๐๐˜๐€๐€๐‘ ๐Š๐„ ๐Š๐ˆ๐’๐’๐„ โคโœจ...

By QueenAnB

143K 9.6K 3.5K

๐๐Ž๐Ž๐Š ๐Ÿ ๐Ž๐… ๐๐˜๐€๐€๐‘ ๐Š๐„ ๐Š๐ˆ๐’๐’๐„โคโœจ ๐——๐—ฒ๐˜€๐—ถ ๐˜€๐—ต๐—ผ๐—ฟ๐˜ ๐˜€๐˜๐—ผ๐—ฟ๐—ถ๐—ฒ๐˜€ ๐Ÿ“œโœจ ๐—ฅ๐—ผ๐—บ๐—ฎ๐—ป๐˜๐—ถ๐—ฐ ๐—™๐—ฎ๐—ถ... More

Introduction
1๐Ÿ“œ-Mehram๐Ÿฅ€
part-1๐Ÿฅ€prologue
part-2๐Ÿฅ€
part-3๐Ÿฅ€
part-4๐Ÿฅ€
part-5๐Ÿฅ€
part-6๐Ÿฅ€
part-7๐Ÿฅ€
part-8๐Ÿฅ€
part-9๐Ÿฅ€
part-10๐Ÿฅ€
part-11๐Ÿฅ€
part-12๐Ÿฅ€
part-13๐Ÿฅ€
part-14๐Ÿฅ€
part- 15๐Ÿฅ€
part-16๐Ÿฅ€
part-17๐Ÿฅ€
part-18๐Ÿฅ€
part - 19๐Ÿฅ€
part-20๐Ÿฅ€
part-21๐Ÿฅ€
part-22๐Ÿฅ€
part-23๐Ÿฅ€
part-24๐Ÿฅ€
part-25๐Ÿฅ€
part-26๐Ÿฅ€
part-27๐Ÿฅ€
part-29๐Ÿฅ€
part-30๐Ÿฅ€
part-31๐Ÿฅ€
part-32๐Ÿฅ€
part-33๐Ÿฅ€
part-34๐Ÿฅ€
UPDATE

part-28๐Ÿฅ€

2.2K 238 51
By QueenAnB

Saif immediately knocked the bedroom's door and requested "Zohra pehle hamari baat toh suno...don't be stupid...samjhne ki koshish karo..."

Zohra opened the door and said " Aap hote kon hai...hamaare liye decisions lene wale? "

Zafar spoke "Zohra tameez se baat karo"

Zohra shouted "bhaad mein gayi tameez...kya hi ho raha hai Zafar hamare saath?...hum kyun ghairon ke saamne haath faila rahe hai?"

Saif stood still listening to her words.
Zohra continued "yeh toh hargiz mat kehna ki insaaniyat ke liye kar rahe hai...nahi hai koi insaan yahan par.. Sabka apna matlab hai...aapka kya matlab hai aap bhi bata hi den"

Saif remained silent.

Zohra tsked "chalo koi matlab nahi hai yani yahan rukne ki koi wajah nahi hai... Meherbaani karen aur please chale jaayen"

She looked at Zafar and said "mai khana bana rahi hoon...tum ghar saaf kar dena."

She went into the kitchen.

Saif followed her not before telling Zafar "mai baat karta hoon please"

Zafar nodded knowing it was for the best.

He couldn't fight a bunch of goons.
He had to be practical not emotional.
For him Saif was someone whom his mother trusted.

It did hold importance over everything.
Azaan-e-Isha reached Zafar's ears.

He decided to pray knowing only Allah SWT knew could keep them safe.

He put his head in Sajdah(prostration) and prayed for Zohra's safety and wellbeing... He asked Allah SWT to send protection for Zohra and guide him in taking the right decision for his sister as a guardian... He made dua for his mother....his eyes watered while he begged Allah SWT for strength to deal with these worldly matters.

