Discovering the Bonds!

By withtherains

33.8K 2.9K 1.7K

The Story describes the bonds of Mahila Police Thana team (MPT) As well as it discovers few, which we all onc... More

Babita Sarkar Returns!
The Arrival
Inspection!
Humare Ghar!
Lag Gayi!
Jaise School ke Yaar...
Santosh-'The Saviour'
Moments of Love & Care!
A Happiee Morning!
New Task!
Woh Wala Kissa...
The Broken Glass
Haseena ka Kissa...
Karishma's Wisdom!
Babita Sarkar's Denial
Haseena's Confession!
The Story Continues...
Haseena's Punishment!
Lamhe!
A Day Well Spent...
Vikas Gupta Enters!
Ladai!
Plan goes wrong?
Sorted.
Karishma's Flashback!
Wada!
Karishma's Tantrums
Will Karishma disclose the truth?
Karishma's Brave Move!
Saviour...
Hospital Diaries!
Understanding.
The Story Ends!
Shivani's Case!
ShivEena!
Chaos!
Satpaal's Iniquity!
Line Hazir!
Misri Pandey is Back!
Santu's Perception!
Lalla to Karishma's Aid!
New Day, New Suspense!
Karishma Meets Shivani!
Cheetah's Mistake.
Officer's Name Revealed!
Will Amar Come?
Mysterious Lady!?
Unveiled!
Amar Vidrohi meets KarEena!
Babita ji's Disappointment!
Cheetah's Misunderstanding.
Who's Coming?
'The Tug of Bag!'
Suspicion!!
Karishma's Apology
Farewell Party?!
Haseena Recalls...
The Dances!
Twist!!
KarEena Reinstated
ONE YEAR !! 🧿❤

Santu to know about Cheetah-Binni?!

781 60 66
By withtherains

Very sorry for the delay!

Happy Reading.

•~•

Santu quickly ran and hugged Karishma Singh. Karishma softly smiled seeing her Jadbuddhi's cuteness.

SS: Congratulations madam. (Happily)

KS: Dhanyawad Santu.

...
Haseena wholeheartedly smiled seeing Karishma happy after so long.

Santu, came out of hug.

PJ and Babita ji's expressions were enough to convey the level of peace and contentment they had after seeing their daughters back to position.

Cheetah, DJ and Billu congratulated their seniors as well.

Karishma and Haseena looked at each other.
...

HM: Mr. Amar, thank you so much. Aapne hum dono ke liye itna socha...

KS: Humari aur se bhi sir, bohot bohot dhanyawad.

AV: "Insaniyaat ke khaate mein Insaaniyat hi deposit hoti hain" yaad hain Karishma Singh?

Everyone except Haseena and Babita ji quickly recalled.
Karishma nods with a hesitate smile

Haseena and BS looked cluelessly at everyone.
.
.
.
HM: Koi hume bhi batayega yeh sab kya hain?

BJ: One sec maddam sir, me explain.

Haseena nods.

BJ: Aapke underground hone ke baad, Amar sir ki behen thane aayi thi...

(Tells the whole story, from medal displacement to case)

SS: Aur Karishma madam ke idea se case solve ho gaya tha, infact Amar sir ki didi ne bhi sir value ko pehchana.
Uss din sir ne kaha tha...

...

Flashback

AV: Thank you so much! Aapka yeh ehsaan raha mere opper, waqt aane par zaroor chukaunga.

KS: Insaniyaat ke khaate mein bas insaaniyat hi deposit hoti hain, chukate waqt itna hi yaad rakhiyega.

Episode: 559

Flashback ENDS!

...

BS: Karishma aise kaun bolta hain? (Instantly)

Everyone looked at Babita ji surprisingly.

BJ: Yeh kabhi bhi role badal leti hain.

SS: Hain na...same Billu ji...mujhe bhi pata nahi chalta. (Cutely)

CC: Hum hain na Santu ji, aap pucch liya kijiye. (Shyly)

BJ: Tu kahi bhi shuru ho jaata hain nithalle.

CC: Kahe har baar beech mein bolta hain tu dant rakshas! (Gritting his teeth)

Santu ignored the duo.

...

Babita ji quickly realised, and corrected herself.

BS: Maaf kijiye Karishma madam, humare kehene ka matlab hain...

