Kahte hain jis duniya ko hum dekh sakte hain sun sakte hain aur mahsus kar sakte hain, uske pare bhi ek duniya hai, aisi duniya jiske rahasya aaj tak koi na jaan saka na suljha saka. unn rahasyo ko samete hue kuch sishiyan ek choti si dukan ke jarjarate lakdi ke takhton pe padi thi aur ek din achanak ek aadmi aaya aur uske saath hi khulne lage rahasymayi shishiyon ke rahasya.