Behir : True Love✔️

By behir_love

206K 14.5K 1.2K

How love will happen between bela and mahir after marriage. Mahir loves someone else and he want to be with h... More

INTRODUCTION
Part 1
Part 2
Part 3
Part 4
Part 5
Part 6
Part 7
Part 8
Part 9
Part 10
Part 11
Part 12
Part 13
Part 14
Part 15
Part 16
Part 17
Part 18
Part 19
Part 20
Part 21
Part 22
Part 23
Part 24
Part 25
Part 26
Part 27
Part 28
Part 29
Part 30
Part 31
Part 32
Part 33
Part 34
Part 35
Part 36
Part 37
Part 38
Part 39
Part 40
Epilogue - 2

Epilogue - 1

3.8K 295 30
By behir_love

We can see bela and mahir is sleeping and between them a girl around four year is sitting and looking at her parents, first she looks at her mother and then her father then she started to poke her father.

Girl : dadda utho na

But she didnt get any response so now she sit on her father chest and slowly started to jump, now mahir wake up but didnt make any noise as he know who can do this.

Mahir : mahira baccha kya hua

Mahira : dadda chalo n

Mahir : baccha aaj nahi chalo so jao

Mahira : dadda chalo na

Mahir : dekho abhi mumma uth gayi na toh dono ko nahi chodengi so jao

As mahir said this bela also did some movement to which both of them sleep in that position only they are, after sometime mahira open eyes and said.

Mahira : dadda mumma so gayi, chalo na yeh wala last time

Mahir : baccha aap ek hafte se yahi keh rahi ho yeh last time hai

Mahira : dadda bina icecream khaye ab mujhe ninni nahi aati

Mahir : accha apki mumma ne toh apko sulaya tha n

Mahira : mujhe pata hai mein soye bina mumma nahi soyengi toh mahira sone ki acting kar rahi thi

To which mahir laugh.

Mahir : accha baccha toh abhi se mumma ko ullu banaya jaa raha hai

Mahira also laugh.

Mahir : chalo par yeh last time hai iss season mein waise bhi icecream khana thik nahi hai aur raat ko toh bilkul nahi

Mahira : ab itni raat ko mumma jaisi baatein kyun kar rahe ho

Mahir : accha baba nahi karunga mumma jaisi baat chalo ab

Mahira : dadda love u

And both mahir and mahira went to eat icecream.

Next morning

Bela wake up and saw mahira is sleeping she kiss her forehead make her sleep properly and went to washroom.

After sometime bela came she saw mahir and mahira is playing she smile looking at them but between playing mahira sneezes bela throw her towel which was in her hand and went to mahira.

Bela : mahi beta apko cheenk kaise aayi

Now mahir become panick, bela make her sit in her lap and said.

Bela : isse toh fever bhi hai, mahir dekho na

Mahir : bela shant ho jao

Mahir touch her forehead and said.

Mahir : isse toh sach mein fever hai

Bela become too tense even her eyes also become teary.

Mahir : bela thoda sa fever hai tum shant raho

Bela : mahir thoda sa last time yaad hai na iski cold 1 mahine tak chali thi kya halat ho gayi thi meri bacchi ki tabse aaj tak maine puri koshish ki, ke isse phirse cold na ho par aaj achanak kaise ho gayi, mahi baccha school mein apne kuch khaya

Now mahir started to feel guilty.

Mahir : bela woh

Bela : tum toh iski side bilkul mat lena bolo baccha kuch khaya apne yaa school mein kisi aur ko cold hai

Mahira : haa mumma meri dost hai na usse bhi cold hai

Bela : hai bhagwan tumhe kaha tha na jise cold hai unse door raha karo

Mahira look at mahir and wink looking at him, he understood she is lying.

Mahir : bela woh jhoot bol rahi hai

To which mahira kept her hand on her forehead.

Mahira : nahi mumma

Bela : mahi chup mahir tum bolo

Mahir : woh humne kal ice cream khayi

Bela : kya, kab

Mahir : kal raat ko

Bela : mahir maine mana

Mahir : puri baat toh sunlo

Bela : kya puri baat

Mahir : kal he nahi balki ek hafte se hum roz raat ko icecream kha rahe

Now bela's anger is on peak level.