KS: (interrupted) Koi baat nahi Sarkar ji. (Smiles)
Woh pata nahi uss din bass nikal gaya mooh se...sir, aap bura mat maniye. (Hesitantly)

AV: It's okay KS. Mujhe bura nahi laga. (Reverted the smile)

PJ: Chaliye anth bhala toh sab bhala.

HM: Nahi Pushpa ji, iss kahani ka anth Ajay ke case ke anth ke saath hoga.

Everyone nods.

HM: Santosh Sharma, aapko Central jail report karna hain.

SS: Ji Maddam Sir. Main chalti hu.
Jai Hind! (Stamps her feet)

Santu went.

AV: Hume kisi kaam se bahar jaana hain Miss Mallik, chalte hain.

Haseena nods.

DJ: Jai Hind madam. (To HM and KS)

AV and DJ went.

HM: Chaliye get back to work. Karishma Singh aap humare saath aaiye.

KS: Ji.

KarEena went out of thana.

...

Somewhere

AJ: Dad, paasa ulta padh gaya...uss Haseena Mallik ko main nahi chhodunga. (Angrily)

SV: Tu kyun chinta karta hain, apne kaam pe dhyan de. Kal tak saara samaan taiyaar hona chahiye rawana karne ke liye, fir parso tu chale jaana.

AJ: Hmm! Aur usska kya?

SV: Ussko vahi sadne de...

AJ: Bhaagne ki koshish karegi woh, ziddi giid hain.

SV: (laughs) Kaise bhaagegi...apne log hain na vaha, usska khyaal rakhne.

AJ: Ek baat toh hain dad, aapka dimaag bada kamaal hain.

They both share a laugh.

...

Central Jail.

Santu reached the jail.

SS: Jai Hind sir. Constable Santosh Sharma, Mahila Police thana reporting. (Salutes)

Officer: Jai Hind!
Aap Cell no. 289 mein assign hui hain. Yaha sign kar dijiye. (Keeping register on table)

Santu nods. She did as ordered and headed towards the cell.

...

Park

Haseena and Karishma were walking.

HM: Karishma Singh, aap hume kal kuch batana chahti thi?!

KS: Ji maddam sir. Kal humne party ke dauran Vikas ke baal ka sample le liya tha, DNA test ke liye.

HM: Good!
Humne bhi forensic ki reports jab criminal records se match karne ke liye bheji, toh pata chala hain ki woh blood samples Ajay ke nahi hain.

KS: Ek baar Vikas ke reports aa jaaye, hum dono reports ko match karwa lenge Maddam sir.

HM: Ji. Aur... (Stops)

KS: Kaa hua Maddam sir, kahiye na?

HM: Aa...umm! Kuch nahi!

KS: Aap humse be-jhijak hoke baat kar sakti hain... (smiled)

HM: (takes a deep breath) Hume pata nahi aaj aisa laga jaise Commisioner sir kuch kehena chahte the Mr. Amar se, kuch strange expressions the dono ke.

KS: Chhodiye na Maddam sir, hoga kuch.

HM: Hmm! Chaliye.
.
.
.
KS: Aap aur kuch bhi kehna chahti hain Maddam sir, humko pata hain. (While walking)

Haseena gave her an amazed look.

KS: Shayad aap bhool rahi hain, ki hum aapke junior hone ke saath aapke dost bhi hain.
Aur woh dosti hi kaisi, jo khamoshi bhi naa samajh paaye.

Haseena raised her eyebrows, being impressed.

HM: Kya baat hain Karishma Singh! Aap bhi shayarana hone lag gayi hain. (Happily)

KS: (chuckles) Bataiye ab.

Haseena nods and the duo sat on a bench.

Haseena looked straight into Karishma's eyes.

After few seconds

HM: Thank you! (With moist eyes)

...
The word filled with lots of gratitude and love entered Karishma's ears making her heart skip a beat.

Karishma stayed silent for few seconds living the moment to the fullest when her Senior cum close friend opens her heart.

The duo recalled how difficult, the preceding time was for them, and the way they together handled it being each other's strength.
...

KS: Iss hisaab se humara bhi Thank you Maddam sir. Aap saath hoti hain toh har mushkil aasaan lagti hain. (Gratefully)

HM: Humare liye bhi. (Smiles)

...

