Chapter 81

1.2K 103 11
                                    

Next morning Anirudh wokeup with swollen eyes and came to hall. Where Mr. and Mrs. Basu was sitting.

Mr.Basu : are jamaibabu aap uth gaye? ayiyen nasta kar lijiye.

Anirudh : bacche kaha hain?

Suddenly the kids came from behind in school uniform.

Kids : hum yaha hain.

Anirudh turned and got happy seeing them he hugged them.They also hugged back. He felt like he forgot every pain of world just hugging them. They broke the hug.

Anirban : jaldi nasta do warna der hojayegi.

Mr.Basu : kaha der horahi hain abhi to waqt hain.

Anirudh : aaplog kaho to main chodh du aaj school pe?

Mr.Basu : ha ha zarur.

Anirudh and kids also got happy. Mrs.Basu served them.

Anirudh : bondita...bondita kaha hain?

Mrs.Basu : woh woh to office chali gayi hain.

Anirudh : itni jaldi?

Anirban : haa mumma ko samay kaha milta hain humare liye? woh aise hi busy rehti hain office main.

Anidita : ha school ke pehle din bhi kitna bol bol ke le gayi thi.

Anirudh felt bad. She doesn't gave time to kids? how could be someone so busy that she doesn't even have enough time for her kids?

They had their breakfast and left for school. Anirudh talked whole way with his kids and dropped them at school.

Anirudh : yeh bondita kitni badal chuki hain? jo bondita sabko ke sath samay na bitani ke liye dat ti thi aaj uske pass hi khudke baccho ke liye time nehi hain? aisa bhi kiya kam jo apno ko dur rakhta hain? Main abhi uske office jaata hu.

At office bondita as usual busy in doing her work. Her assistant came.

Assistan : mam apse milne naya clint aya hain.

Bondita : thik hain bhej do.

Assistant left and Anirudh knocked at her door. Bondita doesn't even look at the door she was busy in writing.

Bondita : yes come in.

Anirudh entered and sat infront of her. She was still busy. Anirudh just admiring her and smiling like a fool.

Bondita looking at the file : kahiye kiya problem hain apki?

Anirudh : problem yeh hain ki meri patni mujhe aab pasand nehi karti.

Bondita : yeh problem to....

she looked at him and surprised.

Bondita : aap.... aap yaha kiya kar rahe hain?

Anirudh : kiyuki mujhe kaam hain.

Bondita : dekhiye yeh mera office hain ghar nehi.

Anirudh : ha to maine kab kaha ki yeh apka ghar hain barrister madam ji?

Bondita : mera dimag kharap maat kijiye or jaiye.

Anirudh : apka dimag to pehle se hi kharap hain.

Bondita : kiya kaha?

Anirudh : arre arre aise baat karti hain aap apne client se?

Bondita : client woh hota hain jo case ke liye aata hain. aap to....

Anirudh : arree main bhi case ke liye hi aya hu. mujhe bhi case karna hain.

Bondita : accha kis par?

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now