ANUSEENA- A Marriage Of Conve...

By Aliferous_24

21.9K 3.1K 2.3K

She was the fierce,bold, breathtakingly beautiful warrior princess of Vidarbha,an epitome of kindness who pos... More

Character Sketch
First Meet
Prediction
Misunderstanding
The Unwanted Alliance
Fight Night
Chaotic Couple
His shield
Changing Feelings
Truth
Care
Haseena leaves Kausambhi
Saviour
Closer
Punishment
Love
True Man
Winner
New Story
Battle
Conspiracy
King and his Queen
Epilogue
Thank You Note
Attention

Prologue

846 105 94
By Aliferous_24

VIDARBHA

In the Royal palace of Vidarbha,a beautiful girl was sitting infront of a mirror surrounded by number of handmaids.One of them was doing her hairs,one was making her wear anklets and sandals while two more were fixing her garment while two others were fixing her Jwelleries.

"Rajkumari Haseena...aap toh iss sunhaire poshak mein swarg k kisi apsara se bhi adhir sundar lag rahi hain."One of the hand maids said and Haseena smiled.

"Rajkumari aap har saptah kyun bahar jaakar prajao se milti hain?Aap toh Rajkumari hain...yeh sab aapka kaam toh nahi."Another hand maid said.

"Kaisi baat karrahi ho Vindhya,pitashree kahene hain ki Vidarbha ki praja unke liye unke santano k saman hain,toh uss hisab se woh mere Bhai bandhu huye na...humara kartavya hain unki haal chal pucchna,unke sukh suvidha ka khyal rakhna."Haseena said.

"Aur jab aapka Vivah hojayega,tab?Kya aapka pati bhi apko aise aam prajao se milne dega?"Vindhya asked.

"Avashya dega.Hum vivah ussi se karenge Jo humare aazadi mein hastakshep nahin karega."Haseena said checking herself out in the mirror.

"Waise Rajkumari aapne humein kabhi bataya nahi ki aapke sapno ka Rajkumar kaisa hona chahiye."Vindhya asked teasing.

"Humare sapno ka Rajkumar?Woh nek dil aur Naram hriday ka hona chahiye."Haseena said.

"Anubhav kya karrahe ho,marr jayega woh chhod do usse." A man said to another who was beating a person black and blue.

"Yeh guptchar hain Anshuman,Mahel ki saari jaankari dusre rajya tak pahuncha raha hain,Rajdroh kiya hain issne."Anubhav said angrily.

"Humara jeevan saathi aisa koi vyakti hoga,jiske hriday mein rahem hoga apne shatru k liye bhi."

"Rahem kijiye Rajkumar,main aisi galti dobara kabhi nahi karunga."The poor man pleaded.

"Rahem?"Anubhav scoffed."Anubhav Singh k Dil mein rahem naam ka koi ahesaas nahi hain aur ek Rajdrohi k liye katayi nahi."Anubhav said angrily.

"Jo Jaan leta nahi balki apno k liye jaan Dene ki himmat rakhta ho."

"Humein mat maariye Rajkumar."The man cried seeing Anubhav pull out his sword.

"Anubhav Singh hain hum,tum jaise gaddaro ko sirf maut ki saza hi milni chahiye...sirf maut."

"Anubhav shaant hojao,isse hum karagar mein daal sakte hain...maarne ki avshyakta nahi hain."Anshuman said.
Anubhav glared at him and then looked at the man on the floor and the next instance his sword came crashing down and beheaded the man and blood splattered on Anubhav's face.

"Humare pitamaharaj k khilaf Gaya hain yeh...iske liye maut ki saza bhi Kam hain."Anubhav said with gritted teeth.

(The normal fonts were for Haseena who was talking to her handmaids in Vidarbha and the bold fonts were for Anubhav who is in Kausambhi.)

"Aapko jaldhi aapke sapno ka Rajkumar miljayega..dekhna Rajkumari."Another maid said.

"Didiii..."A little boy came inside running.The maids bowed before him.
"Didi aap bahar jaane wali ho na?Dekho main bhi sajj hogaya hoon,main bhi chalunga aapke saath."He said happily.

"Veer..tum kya karoge mere saath jaakar..ubb jaoge."Haseena said caressing her little brother Aryaveer's cheeks.

"Nahi,mujhe Jana hain...main bhavishya mein Raja banunga na Vidarbha ka...mujhe bhi apne praja se milna hain."He said cutely.

