GEHRAIYAN 2

Per BanikSou

98.7K 11.2K 2.8K

This story is about two people who love each other from a young age but time and circumstances separate them... Més

introduction 1
introduction 2
prologue
Part 1
Part 2
Part 3
Part 4
Part 5
Part 6
Part 8
Part 9
Part 10
Part 11
Part 12
Part 13
Part 14
Happy Birthday SIDDHARTH SHUKLA 🎉
Part 15
Part 16
Part 17
Part 18
Part 19
Part 20
Part 21
Part 22
Part 23
Part 24
Part 25
Part 26
Part 27
Part 28
Part 29
Part 30
Part 31
Part 32
Happy Birthday 🎉
Part 33
Part 34
Part 35
Part 36
Part 37
Part 38
Part 39
Part 40
Part 41
Part 42
Part 43
Part 44
Part 45
Part 46
Part 47
Part 48
Part 49
❤️🎉Part 50🎉❤️
Part 51
Part 52
Part 53
Part 54
Part 55
Part 56
Part 57(A)
Part 57(B)
Part 58
Part 59
Part 60
Part 61
part 62
Part 63
Part 64
For all my sweet readers 🥰
part 65
Part 66
part 67
Part 68
Part 69
Part 70
Part 71
Part 72
Part 73
Part 73
I am soooo happy 🥰💃
Part 74
Part 75
Part 76
Announcement
Part 77
Part 78
Part 79
Part 80
Part 81
Part 82
Part 83
Part 84
Part 85 : HAPPY FAMILY (last part)
please

Part 7

1.2K 132 48
Per BanikSou

Adi: tumhe aise nehi ana chahiye tha

Gir: kyu

Adi: koi dekh le ta to

Girl : mai kisi se nehi darti

Adi: tumhe pahele hi bolna chahiye tha

Girl: mujhe is baat ka pata nhi tha

Adi: problem ayega

Girl: main sab kuchh Sambhal lungi

Adi: Koi nahin manega yah rishta

Girl: aap mujhse Mohabbat karte ho ya nahin yah bolo

Adi: yah bhi bolane wale baat hai

Girl: nahin pahle bolo aap

Adi: behad Mohabbat Karta Hun tumse, Tumhare Bina apni life soch Bhi nahin Sakta Hun Main...par

Girl: Mujhe aur kuchh nahin sunna hai aage ka aage dekha jaega

___________________________________

Mujhe maaf kar do baby ji... Maine janbujhkar aapke upar juice nahin giraya Hai vah mere pair atak Gaya isliye Ho Gaya

Sarla ( maid) said to Sana

Sana: are didi theek hai theek hai koi baat nahin hai

Dadi: kam ke waqt apni Aankhen khol kar kam kar... dekh bhiga diya na  dress iska

Sarla: maf kar dena babyji

RS: theek hai ek kam kar..... Tu Sana ko lekar Ruhu ke Kamre mein ja... Ruhu ke kapde tum ko fit ho jaega jakar change kar lo

Sana: are nehi nehi....pani hai avi dry ho jayega

Ru: dekh change kar le .....nehi to bad mai bolegi .... Ruhan ke ghar ja kar meri achcha khasa dress barbad Ho Gaya

Sana: aisa kuch nehi ...thik hai

Ru: are majak kar raha tha Tu To serious le liya chal Main tujhe rahu ke Kamre Tak Chhod Kar aata hun

Oho ... Ek minute ek phone a raha hai baat kar lu

Dadi: aiii...sarla Sana ko lekar ja....ja beta change kar le jakar

Shehnaaz moved towards Ruhr's room. Shehnaaz had heard earlier that Siddharth's room was next to Ruhu's room, so she picked up the kachuri while leaving... behind everyone's eyes......Because she thought that if she met Siddharth on the way, she would give it to Siddharth and ask him to eat it.....


Sarla: are yead aya..

Sana: keyaaa

Sarla: fir se Dadi se dant padegi Maine unka dudh gas per ubalne ke liye de kar a Gayi... Ab vah gir jaega To Mujhe fir se dant khana padega...... Ek kam karo baby Ji ham upar to a gaye ab sidha jao aur right hand mein Do Kamre ko chhodkar teesre wala hai.... ap jao ...mai jhat karke Mera kam khatm kar leti hun

Saying this Sarla left without giving Shehnaaz a chance to say anything

Sana: par mai akeli kaise.....

Jah ab keya karu....dekhte hai....keya bola unhone..... right hand mai do yea tin kamre chod ke..... sayed tin Kamre chod Ke chautha wala hoga

Sana enters the 4th room

Sana: a to gayi ....par sahi hai yea

As Shehnaaz enters the room, she notices the large photo of Siddharth on the wall. It is not difficult to understand that she entered Siddharth's room by mistake. As she was going out, she suddenly noticed an old picture of Siddharth on the table next to the door where he was standing with the winning trophy of a football match and it was when she had last seen her Siddharth. Old memories make Shehnaaz emotional.