Central Jail.

Shivani was meditating, unknown of  Santu's arrival.

Santosh was extremely happy to see the person in cell. She was patiently waiting for her meditation to end and was glancing at the books kept.

Few minutes later.

Shivani opened her eyes to find new constable, who's back was facing her, standing near the cell.

Shivani: Ma'am?!

SS: (without turning, controlling her excitement) Ji.

Shivani felt as if she had heard the voice before. But didn't pay attention to it.

Shivani: Mere call ka time hain kuch der mein, aap check kar lijiye.

SS: Call? Kaunsa call? Mujhe kisi call ke baare mein nahi pata.

Shivani: Madam, aap nayi aayi hain na. Aap chahe toh officer se pucch lijiye mujhe meri behen se baat karna tha. (Anxiously)

SS: (turns) Mujhse nahi baat karengi aap Shivani tai?! (With cute expression)

Shivani's expressions had an unexpected glance.

Shivani: Santosh Sharma! (Happily)

SS: (opens the lock) Kaisi lagi meri acting? (Happily entering the cell)

Shivani: (chuckles) Khoop chhan!

SS: (frowns in confusion) Matlab?

Shivani: Chhan matlab acchi...bohot acchi acting ki tune. (Smiles)

Santu hugs her.
Shivani pats Santu's head softly.

SS: (came out of hug) Kaisi hain aap?

Shivani: Mast! Tu bata? Aur ek min, tera toh transfer hua tha na?

SS: (nods) Kuch din ke liye re-posting hui hain fir chali jaaungi cyber department.

Shivani: Accha! Woh...

Santu quickly understood.

SS: 10 minute ka wait aur, fir aap phone call laga sakti hain Binni ko.

Shivani instantly had a wide smile.

Shivani: Baith baith. (Offering her chair)

SS: Nahi tai. Main duty pe hoon. Mujhe jaana hoga.

Shivani nods understandingly.

Shivani: Ajay ke case ka kya hua? Milla woh?

SS: Woh darasal hua yun.... (explains her everything from the entry of Amar's arrival till today)

Shivani: Yeh toh bohot acchi khabar sunai tune, ab dekhna Ajay ka khel khatam.
.
.
Amar Vidrohi...voh Lucknow mein hain?!

SS: Haan, humare thane ka unke saath alag rishta tha, competition ka... (chuckles remembering) tab se jaante hain hum sir ko.

Shivani: Main samjhi nahi!

SS: Bohot lambi kahani hain tai, kabhi aur sunaungi. Filhaal aap mere saath call room chaliye.

...
Shivani's heart skips a beat. She was nervous, excited as the same time filled with guilt. She had no idea of how to face her sister, with whom she behaved so rudely last time.

Santu held her hands and said,
...

SS: Itna mat sochiye, jo hoga accha hi hoga. Aakhir aap usski jiji jo hain.

Shivani nods and smiles.

Shivani: Chal!

The duo went in call room.

...

Call room.

Santu was about to go out giving her privacy when Shivani said,

Shivani: Santosh ruk na...saath rahegi toh accha lagega mujhe.

Santu gently smiled and went besides her.
Shivani sat on the chair and dialed Binni's number.

Her systolic rhythm was increasing with every second.

Few seconds later

Call

Binni: Hello! Kaun?

Shivani's heart skipped a beat listening her sister's voice.

Binni: Kaun bol raha hain? Aawaj nahi aa rahi thari..Hello?!

Shivani: Binni. (Slowly with trembling voice)

On the other hand, Binni surprised with the dialer was filled with mixed emotions...

Binni: Jij...jiji tu...kaisi hain tu? (chocked voice)

Shivani: Acchi hoon tu bata, Kshi aahes? {Marathi}
(How are you?)

Binni: Dumble queen nahi bulayegi?

Shivani chuckled.

Shivani: Aisi rondu nahi hain meri dumble queen.

Binni: (wiped her tears) Sorry jiji...manne pata hain bohot ghussa hain na tu?
Maine tujhe itna kuch bol diya, Tai (referring to Saira bi) sahi keheti thi, jadhbuddhi hoon main, akkal nahi hain mujhme. Tabhi toh itna kuch suna diya tujhe.
Milne bhi nahi aa payi. (Sobs)

...
Shivani could feel the amount of guilt that innocent soul was carrying,
Yes! She was hurt due to Binni's words but love at the end overcomes all the anger and disappointments.

