Chaos!

417 46 19
                                    

MPT
.
.
SS: Yeh kaise ho sakta hain? (Looking at laptop screen)

PJ: Kya hua Santu? jaldhi batao na.

SS: Footage mein koi nahi hain Pushpa ji. Humare alwa thane mein aur koi nahi thaaa!!

CC: Bahar koi ho Santu ji. Bahar ka CCTV check kariye.

BJ: Voh toh kharab ho gaya na.

CC: Jaante hain, lekin usko theek karwane ek electrician bhi toh bheje the.

SS: Voh bhaag gaya Cheete! (Dejectedly)

CC: Bhaag gaya, kaise?

BJ: Myself.

CC: Kya re Popala daanav? Kyun darata hain tu logo ko. (Gritting his teeth)

BJ: Nithalle, FAKE tha voh.

PJ: Matlab?

SS: Pushpa ji, kal aap field duty ke liye gayi thi, tab aaye the voh. Humne unse kaha ki CCTV mein recording ki problem hain toh bolne lage ki main camera le jaata hoon.

PJ: Toh Santu, voh apni dukaan mein theek kar leta na.

BJ: No maa, usse kuch nahi aata tha.
He was CHOR!

CC: Kaise pata?

BJ: Ek chor hi chor ko pehchan sakta hain! (Putting his goggles)

SS: Aur Cheete recording ki problem ke liye unhe thane ke connections bhi toh check karne padhenge. Lekin voh toh bas camera le jaane ke peeche tha.

CC: Aisa kaise ho sakta hain? Hume usska number Vikas ne diya tha.

PJ-SS-BJ: Kyaaa?

CC: Haan. Jab hum dono round pe gaye the. Ek min, abhi call karte hain iss electrician ko, sach pata chal jayega.
.
.
.
PJ: Kya hua?

CC: Number switched off bata raha hain Pushpa ji. Vikas bhi hospital mein hoga, disturb nahi kar sakte.
(Keeping phone back in his pocket)

BJ: Issko yaha aaye 4 din nahi hue aur electrician bhi mil gaya. (Surprisingly)

PJ: Baat toh sochne waali hain. Itne saalon se yaha hain, lekin hume bhi electrician milte hi nahi...
.
.
.
SS: Pushpa ji, Plumber!
Plumber aur Carpenter tak nahi mill raha mujhe...yeh toh fir bhi electrician hain.

CC: Maddam Sir se baat karni hogi.

PJ: Hmm. Voh abhi tak aayi kyun nahi?

BJ: Shivani Tai aur unki kahi fir se baaton ki ladai na chal rahi ho.

CC: Jab bhi bolega galat hi bolega... (tapping his head)

SS: Main CCTV ke liye electrician ko call karti hoon.
Department se bhi koi available nahi hain.

PJ nods.

PJ: Chalo sab kaam pe lago.

Everyone gets back to work.

...

15 minutes later

Haseena enters thana and everyone greets her.

HM: Ajay jaha ruka hain usska address hume pata chal gaya hain.

BJ: Kanpur road, plot no. XX.

HM: Tumhe kaise pata? (Shockingly)
.
.
.
BJ, CC and PJ informs Haseena everything that has happened.

...

HM: Yeh toh humse zayada shatir nikala. Theek hain, sabse pehele bahar ka CCTV theek karwao.
Ajay satark ho gaya hain. Hume har kadam soch samajh ke lena hoga.
Yeh aakhri mauka hain usse pakadne ka.

Discovering the Bonds! Where stories live. Discover now