"Haan haan mere bhavishya k Raja chalna mere saath par usse pahele Chhoti maa se parwangi lena padega."Haseena said.

"Meri parwangi hain Haseena,tum lekar jao isse."A voice came.

Haseena stood up seeing her two mothers coming.The maids bowed before the queens.

"Lekar jao isse tum warna sampurn dopaher mujhe pareshan karega."Rani Adarshini said.

"Parantu Haseena khayal rahe Veer abhi baccha hain,uska dhyan rakhna aur saanjh hone se purv Mahel mein lautna hain."Rani Sugandha said.

"Aap fiqr na karein  Maa hum saanjh hone se purv hi laut aayenge.Abb hum dono ko aagya dijiye."Haseena said and both the queens nodded allowing them to go out.

🌿☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎🌿

KAUSAMBHI

"Hum pucchte hain aapse Anubhav kya zaroorat thi uss guptchar ko maarne ki?Usse karagar mein bandh kar dete toh bhi kaam hojata."Maharaj Amarendra said angrily.

"Pita Maharaj ussne Rajdroh kiya tha...kya sirf karagar uske liye paryapt saja hoti?"Anubhav questioned.

"Bilkul hoti.Tumhe andaza hain Anubhav yeh khabar bahar failegi toh kya hoga?Hum koushish karrahe hain ki saare  Vidroh ko daman karne ki aur tum virodhi rajya ko mauka derahe ho logo ko bhadkane ki.Jiss aadmi ko tumne maara hain uske 3 bacche hain aur ek  garbhvati patni hain."Maharaj said frustrated.

"Shaant hojaiyye Maharaj.Kumar Anubhav ka apne krodh par kaabu nhi rahega issmein unki galti nahi hain."Maharani Maya said with a subtle smile.

"Krodh par kabu rakhna padega Maya warna yeh kabhi bhi Samrat nahi ban payenge.Anubhav kuch sikho apne Bhai Mokshith se,suj bujh se kaam karna sikho."He said.

"Maharaj,Mokshith ko maine humesha prem aur Ahimsa ka paath padaya hain."Maya said.

"Sahi kaherahi ho Maya,Kami Sadhika k parwarish mein hi hain."Maharaj said gazing at his first wife.

"Humari Maa ko beech mein mat ghasitiye aap!"Anubhav retorted angrily.

"Anubhav,shaant hoja..chal abhi yaha se."Maharani Sadhika said  pulled him out of the royal court.

🌿☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎🌿
VIDARBHA

A few minutes before sundown Haseena and Aryaveer came back to the palace.

"Veer acharya ji tumhara intezaar karrahe hain."Rani Adarshini said and Aryaveer ran towards him.

"Hum Pitashree se milkar aate hain,chhoti maa,woh apne kaksh mein hi hain na?"Haseena asked.

"Haan..tum jao,unse milna ho jaye toh mere kaksh mein aaja...maine tumhare liye ek sundar sa motiyon ka mala banaya hain."Chhoti Maa said smiling.

"Hum thodi der mein aate hain."Haseena said and went after hugging her.

"Pitashree..."Haseena chirpily entered the king's room only to find him immersed in a deep discussion with Mantri Bhadrak,they looked worried.
"Kshama karna pitashree humein nahi pata tha aap vyasth hain,hum baad mein aate hain."Haseena said and was about to leave but Raja Himavardhan stopped her.

"Rukjao putri,hum itne bhi vyasth nahi hain ki tumhare liye samay na ho humare paas."He said with an affectionate smile.

"Kya baat hain pitashree aap aur Bhadrak chacha dono hi chintit pratit ho rahe hain.Sab thik hain na?"Haseena asked concerned.

"Putri...aap toh jaanti hain iss samay Vidarbha ki aarthik sthithi kaisi hain,Maharaj k swasth thik na hone k karan woh rajsabha mein nahi jaa pate hain roz.Praja mein asantosh hain,koi thik se kar nahi bhar raha...khabar mili hain ki padosi rajya hum par hamla karne ki yojna bana raha hain."Bhadrak said.

"Yeh toh atyant chinta ka vishay hain."Haseena said worriedly.
"Par isswaqt pitashree  aswastha hain unke liye raaj path sambhalna mushkil hain."She said.

"Yahi toh chinta ka vishay hain rajkumari."Bhadrak said.
"Koi hain bhi nahi Jo Maharaj ki jagah rajya bhar sambhale."