Bela : had karte ho tum mahir tumhe pata hai na mahira kitni sensitive hai phir bhi mein jo chillati rehti hoon mahira keliye mein toh pagal hoon na ek baat kahi thi tumse isse junk food aur icecream dena nahi phir bhi tum sunte kaha ho

Mahira : mumma maine he zid ki thi

Bela : haa tum toh bacchi ho par tum mahir tum toh bacche nahi ho na mahi toh mujhe din mein 10 baar icecream mangti hai toh kya mein usse 10 baar doon

Mahira : nahi mumma agar aap mujhe 1 baar dongi toh baki ke 9 baar nahi mangungi mein

Bela : mahira chup

Now mahira become quiet as she know now her mother is hell angry as she never call her mahira always call mahi and whenever she is angry then only she talk to her in this tone now mahira got a toughest task to persuade her mother.

Mahir : bela tum uspe kyun chilla rahi ho

Bela : jhoot bolne lagi hai tumhari beti aur woh bhi tumhari wajah se

Mahir : meri wajah se

Bela : tum he usse raat ko le jate ho na chupke se icecream khilane jhoot bolke toh dekha na kaise jhoot bol rahi woh ke meri dost ko cold ho rakkhi hai, hai na mahira

Mahira : sorry mumma

Mahir : awww mera baccha

Bela : tum kya yeh mera baccha kar rahe ho jhoota hai tumhara baccha aur mahir tumhe pata hai na mahira ki wajah se main kitne dino se icecream nahi khayi yaha tak ke iss ghar mein icecream aana band ho gayi aur tum isse bahar jake icecream dete ho ridiculous

Mahir : bela i am

Bela : chodo mujhe baat he nahi karni tum dono se

And bela went from there.

Mahira : dadda see na mumma is angry from us

Mahir : yes beta, tum mat socho iss bare mein tumhari tabiyat thik nahi hai na so jao tum

After sometime bela come.

Bela : mahira utho, yeh soup pee lo

Mahira was going to wake up but after hearing soup name she again act like she is sleeping.

Bela : mahira tum so nahi rahi ho mujhe pata hai jaldi se utho warna tumhare sare khilone 2 min ke andar raastein pe honge

Mahir hear this and murmur aise kaun dhamki deta hai aur woh bhi itni choti bacchi ko, unfortunately bela hear this.

Bela : agar bacchi tumhare jaisi ho na toh aisi he dhamki deni padti hai

Even mahira also get up to which bela  look at mahir and said see.

Mahira : mumma soup nahi

Bela ignore her and started to feed her after that she give her medicine and make her sleep.

Mahira : mumma sorry

But bela didnt talk to her this time it hurts her and she started to cry.

Mahir : arre baccha aap ro kyun rahe ho

Mahira : mumma mahira se baat nahi kar rahi

Bela : dramebaaz

Mahir : bela yeh koi drama nahi kar rahi sach mein ro rahi hai

Bela look at her and say.

Bela : accha toh iske aasu kaha hai humesha aise

But bela look at her eyes which is full of tears she quickly run towards her hug her and wipe her tears.

Mahira : mumma sorry

Bela : bas mahira sorry ki koi zaroorat nahi hai mumma buri hai mahira ko ice cream nahi khane deti

Mahira : aap meri mumma ko kuch mat kahiye woh world best mumma hai

Bela : accha bacchu kuch nahi kahungi apki mumma ko

Mahir is looking at them and making there video as both are looking very cute.

Mahir : ho gaya tum dono ka ab mujhe bhi maaf kardo bela

Bela : ji nahi tumhe toh koi maafi nahi milengi hai na mahira

Mahira : haa mumma

Mahir : mahira ki bacchi tumhe toh mein baad mein dekhunga

Mahira : mumma dekho na

Bela : mahir kitni bar kaha aise baat mat kiya karo mahi ke samne phir bhi tum sunte he nahi

Mahir : par bela

Bela : bela bela kuch nahi tum jao mahi ko abhi sona hai, hai na mahi baccha abhi neeni karenga

Mahira : haa mumma mahira ko neeni aa rahi haj

Bela : jao abhi

Mahir : tum bhi chalo

Bela : mahi ko sulake aati hoon mein

Mahir : mein bhi tumhari madat karta hoon

Bela : ji nahi tum yaha rahe toh mahi ko sone nahi donge

Mahir : arre par

Bela : mahir jao

Mahir : mein toh nahi jane wala

Bela : arre

She was going to say something but suddenly mahir stops her and make her look towards mahira who is sleeping.

Bela : yeh toh so gayi

Mahir : tumhara jhagda bhi lori lagti hai tumhari beti ko

Bela : whatever

And bela went from there.

