Chapter 19 heartbroken Anirudh

1.7K 68 1
                                    

Anirudh was comimg to hall but he stopped and tears started rolling from his eyes.

Kaka : Bondita beta kaise ana hua?

Vinoy : Are main bata ta hu da. To suniye ek khushkhabri hain.

Kaka : kiya khush khabri Vinoy?

Vinoy : Are da Bondita ka bivah tai ho gayi hain.

Kaka : Are wah yeh to bohat khushi ki baat hain. par kiske sath?

Mr.Basu : jameendar sahab humare bondita ka dost hain Dev. woh bohat accha ladka hain. or dev bondita se bohat piyaar karta hain.or Bondita bhi usse bohat pasand karti hain.

Kaka : sach fir to bohat accha hua.

Bondita smiled and touched kaka's feet.

kaka : khush raho beta.

Mr.Basu or ek khush khabri hain.Kal Bondita ki sagai hain or thik 3 din badh uska bivah.

Kaka : are yeh to bohat khushi ki baat hain.😄

Mr.Basu : or haa zameendar sahab aap sabko aana hain kal sagai main. Ayenge na?

Kaka : ha zarur ayenge.

Bondita : Bohat bohat sukriya aap log ayenge to yeh mere liye bohat bari baat hogi.

Anirudh heared everything and went back to his room with broken heart.

Bondita in her mind : pata nehi woh kaise honge? unki chot thik hui ya nehi? ek baar dekh ayu kiya?

Mr.Basu : haa bilkul ayiyega aap logo ke ashirvaad ke bina sagai adhoori hain. Bondita beta kaha kho gayi chal.

Bondita : woh...kuch nehi.

Bondita wants to see Anirudh but she could not. they were about to leave. kaka stopped Bondita.

Kaka: Bondita beta ruko. uss din ke badh tum Anirudh se nehi milina. woh tumhe dhoond raha tha jau usse mil kar ayo.

Bondita : ji kaka. baba aap jao main ati hu.

Mr.Basu : thik hain.

Bondita went to Anirudh. Anirudh was crying.

Bondita Knocked.

Anirudh while crying : kiyu ayi ho yaha?😠

Bondita : aap ki chot kaisi hain? aap thik to hain na?

Anirudh : thik hu ya nehi? accha itni fikar hain tumhe meri? bas karo.😠

Bondita : aap aise kiyu keh rahe hain? main to bas aapko dekhne ayi thi par aap to...😢

Anirudh was about to stand up but he screamed in pain. Bondita ran towards him and held him.

Bondita : aap thik to hai na? aap baithiye.

Anirudh : chodo mujhe. chuna maat.

Bondita : thik hain par aako dava laga deti hu.

Anirudh : jhakkam bhi khudh hi deti ho or dava bhi khudh hi lagati ho. wah bondita wah!😠

Bondita : aap aisa kiyu keh rahe hain? maine kiya kia?

Anirudh : tumne kiya kia? Yeh tum khudh hi jaanti ho.

Bondita : matlab?

Anirudh brust into tears.

Anirudh : tumhari sagai hain kaal or tin din badh shadi? tum abhi bhi meri patni ho vul rahi ho yeh.

Bondita : kiya kaha sunai nehi diya thik se. main patni hu aapki? accha?

Anirudh : haa tumhari shadi mujhse hui hain tum meri patni ho abhi bhi. or mere rehte tum Kaise shadi kar sakti ho?

Bondita : wah konsi patni ki baat kar rahe hain? main to shirf aapki zimmedari thi na or humesha rahungi aap hi ne kaha tha. or aap mere rehte dusri patni la sakte ho par main dusri shadi nehi kar sakti aisa kiyu?

Anirudh was quite.

Bondita : kiya hua boliye? or sayad aap vul rahe hain aap hi ne to baal bivah gair kanooni hain yeh law laye the. or aab tak to woh law pass bhi hogaya hain. to kis hisab main aapki patni hui? humara bivah bhi to fir gair kanooni hain.

Anirudh : bas karo bondita. please mera yaakin karo maine tumhare liye shadi ki thi.

Bondita : aap bas kijiye. or kitna dikhaba karenge? or ha kaal meri sagai hain aapko zarur aana hain apni patni manorama ke sath. Ayiye ga zarur.

Bondita left from there. she also hurted after saying all this.

Anirudh crying : Bondita yeh kiya kia tumne? kiyu aisa kar rahi ho? 😭

Suddenly Manorama entered at his room.

Manorama : Ro maat Anirudh. maine sab suna.

Anirudh : main haar gaya manorama. main haar gaya. maine 12 saal pehle jo galti ki thi. uske liye maine bondita ko humesha humesha ke liye kho diya. aagar usse jana hi tha mujhe chodh ke to phir wapas kiyu ayi? 😭

Manorama: samhalo khudko. abhi bhi waqt hain. der nehi hui.

Anirudh : Nehi aab bohat der ho chuki hain. aab kuch nehi ho sakta.


Manorama : nehi anirudh.


Manorama in her mind : aab mujhe hi kuch karna hoga in saab ke zimmedar kahi na kahi main hi hu. mujhe indono ko milana hoga.

Now what will happen? will bondita got engaged with Dev? What will manorama do?


Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now