?

Mr.Basu : ha beta... woh abhi abhi moth ke muh se wapas aye hain tere pas. kiya tu unke sath galat nehi kar rahi? kiya unke paribaar ke sath galat nehi kar rahi hain? Kiya baccho ke sath galat nehi kar rahi? kiya unhe haq nehi unke paribar se milne ka?

Mrs.Basu : ha or jo dusro ki haq ke liye ladhti hain. woh khudh kaise kisi or ka haq chin sakti hain?

Bondita : par main majboor hu.

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now