Mahir : arre bela suno na bela

Bela enter in a room and lock it from inside mahir was knocking but she is not opening the door.

Mahir : bela yarr mahira ko toh tumne maaf kar diya mujhe bhi kardo na

Bela : kyunki uski koi galti nahi sab tumhari galti hai

Mahir : arre yarr meri kya galti hai bhala

Bela : usse lekar kaun gaya

Mahir : tum janti ho na woh kitni ziddi hai

Bela : ji nahi meri beti ziddi nahi hai bas use koi acche se samjhana wala chahiye na ki tumhare jaisa

Mahir (murmur) : humesha ka hai inn dono ka mein he bura ban jata hoon ab inn dono se baat nahi karunga

Bela : kuch kaha tumne

Mahir : bela darwaja toh kholo

Bela : nahi kholungi

Mahir : bela meri office mein meeting hai mujhe mera laptop lene do zid mat karo

Bela open the door.

Bela : haa toh lo na chilla kyun rahe ho

But mahir ignore her, take his laptop and went.

Bela : isse kya ho gaya chhodo ghussa toh mein hoon na

Like this day pass bela is taking care of mahira and waiting for mahir after sometime mahir come mahira who was playing get up and went towards mahir bela look at her excitement and smile, after looking at mahira he forgets everything but somehow he controls his emotions.

Mahira : dadda dadda see my new toys, how is it

Mahir : acche hai

Mahira : dadda mumma bought this for me

Mahir without answering her went from there which make mahira sad.

Mahira : mumma dadda ne mahira se baat nahi ki

Bela : baccha dadda abhi aaye na thak gaye honge aap khelo

Bela and mahira were playing while mahir is in room only bela is waiting for him as everyday when he come from office he quickly come and play with them finally bela get up and went towards the room.

Bela : mahir dinner ke liye chalo

Mahir : maine kha liya office mein he

Bela : kya aur maine jo itna sara khana banaya uska kya

But mahir didnt give any answer.

Bela : oh hello tumse baat kar rahi hoon

Mahir : bela abhi mein bilkul bhi jhagde ke mood mein nahi hoon so please

Bela : tum kehna kya chahte ho mera kya mood hota hai kya jhagde ka

Mahir : bela please

Bela : arre

Mahir : thik hai tum nahi sunogi na mein he jaa raha hoon

Bela : mahir suno toh

But he already went from there bela also went behind him and hold his hand.

Bela : kya hua tumhe

Mahir : bela please yarr abhi nahi

Bela : arre par tumhe hua kya hai aise kyun behave kar rahe ho

Mahir : meri marzi

Bela : aise kaise tumhari marzi

Mahir : matlab tum chaho jaisa behave karna hai karongi mein nahi kar sakta

Bela : maine kya kiya

Mahir : ohh ab yeh bhi mein batau

Bela : yes please

Mahir : mujhe bas tum dono se baat nahi karni

Bela : dono se kaun dono

Mahir : ek tum aur ek yeh tumhari beti

Bela look at mahir for sometime and started to laugh.

Bela : oh god mahir tum fir se chalu ho gaye

Mahir : kya

Bela : wohi drama ek din baat nahi karoge aur phir se hum dono ke aage piche ghumte rahoge

Mahir : ji nahi iss baar toh mein pakka baat nahi karunga

Bela : thik hai dekhte hai

Bela pick up mahira in her arms and said.

Bela : chalo mahi sote hai dadda toh baat nahi karenge aapse aur mumma se bhi

Mahir : kyun mumma

Bela : mahi baccha wohi humesha ka

Mahira : ohk dadda bye

Mahir ( murmur ) : yeh maa beti ko toh koi farak he nahi padta

Bela : sahi kaha hai na mahi

To which mahira also said yes.

***********

Tell me how is it.

As story has been ended so i need honest response of yours about it.

Continue Reading

You'll Also Like

533K 30K 49
Life always gives a second chance for true lovers. Here Bela also got a second chance to express her love for her Mahir. But Mahir is now just living...
158K 12.3K 47
As a successful business man, Mahir Shegal had everything he wants and the most important he had a loving wife Shravani, the love of his life. But fa...
60.3K 4.1K 21
[ COMPLETED ] A behir story. Meet Mahir Seghal. The renowned businessman who doesn't have time for anything even for his family. What will happen wh...
92.9K 4.6K 16
" i don't believe in this marriage" bela said pointing towards mahir " the feeling is mutual " he replied blowing off the candle and pulling of the f...