Saif entered the kitchen and spoke "dekho Zohra... Hum jo kar rahe hai tumhare acche ke liye kar rahe hai...waqt aur haalat dono theek nahi hai... Baat ko samjho aur apne samaan pack karo"

Zohra glared at him and said "kyun samjhun mai aapki baat? Kyun sunu mai aapki baat? Nahi chahiye aapki madad! Jitni ki hai uska shukriya... Abhi aap khuda ke liye chale jaayen"

Saif looked into her eyes and asked "kya Yumna aunty tumhe iss haalat mein dekhkar khush hoti? Tumhe shabaashi deti? "

Zohra fought "Ammi ko beech mein mat laayen...woh ab nahi hai yahan par"

Said asked "Is it? Kya Yumna aunty nahi hai yahan? Tumhe lagta hai ki woh tumlogon ko akela chordengi? "

Zohra stood still at his words.

Saif continued " I don't know about you lekin mere liye...Yumna aunty hamesha tumlogon ke saath hai...naakey inn chaar diwaaron mein..."

Zohra's eyes brimmed with tears.

She said in a heavy voice "aapka inn sab se koi matlab nahi hai... Behtar hoga ki aap yahan se chale jaayen"

Saif's jaw ticked listening to her.

He said "tum chahe kitne bhi bahaane banaalo...tumhe chalna hoga yahan se...mai hargiz na nahi sununga"

Zohra's mind kept repeating only one thing.

"LOOK WHO WE HAVE HERE...DAMSEL IN DISTRESS WITH NO SURNAME...AAH A PERFECT WAY TO TRAP A RICH GUY"

"LOOK WHO WE HAVE HERE...DAMSEL IN DISTRESS WITH NO SURNAME...AAH A PERFECT WAY TO TRAP A RICH GUY"

"LOOK WHO WE HAVE HERE...DAMSEL IN DISTRESS WITH NO SURNAME...AAH A PERFECT WAY TO TRAP A RICH GUY"

"Aap meri baat kyun nahi samajh rahe Saif...mai nahi aasakti please mujhe apne haal par chordein " Cried Zohra.

Saif stepped closer to her making Zohra's back press against the kitchen wall.

He gritted " Mujhe kuch nahi sunna Zohra..agley paanch minute mein tum apna samaan pack karogi aur meri car nazar aaogi "

Zohra pushed him away roughly & shouted " MAI KAHIN BHI NAHI AAONGI"

Saif held the nape of her neck & whispered " Phir ek ghante mein Nikkah ke liye tayaar rehna"

Saying that he left the kitchen not before smashing a whole cupboard of China bowls making the delicate glass break into pieces.

Zohra held the broken pieces in her hand with tears flowing down her cheeks.

Zafar jumped at the noise and got up from is prayer mat.

He saw Saif coming out of the kitchen with pissed off expression.

He came to Zafar and said "Zafar tumse ek important baat karni hai... Mere saath bahaar chalo"

Zafar nodded his head.

Both stood outside the house.

Saif broke the silence by saying "I know aaj ka din tum dono ke liye bohut mushkil tha...mujhe andaaza hai ki meri baaton ka tum dono ko bura lagg sakta hai aur tumlog meri baat se sehmat bhi na hon...Lekin mai haalat ko jaankar tum dono ko aise nahi chorsakta... Mera dil nahi maanta."

Zafar hmmed.

Saif spoke "Zafar mai Zohra ko apne Nikkah mein lena chahta hoon "

Zafar's eyes widened at the revelation.

Saif continued "mujhe maloom hai ki yeh waqt inn baaton ka nahi hai lekin baat Zohra ki hai... Isiliye mai apni baat rakhne se peeche nahi hatunga...jabtak Yumna aunty iss ghar mein thi...mai befikr tha..ab log saamne se waar karne lag jayenge Zafar...mai nahi chahta ki Zohra inn sab cheezon se guzre..."

Zafar said "ab iss baat ko bataane ka kya matlab hai? "

Saif said "Zohra ghar aane se mana kar rahi hai...aur hum chahe kitni bhi zidd karlen woh nahi aayegi...usne yeh baat thaan li hai... I can see she's adamant about it."

