GEHRAIYAN 2

By BanikSou

99.8K 11.4K 2.8K

This story is about two people who love each other from a young age but time and circumstances separate them... More

introduction 1
introduction 2
prologue
Part 1
Part 2
Part 3
Part 4
Part 5
Part 6
Part 7
Part 8
Part 9
Part 10
Part 11
Part 12
Part 13
Part 14
Happy Birthday SIDDHARTH SHUKLA 🎉
Part 15
Part 16
Part 17
Part 18
Part 19
Part 20
Part 21
Part 23
Part 24
Part 25
Part 26
Part 27
Part 28
Part 29
Part 30
Part 31
Part 32
Happy Birthday 🎉
Part 33
Part 34
Part 35
Part 36
Part 37
Part 38
Part 39
Part 40
Part 41
Part 42
Part 43
Part 44
Part 45
Part 46
Part 47
Part 48
Part 49
❤️🎉Part 50🎉❤️
Part 51
Part 52
Part 53
Part 54
Part 55
Part 56
Part 57(A)
Part 57(B)
Part 58
Part 59
Part 60
Part 61
part 62
Part 63
Part 64
For all my sweet readers 🥰
part 65
Part 66
part 67
Part 68
Part 69
Part 70
Part 71
Part 72
Part 73
Part 73
I am soooo happy 🥰💃
Part 74
Part 75
Part 76
Announcement
Part 77
Part 78
Part 79
Part 80
Part 81
Part 82
Part 83
Part 84
Part 85 : HAPPY FAMILY (last part)
please

Part 22

1.1K 135 21
By BanikSou

Man: pagalpan bandh karo... Aise Tod fodane se kya Siddharth Tumhare ho jaega dimag ko shant kar lo

Girl: per papa jab se Main pyar ke matlab samjha hai aapane usse Din se kaha Hai Siddharth Mera Hai FIR kaise vah kisi Aur Ko chah sakta hai

Man: dolly pahle khud Ko harm karna band karo.... Aur Mujhe bolo kya hua hai

Doli: papa papa... Ak anjan ladki uske Ghar mein Aakar Rahane Lage Hai ...uska PA hai n to PA ban kar rahe agar mere aur Siddharth Ke Bich mai aane Ki koshish bhi karen to maar dalungi main

Samar: chup ekadam se chup Ho ja... yah baat Jo Tu Kah Raha Hai iska Koi saboot hai ki use ladki ne Siddharth se kuchh rishta Rakha Hai.... ek baat Kan khol kar Sun Le aur dimag mein ghusa le Siddharth Tera hai aur tera hi hai.. bahut din se yah Chhota Sa Jo bij Hai Maine Bada Kiya Hai aaj Shukla enterprise Bankar ham Sab Ko chhav de raha hai aur uska Malik Mera damad hi Banega... kuchh kharab mat kar dekhti Rahe Tere papa Tujhe use ghar ka Bahu banakar rahega

That's right, the girl who was feeling jealous from afar seeing the happiness of Siddharth's family was none other than Dolly. Although Siddharth thinks her as an old friend, Dolly's weakness for Siddharth dates back a long time and her father Samar has always supported this weakness. Today only Shehnaaz's entry into the Shukla family has made Dolly very upset.

Dolly: ab sach kah rahe ho na papa... Mamma ke jaane ke bad aap hi to ek Ho Jo Mujhe samajhte Ho

Samar: so ja .... Tu yahan per hotel mein aaya Hai use ghar mein kisi ko pata hai

Dolly: nahin Sab so raha tha use waqt Maine chale aaye

Samar: theek hai ab so jao Main Tujhe Sula deti Hu... Shant ho kar so ja Kyunki is life mein
kuchh pane ke liye kuchh sahena jaruri hai ......Chhota Sa natak Karti Rahe Kitna achcha achcha ko hata Diya samne se yah sana kaur kya chij hai

Dolly rested her head on her father's lap and fell asleep but Samar's mind was on fire and he started thinking about something

Samar: Tum logon ki vajah se Maine Mera bahen khoya Hai ...ab Meri beti nahin khona chahta aaj se 12 sal pahle Jo Safar Maine shuru kiya tha vah aise adhure khatm nahin kar sakta.... Siddharth ke life mein sirf aur sirf meri beti Hi rahegi iske liye Mujhe jo jo karna hai karunga jis jis ko samne se hatana hai hataunga Magar Mera beti ke  Khushi Ke bich mein Koi nahin a payega

Samar: hello

Man: yes boss boliye bahut din bad phone kiya aapane

Samar: bakwas mat kar Tujhe ek ladki ke bare mein pata karke mujhe batana hai subah Tak tujhko uski tasvir mil jaega

Man: itna sa kam hai ya duniya se hatana hai usko

Samar: abhi ke liye sirf pata karo kaun hai aur uska family mein koun hai bad mein jo karna padega Main Tujhe bolata rahunga

Man: ok boss

___________________________________________

Morning 7 o'clock

Rs: Shehnaaz beta idhar aja....

Dadi: oho keya lag rahi hai...sanu ...magar tere majnu ne dekha tujhe yea nehi

Sana: pari ap kuch bhi bolte ho...
Just then a voice was heard......

Hiii Rita aunty

Dadi: agiiii...hiii bali....

