Karishma's Brave Move!

420 47 16
                                    

Flashback Resumed

Everything was well for 10 days.
Karishma completed her punishment and learnt a new skill - cooking.

One Cloudy Afternoon.

Karishma did her lunch and went for a walk alone, to spend some me time.
.
.
.
KS: Kitna accha din hain aaj. Test bhi accha gaya aur aadhe din ki chhuti bhi mil gayi. Aab mast aaram se soyenge. Yeh sab log toh jaha time mila nahi shopping karne chale jaate hain.
Amma kitne kapde loge, 4 kapde peheno aur majje karo. Huh!

She was talking to herself and was enjoying the cold breeze when she heard a loud scream.
.
.
.
KS: Yeh aawaj kaha se aa rahi hain? Construction area se? (Her heart skips a beat thinking about past events)

Few seconds later...

KS: Kitne topa log hain yaha, aab koi aawaj nahi aa rahi...chhodo hum toh chalte hain.

She walked few steps but then thought
.
.
.
KS: Agar sach mein kisi ko madad chahiye hogi toh?
Bhakkkk! Bholenath aapko hum shanti se ghumte acche nahi lagte ka? (Looking up in the sky)

Few seconds later...

KS: Babita madam ko bula le? Par yeh prank hua toh? Pehele hum jaake dekh lete hain, fir bula lenge.

...
She thought and moved towards the source of voice slowly.
She went near the same same shade but found no one.
...

KS: Yaha toh koi nahi hain! Aur aaj workers bhi chhuti pe hain.
Sonia...haan Sonia hi jaroor yeh kar rahi hogi.
Jaldhi yaha se nikalte hain kisi ne dekh liya toh Babita madam humara jindagi se sambandh bigad dengi.

(She hurriedly went without checking the place properly)

Flashback Paused

...

SS: Dekha maine kaha tha Cheete, Chudail din mein bhi nikalti hain.

BJ: Karishma madam toh subah bhi dikhti hain.

KS: Kaa bole? (Deadly glare)

BJ: Aisa maa keheti hain na!

PJ: Hu...hum kab kahe? (Fumbles when Karishma glares her)

CC: Pushpa ji aap hi Karishma madam ko chudail bulati hain na, toh Billota aise aa raha tha. (Doing their famous gesture)

HM: Ho gaya? Santosh Sharma, Bhoot, Chudail jaisa kuch nahi hota.

KS: Haan Santu. Aage ka kahani suno tab pata chalega kaun tha.

SS: Okay madam.

...

Flashback Resumed

Karishma went to Sonia's room and found no one there.

KS: Yeh toh yaha nahi hain. Shopping se nahi aayi hogi, par fir voh aawaj kiski thi?

She again went to ground and was roaming there thinking about it.

KS: Babita madam bhi yaha nahi hain, aur hume pakka pata bhi kaha hain, ki koi hain bhi ya nahi.
Agar kisi aur trainer ko bataya toh voh hume hi dantenge uss taraf jaane ke liye.
Kaa musibat hain... (Frustratingly)

She thought for few seconds and then...
.
.
.
KS: Nahi agar vaha sach mein koi hua jise humari jarurat hain toh. Chal Karishma, jo hoga dekha jaayega.

She finally decided to go there again.
.
.
.
It was 5:30 PM by then.

Karishma again went there and recreated the scene she experienced 20 minutes ago.

Discovering the Bonds! Where stories live. Discover now