Chapter 16 bondita's marriage

2.1K 70 0
                                    

Next Morning Bondita recovered from fever and she become normal. It was Sunday again so they will not go to office.

Bondita came down tairs. She is about to fall but Dev hold her.

Dev : Kiya Bondu tubhi? abhi abhi to theek huyi hain. Fir gir jaati or chot lag jaati to?

Bondita : tum to aise daat rahe ho jaise main choti bacchi hu.😒

Dev : haa tu bacchi se kaam kaha hain?

Mr. Basu, Mrs. Basu and Vinita was sitting on sofa

and bondita sitting with dev in dining table.

Mr.Basu : Dekho tum log. woh dono ek sath kitne acche lagte hain. dev meri bacchi se kitna piyaar karta hain sab uski ankhon main dikh raha hain. jaldi indono ka kuch karna padega.

Vinita : Kiya matlab uncle? aap indono ke shadi to nehi kawana chahte?

Mr. Basu : haa beta main indono ki shadi karwa dunga jald hi.

Vinita become very happy.As she wanted bondita to move on in life.

Mrs.Basu : Ek min. aap dono yeh kiya keh rahe ho? Dev bondita se piyaar karta hain manti hu or accha ladka bhi hain. par ekbaar aap logo ne Bondita ke bare main socha? kiya woh sach main dev se piyaar karti hain? kiya woh usse shadi karna chahti hain?

Mr. Basu : haa dekho humari bacchi kitni khush hain dev je sath. jabse woh aya hain uski jo hasi kho gayi thi woh wapas aagayi hain.

Mrs.Basu : par humesha woh sach nehi hota jo dikhayi deta hain.

Mr.Basu : tum chinta maat karo main khudh bondita se ish bare main baat karunga.

Mrs.Basu : Accha thik hain.

Mrs.Basu knows that bondita's happiness only lies with Anirudh. so she was bit tensed.

Bondita and dev about to went into room. Mr.Basu stopped.

Mr. Basu : Dev beta zara idhar aana. or bondita beta tum kamre main jau.

Bondita : par aisi kiya baat karni hain aap dono ko? 🤨🤨 jo mere samne nehi kar rahe ho?

Mr.Basu : Beta tu jaa or aram kar abhi to thik hui hain. mujhe dev se bussiness ke bare main kuch baat karni hain. tu sunke kiya karegi?

Bondita : Accha thik hain jaati hu.

Bondita went to her room.

Mr.Basu : main jaanta hu Dev beta tum bondita se bouhat piyaar karte ho?

Dev shocked : aapko kaise pata?😳😳

Mr. Basu : Woh to tumhare aankho main hi dikhata hain.to batao kiya tum shadi karoge usse?

Dev : ha uncle. main usse bouhat piyaar karta hu. uske bina main reh nehi pata. par haa bolne se pehle main bondita ki marzi jaan na chahta hu. ke woh mujhse piyaar karti hain ya nehi.

( dev still don't know about bondita' s marriage)

Mr.Basu : par uski past ke bare main jaante ho?

Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)Where stories live. Discover now