Dolly: hello Granny how are you

Dadi: achcha khasa

Rs: dolly beta Tu kal raat ko kab nikal gai

Doli: vah to Papa ne call kiya tha isliye hotel chale gaye the kuchh kam tha

Rs: achcha... Jao..ab Naha kar ready ho Lo Puja shuru hone wala hai

Dolly: hmmmm...are Tum.... Tum Siddharth ke PA ho na.... Wow Siddharth Apne PA ko kya achcha khasa kam sikhaya Hai yah Siddharth ke office ke kam sambhalte sambhalte ghar ke kam bhi sambhalne Lagi Hai.... sach mein boss aur naukar ka relation aisi achcha hona chahie

Dadi: dolly madam acche se baat karo.. Tujhe pata bhi hai yah kaun hai

Dolly: dadi yahi to janne ka koshish kar raha hun.... Abhi tak kisi employee Ko Siddharth ke yahan Ghar mein Aakar kam karte nahin dekha isliye poochha

Rs: dolly yah koi baharwali Na Hai.... Aur yah Mera bahut apna hai

Dolly: oho achcha Aunty sorry Mujhe samajhne mein galati ho gayi...
oho dear Siddharth ...Good morning...

Siddharth was coming down the stairs at that time, Today he was looking more handsome with his perfect ora in a yellow Punjabi while Shehnaaz was looking like a beautiful fairy in red.....

Siddharth's eyes locked on Shehnaaz. He had a lot to say, so he was walking towards her but Dolly stopped him

Dolly: yaar tu kal nehi aya fir mai papa ke pass Chali gayi....fir kab jaenge hum

Sid: tune kuch kaha

Dolly: keya yaar... bol aj rat chalte hai ........

Sid: hmmm....
His eyes were fixed on Shehnaaz so he answered absent mindedly without hearing the words properly

Dolly: oho thanks yaar

She excitedly held Siddharth's hand and kissed his plam..

Everyone present looked at Shehnaaz who was looking at Siddharth quite angrily. On the other hand, Siddharth is alarmed by this behavior of Dolly and he looked at Shehnaaz with longing eyes who fiercely turned her face towards puja mandir and got busy with the puja arrangements....

_________________________________________

RS: beta Shehnaaz Jo Genda phoolon Ki thali hai vah kahan hai

Sana: vah to main upar wale Kamre mein rakhe the dekhte hain

Sid: ma aapko papa bula raha hai Main Hun yahan per aap jao

Sana: Bhdi  ma  ruk jaiae main dekhti hun uncle kya bol rahe hain

Sid: nahin ma aap jao

Sana: vah raha uncle.... Uncle aapko kuchh chahie tha

As: nahin beta hamen kuchh nahin chahie aap log idhar Sambhal kar kam karo mujhe kuchh jarurat pade to main kahunga

Siddharth gritted his teeth and glared at Shehnaaz but Shehnaaz ignored him as if no one existed around her....

Ruhan: ma a  jaaiye PurohitJi a gaye hain.... Shehnaaz chal

Sana: ha chal

As they all proceed towards the pooja place Shehnaaz is behind them carrying a basket of flowers as Siddharth  grabs her wrist from behind but Shehnaaz jerks her hand away and moves from there.,.....

Sid: sahi nehi kar rahe ho Sanu

Sana: huuu😒

______________________________________

Ruhu: bhai ke munh kyon fula Hua Hai keya kia hai tune

Sana: achcha Sab kuchh main hi karti hun tere bhai To kuchh nahin karta hai ...hai na???

Ruhu: mere upar gussa kyon kar rahi hai maine aise kab kaha

Ruhan: ek baat bolun yah khadoos ko aise Chhod de... Kitna achcha achcha ladka hai Mere hath mein baat karu

Sana: Ruhan Sambhal Ke baat Kar .... Aisa kuchh nahin ....aur han Main kisko pakad kar nahin Rakha Hai jisko Jo Marji chahe kare.....

Shehnaz said this a bit loudly so that the person sitting nearby must hear.

Ruhu: lagta hai bhai bahut jyada serious hai baat kar usse

Sana: mood nahin Hai Mera aur jab Mera mood nahin hota hai main vah Kam nahin Karti hun

RS: puja suru hone wala hai tum log chup karke baitho bad mein baat karna

Purohit ji: ma ji Sab kuchh To Sahi Hai Magar Diya jalane ke liye ghi nahin mil raha hai

RS: are vah to main upar store room mein rakh Iai galti se theek hai main Le aati hun

Sana: aap baitho Badi ma main lekar aati hun

Shehnaaz went from there towards the store room.

Shehnaaz entered the store room but suddenly She pinned  against the wall with two strong hand before  she turning on the light......



Galti maaf karna

Please like
Please comment
Please follow



Continue Reading

You'll Also Like

285K 29.6K 72
Don't judge a book by its cute cover. Note- Plz try to read the story in sequence. A lot of chapters are gonna get misplaced.
80.7K 10.5K 88
One is very conservative, pious, disciplined, punctual, active and a family man......other is liberal, atheist, disobedient, lazy, party animal..... ...
1.1M 76.7K 101
This is fanfiction based on SIDNAAZ ...♡
340K 40.4K 54
Shehnaaz comes with a baggage that she's still trying to get rid off. Her past holds her back from moving ahead in life. Sidharth leaves his job in D...