Meanwhile The king started coughing heavily and sat on the bed.

"Pitashree aap thik hain."Haseena sat beside him rubbing his back.

Himavardhan removed the handkerchief from his mouth and there was blood on it.

"Khoon?!"Haseena exclaimed and looked at her father teary eyed.

"Putri..apni dono matao ko iss barein mein kuch nahi batana...woh khamkha pareshan hongi.Vaidyaji ilaaj karrahe hain na hum jald hi swasth hojayenge."He said  weakly.

"Aap Vishram kijiye,hum kal subha aapse milenge."Haseena said and left the room.

🌿☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎🌿
KAUSAMBHI

A old man of around seventy was sitting infront of a shiv ling and chanting Om Namah Shivaay.He looked stronger compared to the people of his age and had a divine aura.He was bald with just a thin strand of hair on the back of his head and was wearing white Dhoti with chaadar of same colour and had Rudraksh mala,bajubandhs and bracelets.

"Acharya"King Amarendra entered the room softly calling the old man who was none other than rajguru Chandrabhan.

"Amarendra.Phir se kuch kiya Anubhav ne?"Acharya  asked with a small smile.

"Aap toh sab jante hain Acharya.Anubhav ka krodh,uska aakrosh,uski prachandta din ba din badhta jaaraha hain,aise mein woh humare liye Yuvraj ka chayan aasaan karraha hain."Amarendra said.

"Dhairya rakkho Amarendra,itni jaldi kisi nishkarsh par mat pohuncho.Aur rahi baat Anubhav ki toh sach hain ki uska shaant hona aavashyak hain aur yeh bhi sach hain tum mein ya hum mein woh kshamta nahi hain,nahi iss samagra Kausambhi mein jo uske krodh ko sahe sake aur usse shaant karke uske hriday mein Prem jaga sake."Chandrabhan said.

"Phir Acharya, iska koi upay nahi?"Amarendra asked upset.

"Upay hain.Kal main Anubhav ki kundli dekh Raha tha...uska vivah yog ban chuka hain.Anubhav k vivah ki taiyyari karo Amarendra.Rudra k Raudra ko sambhalne k liye zaroori hain ki Maa Durga ka iss mahel mein aagman ho."Chandrabhan said with a small smile.

"Iss mein toh koi dikkat hi nahi hain,humare mitr hain Indragupta Malla k Raja,unki putri Abhilasha Anubhav k liye sahi rahegi...dono mein acchi mitrata bhi hain,baalpan se jaante hain ek dusre ko hum unhe hi nimantran bhejte hain Kausambhi aane k liye."Amarendra said.

"Hmm aur aaspaas k rajya jaise Kacch,Amravati,Vidarbha yaha k rajao ko bhi amantran karna."Chandrabhan said.

"Unhe kyun Acharya?"

"Ahichatra k Raja tumhare khilaf shadyantra rach rahe hain na Amarendra?"Chandrabhan asked and he nodded affirmatively."Tum adhik sainik aur bal ki avashyakta padegi."He said.

"Par Acharya,Vidarbha toh ek kamzor rajya hain?Phir unhe kyun?"

"Vidarbha iss samay arthnaitik roop se bhalei kamzor hain kyunki Raja Himavardhan  aswasth hain parantu unki vishal sena k vishay mein mat bhulo Amarendra,jab Kosala k sath Yuddh hua tha tab Raja Himavardhan ne hi tumhari sahayta ki thi."Chandrabhan said.

"Uchit hain Guruji...hum abhi nimantran bhejne ki vyavastha karte hain."Amarendra said and left in jiffy.

🌿☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎🌿
PRECAP

First Meet

🌿☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎🌿
Do vote and comment if you liked the chapter.
🪴Thank You🪴





Continue Reading

You'll Also Like

47.4K 3.3K 21
Anubhav is madly in love with Haseena. She also loves him back. But What happens when his love itself becomes a nightmare for her.. Anubhav's love fo...
115K 9.4K 45
Two opposite worlds bound by a contract marriage, let's see what happens when they love each other's heart instead of each other's body, knowing that...
126K 4.8K 36
Love has different shades Love can be soft or hard Cold or hot Wild or mild Shocking or Protecting Love is eclectic or electric. F...
10.3K 1.4K 20
A friendship that turns into love...❤️ Ft.AnuSeena.💕