Santu could hear their conversation, due to high voice.
Though she was unaware of the exact situation that happened previously, she could somewhat figure out.
...

Binni: Uss din maine jo bhi kaha woh sab ghusse mein tha jiji...sacchi!
Tu aur tai toh meri jindagi hain...main kuch bhi bol lu par terese bohot pyaar karti hoon...pata hain na tanne! (Still sobbing)

Shivani: (nods while tears were flowing down her beautiful eyes) Sab pata hain mujhe. Tu hain hi bail buddhi...par itni bhi nahi!

Binni stops sobbing.

Shivani: Jaanti hain kyun?

Binni: Nahi!

Shivani: Kyunki unn saari baaton mein kahi na kahi sacchai bhi thi Binni.
Aaj jab sochti hoon toh samajh aaya ki bhale hi main tujhe Cheetah ke dhoke se bachana chahti thi, par mera tareeka galat tha.
Maine tujhpe haq jatana chaha, tujhe bandhna chaha, zabardasti tujhe rokne ki koshish ki...
Irada bhale hi tere hith mein tha, par mujhe pyaar se tujhe apne mann ki chinta batani chahiye thi.

Binni: Nahi jiji...

Shivani: (interrupts) Bolu de mala. (Let me complete)
Tai (Saira bi) ne mujhe bola bhi tha, ki terese baat karu, tujhe apne andar ka dar batau par maine hi nahi maani.
Maaf kar mala Binni! (Crys)

...
Here Santu after hearing Cheetah's name was completely blank.
Yet she chose to keep her confusions aside and consoled Shivani.
...

Binni: Jiji...tu ro mat! Tujhe rota nahi dekh sakti main. Mannebi koi narajgi nahi hain terese. Sachi! (Trying to calm Shivani)

Shivani: Ek baat toh sahi kahi thi tune Binni, Aisi ladai jaha pyaar ke liye koi jagah na ho, usska hissa banne ka koi fayda nahi hain.
.
.
Maine tujhse kaha tha ki tu Chingari gang ka lakshya bhool rahi hain, par asliyat mein toh main Chingari gang ka lakshya bhool gayi thi.
Pata nahi kab jeet ke liye, khudko sahi sabit karne, itna aage badh gayi,
Naa apno ko samay, pyaar de paayi, aur naa apno ke emotions aur unki salah ko  samay rehete samajh paayi.

Santu had tears in her eyes, she was happy to see Shivani accepting her mistakes.

Binni: Sab kuch tu hi bol legi ke?
Saari galti teri naa hain...mahari bhi hain.
Main chahti toh tujhe samajhti, tere anubhav se seekhti, naa ki tera majaak banati...

(Remembered how roughly she said about her failed relationship infront of everyone in anger)
{Episode: 672}

..

Binni: Jaise hi pata chala ki Cheetah manne dhoka de raha hain, manne ehsaas hua ki kitni sahi thi tu.

Shivani noticed Santu's confused expressions.

SS: Yeh Binni kaunse dhoke ki baat kar rahi hain? (Thinks)

Shivani: Koi baat nahi Dumble queen pyaar cheez hi aisi hain...

Binni: (chuckled) Pyaar nahi tha woh jiji. Moh tha!
Cheetah ko mujhse aur manne....
(She couldn't complete her sentence)

Shivani: Aur tujhe?!
(Chuckled) Duniya se jhooth bol sakti hain tu, mujhse nahi.

Santu was keenly listening.

Binni: Tujhse kuch nahi chhip sakta jiji.
Pyaar tha ki nahi Cheetah se yeh toh naa pata manne, par itna jaroor pata hain ki accha insaan hain woh.
Uske saath baat karne ka, apni chinta batane ka mann karta hain...

Santu smiled and so did Shivani.

Shivani: Baat toh sahi kahi tune, Cheetah ka dil saaf hain, masoom hain.
(Looks at Santu who gave a gentle smile)

Binni: Par tune toh kaha tha ki woh mujhe dhokha dega...