Zafar said in a low voice "Zohra ghar aane se mana kar rahi hai toh woh Nikkah ke liye kaise maanegi? Mai kaise samjhaonga usey? Aisi baaten toh Ammiyan karti hai na? "

Saif put his hand on Zafar's shoulder and said "aaj Yumna aunty ne aakhri saans li iss itmenaan ke saath ki tum Zohra ko sambhaal loge aur unhone tumhe Zohra ka sarparast banaya hai...tum apne tareeqe se baat karo"

Zafar paused for a minute then said "Bohut si baatein hai jo aap hamaare baarey mein nahi jaante"

Saif furrowed his eyebrows and asked "kaisi baatein? "

Zafar took a deep breath then replied "hum nahi jaante ki hamaare father kon hai...aam zabaan mein humey bina baap ki aulaad, najayez aur maila khoon bulaaya ja-"

Saif cut him off by saying "tum dono Yumna aunty ki aulaad ho... Mere liye iss sacch se bada koi sacch nahi...mehnat aur shaan se paala hai unhone tum dono ko isiliye jaayez bhi ho aur izzatdaar bhi...rahi baat khoon ki toh khoon ke aanth(8) qism hai jisme maile jaisa koi qism nahi aur na kabhi hota hai"

Zafar's entire existence shook listening to Saif.

The thing that haunted him all his life was nullified without few seconds by the man in front of him.

He stepped forward and hugged saif like a person who found the most precious treasure.

Saif hugged him back and said "mujhe yeh bujha bujha sa Zafar pasand nahi...mujhe himmatwale Zafar ke saath ki zarurat hai"

Zafar wiped his tears like a kid making Saif smile.

Zafar asked "lekin aapki family ka kya? Aap log toh bade khaandaan se ho...woh log nahi maane toh? "

Saif smiled and said "bada khaandaan toh Allah ne banaaya hai...hum toh insaan hi hai aur waise bhi unka bass chale toh mujhe sadak par phenk kar Zohra ko godh lelen"

Zafar chuckled in response.

Saif said "mai ghar mein inform karta hoon... Tum jaldi se sab samaan pack karlo"

Zafar nodded and went inside.

Meanwhile Saif called Sahir.

Saif : Assalamualikum

Sahir : walaikumassalam...

Eshaal snatched mobile from Sahir.

Eshaal: Zoro kaisi hai? Theek hai woh? Kuch khaya usne? Pareshaan hogi na?

Saif : theek nahi hai woh...bohut bura haal kiya hua hai... Ek kaam karo Sahir se kaho sabko living room mein jama kare aur mai abhi ghar aata hoon.

Eshaal : ji Saif bhai.

After few minutes, Saif was at Zuberi mansion.

Sahir saw saif  "Assalamualikum... Saif...sab theek toh hai?"

Saif replied " walaikumassalam...filhaal toh nahi...Zohra bohut disturbed hai...aur wahan ki haalat bhi theek nahi."

Everyone were already in living room.
He told them everything.

Saif said "maine dono se kaha ki ghar aa jaye lekin Zohra nahi maan rahi...Zafar se baat ki hai maine...woh tayaar hai lekin Zohra zidd par tiki hai... Woh ghar nahi chorna chahti."

Daadajaan said "beta...samjha aur unhe yahin lekar aa... Dono bacche kaise rahenge aisi haalat mein akele"

Saif took a deep breath and said "daadajaan...maine Zohra ko apne Nikkah mein lene ka faisla kiya hai... Kya aaplog meri marzi se sehmat hai?" 

The ladies sighed in relief listening to Saif while men were surprised at his decision.

Daadajaan said "Allah tumhari niyyat ko Ameen kare aur mustaqbil ko behtareen banaaye."

Saif said " Ameen.."

Saif turned to his father and said "Abbu..bade tayaabu, chote tayeabbu, bade baba ko lekar drawing room mein aayen"

Abrar collected everyone and went in drawing room.

Saif sat down with them.

He spoke " bade tayabbu ek kaam karen.....please ek Qazi sahaab ko kehkar Nikkah ke papers tayaar karwayen."

Faheem said "koi baat nahi.. Mai baat karta hoon kisi se"

Saif then turned to Khalid and said "chote tayabbu aap jaldi se kuch mehar ke paison ka intezam karen"

Khalid said "ghar mein cash rakha hai...uski tension na le "

Saif then turned to Zaheer, abrar and said "I know yeh bohut mushkil hoga lekin ap log mujhpar bharosa rakhen"

Both nodded and listened to Saif keenly.
Saif said "mai kuch numbers forward kar raha hoon... Inse kaam hojaayega.. inshaAllah...jaise hi papers mile iss address par aajayen"

Both nodded and left.