Shivani: Kyunki usski aankhon mein mereko saaf-saaf apni vardi ke liye pyaar, dedication dikh raha tha.
Jab bhi maine usse tere saath dekha tha, humesha Cheetah ki nazre guilt mein dikhti thi...

Binni: Matlab ussne uss din ground pe manne jo kuch kaha, woh sab chhalava tha? (Serious tone)

Shivani: Nahi! Usska kaha har ek shabd sach tha Binni...

Binni: Ke bol rahi hain jiji? Saaf saaf bol ne!

Santu was patiently waiting too!

Shivani: (takes a deep breath) Cheetah ne tujhe emotionally high hoke kaha tha.

Binni: Jiji...tu abhi bhi nahi badli!
TV serial ke drama jaisa dhum tanana karke kyun bolna hain tanne?!

Santu chuckles and Shivani smiled.

Shivani: Apni duty ke liye, usse tere saath, tere jazbaaton ke saath khelna padha, aur iss dauran usse realise hua ki tu usse dil se chahti thi. Teri dil mein koi khhot, koi chhalava nahi hain.
Aur tere iss savbhaav ko dekhkar usse tu pasand aane lagi.

Santu gave Shivani a shocking look.

Shivani: (continues) Guilt, duty ka pressure, shayad kisi khaas ke jaane ke dukh (looks at Santu) aur apnepan ki talaash mein ussne tujhe woh sab kaha tha.

Binni: Aur tu sab jaanti thi?

Shivani: Nahi, main sirf itna jaanti thi ki Cheetah tujhse pyaar nahi karta,
Fir jab baad mein socha tab samajh aaya ki woh teri kadr karta hain, tere jazbaaton ki value hain usse.
Bass... (stops)

Binni: Mujhse pyaar nahi tha. (Painfully)

Santu was trying to grasp everything that happened in these 18 minutes of call.

Binni: Sahi kaha tune jiji. Issiliye jab tere jail jaane ke baad maine uss se kaha ki meri jindagi mein jo kuch bhi hua, unn sab mein usski koi galti nahi hain, usski awaaj mein maano jaan aa gayi ho.
.
.
Shayad woh pachtava hi tha, pyaar nahi!
Woh I love you, hug sab bass senti hokar kaha ussne.

Santu shockingly looked at the phone.

SS: Itna kuch ho gaya aur kisine mujhe kuch nahi bataya. (Thinks)

Shivani: Te sagda mala naahi maahit. (I don't know all these things)
Keval he lakshaat thev (keep this in mind) ki jo hua accha hua.
.
.
Tere liye koi aur bana hain aur usske liye koi aur! (Looks at Santu, who was engrossed in her deep thoughts)

...

Binni: Hmm! Jiji, tu kab aayegi milne? Maa-Baapu ne bhi manne apna liya hain, aur tujhse milna bhi chahte hain.

Shivani: Bohot jaldh Binni, exam hote hi aaungi vaha tab bohot saari baate karenge.

Binni: All the best jiji! Phhod ke aana. (With enthusiasm)

Shivani: (chuckles) Bilkul. Chal dhyan rakh apna.
Thevte me (Am keeping the call)

Binni: Tu bhi...Love you jiji!

Shivani: Love you dumble queen. (Lovingly)

Call ENDED!

Shivani noticed Santu starring at the telephone.

•~•

How was the part?

What are Ajay and Satpaal upto?
How will Santu react?

haseenakarishma you made this request for Shivani and Binni's conversation long back, I hope it somewhere met your expectations.

I sincerely apologise for delays.
But please keep showering your love and precious responses.

I did get few ideas from you guys, and am working on them, just that things will take little more time...please be patient with me!

Also, Exam Season is here so,
All the Very Best to people having their exams. 👍🏻
Have confidence and Prepare well!

...

Will be waiting for your reviews people!

Target: 55+ Votes.

Thank you! 🦋

Continue Reading

You'll Also Like

813K 47.8K 23
Keith wishes for a lot of things and Lance IS NOT one of them. klace (keith x lance) boy x boy cover art by pitypagn from twitter
2.3K 176 18
Haseena Mallik Ya Koi Aur? To know this Plz go inside & Read this interesting story
2.3K 279 8
Bachpan k kuch raaz jo khulenge to keseki zindagi m bhuchal lainge...