He then saw Fahaad standing in corridor.

Saif spoke "bhaijaan... "

Fahaad put his hand on Saif's cheek and asked "Tu theek hai?"

Saif shook his head in No and replied "bhaijaan... Bohut toot chuke hai dono...aisa nahi hona chahiye tha"

Fahaad hmmed and said "bas ghar aajayen dono fir sab theek karenge hum"

Saif nodded and said "abhi mai nikalta hoon"

He then went to daadijaan.

He kissed her hands and asked to pray for Zohra.

Saif then went to mother and said "mujhe pata hai maine aur Sahir ne aapki saari khwahishon par paani pher diy-"

Azra kissed his forehead and said "mujhe faqr hai ki mere dono bete...bure waqt mein kisi ka saath aur haath nahi chorte...aur waise bhi Zohra Mujhe tujhse bhi zyada pyaari hai...jaldi se jaa aur jaldi se meri bacchi ko uske Ghar le a"

Saif smiled and kissed her hands thanking her.

Saif drove back to Zohra's house.

He saw Zafar and Zohra conversating while a serious expression was etched on their faces.

Saif cleared his throat and spoke "Assalamualikum.. Zafar...meri baat sunna toh" and went outside.

Zafar nodded and followed him outside.
Saif spoke "sabse baat karli hai maine...sab kuch tayaar hai... Tumne baat ki Zohra se? Kya kaha usne? "

Zafar replied "woh nahi aana chahti...aapka hi idea theek hai... But I don't know usse zabardasti haan kaise bulwaayenge"

Saif said "Zabardasti nahi karenge... Mujhe ghar jaate waqt ek baat dimag mein aayi hai but I need you to trust me on this"

Zafar nodded.

Saif told him everything while Zafar keenly listened.

Zafar spoke "okay... So Zaheer sir aur Abrar sir yahan aayenge ab? "

Saif hmmed and said "you have to be really careful... Zohra kaafi disturbed hai"

Zafar said "mujhe andaaza nahi hai mai yeh qarz kaisa chukaonga"

Saif shook his head in No while saying "yeh koi qarz nahi hai aur naahi ehsaan...kisi ke wajood ko thens pohunchakar mai kabhi ek nayi shuruaat nahi karsakta...this has to be done"

Zafar held Saif's hand and said "Thank you! humey akela nahi chorne ke liye...hamaara itna saath dene ke liye.."

Saif smiled in response and waited for his father, uncle to proceed with his plan.

Assalamualikum
Please scroll down againnnnn🙈🙈🤭🤭

Continue Reading

You'll Also Like

51K 2.7K 15
๐€ ๐œ๐จ๐ฎ๐ฌ๐ข๐ง ๐ฅ๐จ๐ฏ๐ž ๐ฌ๐ญ๐จ๐ซ๐ฒ ๐จ๐Ÿ ๐Œ๐ž๐ž๐ซ๐š๐ฌ๐ข๐ฆ.๐๐ฎ๐ญ ๐ฌ๐ญ๐จ๐ซ๐ฒ ๐ฐ๐ข๐ฅ๐ฅ ๐›๐ž ๐œ๐จ๐ฆ๐ฉ๐ฅ๐ž๐ญ๐ฅ๐ฒ ๐๐ข๐Ÿ๐Ÿ๐ž๐ซ๐ž๐ง๐ญ ๐Ÿ๐ซ๐จ๐ฆ ๐ญ๐ก๐ž ๐จ๐ซ๏ฟฝ...
38.6K 2.2K 32
Jahanara's world is filled with monstrous silhouettes, looming in the dark around her, ready to harm her. The coldness of her eyes could slit people'...
61K 3.2K 38
๐’ฏ๐’ฝ๐‘’ ๐’ฎ๐’ฝ๐’ถ๐’ฝ ๐’ข๐’ฝ๐’ถ๐“‡๐’ถ๐“ƒ๐’ถ The Shah Family. _________ "On the outskirt of Alamnagar, there lived the Shah Gharana. A family well know for their f...
75.7K 3.7K 28
(Unwanted Series#4) (Sequel to HSB & HAB) -"She has my heart. Its all up to her either cherish it or throw it."- - - - "Sha-Shai-Shaizum.. Shaizum...