Siddharth's bedroom

Pic from Google

Sana: chal Shehnaaz...baag yahan se.... achcha hua abhi yea kachori ki packet yahan per chod kar nikal jaati hun nahin to kadoos ake ulta sidha kahate rahega

Shehnaaz reaches  to the door and   about to open the door, just then she  hears

Sid: bat keya hai....Miss Sana kour mere kamre mein keya kar rahi hai

Sana: wooo....mai maito

Siddharth has just come out of the bathroom. He was wearing only his regular joggers trouser, bare  body and a towel around his neck. Water dripped from his hair onto his  strong chest which naturally made Shehnaaz's heart flutter.....

Siddharth started moving towards Shehnaaz  and  she moved backwards, at the last moment Shehnaaz's back hit the door. A little mischief plays in Siddharth's mind, he wants to tease Shehnaaz a little.

He came very close to Shehnaaz and put his hands on her  both sides. Shehnaaz closes her eyes. Siddharth moves closer to Shehnaaz's ear, causing  his hot breath to fall on Shehnaaz's cheek, which sends butterflies into Shehnaaz's stomach......

Sid: to SANA KOUR...... Mere Kamre mein aane ka maksad

Sana: kuch nehi

Sid: dar gayi

Shehnaaz opens her eyes at Siddharth's words and sees Siddharth standing very close to her sa. Shehnaaz said with a trembling voice

Sana: mai kisi se nehi darti hu....kyu daru

Sid: to ankh kyu bandh kar liya

Sana: vah to ......hatiae jana hai mujhe

Sid: nehi.... Pahle batao Mere room mein kyon aaye Ho

Sana: Mujhe Koi shauk nahin  aapke Kamre mein aane ka.... ruh ki Kamra samajh Kar a Gayi

Sid: achcha ......par Mere permission Ke Bina Mere Kamre mein Koi nahin aata Hai .... a gaye ho to punishment to milega hi

Now Shehnaaz is little irritated  and said a little louder

Sana: har bat par apka manmani kyon chalega aap ho kaun

Siddharth smiled and lowered his head towards Shehnaaz's face.....

Sid: Main Kaun hun yah pata chalega tab jab aap time per Shukla enterprise per nahin pahunchenge aur jo second chance Siddharth Shukla se milane ka hua hai vah aapke hath se nikal jaega....MISS KOUR

Sana: app.....

As Shehnaaz raises her right index finger..... Siddharth lowers her finger with his right hand and while lowering it, his eyes fall on Shehnaaz's left hand, which is holding a packet of kachuri....

Sid: keya hai

Sana: keya

Sid: packet mai keya hai

Sana: vah apka kachuri jo ap niche chor kar aye the

Sid: mujhe pasand nehi

Sana: Magar  apko to bahat pasand hai ... mujhe pata hai

Sid: achcha keyse pata

Shehnaaz realizes she is going to make a mess

Sana: vah dadi ne bola hai

Siddharth was getting a little angry

Sid: pahle tha ab purane Koi chis se lagao nahin Hai ....nafrat Hai Mujhe  vah Sab .... Dustbin mein fek ke Chale jao

Sana: kyuu.... Aapka room hai na khud fenk dijiye

Shehnaaz clearly tells Siddharth and leaves the room handing the packet to him.

After Shahnaz left, Siddharth started laughing loudly and after a long time his heart was very happy. He laughs breathlessly.......

Sid: ohoooo....... Shehnaaz avi bhi jab guusa ho te ho to tumhare nak lal kyu ho jate hain....ammma
But jo bhi ho kahena padega nice kachori......
Khub ko bahut jyada smart samajhne Lagi Hai.... Patali ho jao aur thoda bade ho jao to sab kuchh Badal jata hai... main tumhen nahin pahchan paungi yah sochana bhi Tumhare liye bahut bada bevkufi tha ab aage dekhte Hain Tum Kitna der tak Mere samne khud Ko chhupa ke rakh sakti ho

___________________________________

Priti(PA):  aap donon a gaye hain chaliye sir aap donon ke liye wait kar rahe hain

Sid: come in

P: sir yah donon a chuke hain

Sid: vej do

They both enter Siddharth's office room.

Sid: hmmmm......Sagar Maine Tumhare file  dekha aur Mujhe Tumhare Kam pasand aaya hai

Sagar : thank you sir...

Sid: Mujhe tumhari thanks sunane ki Chahat nahin Hai kam Ki baat Karen

Sana( whispered) rude

Sid: ha ... Kam ke time kam karna aur kam ke bate bolna pasand Karta Hun Main isliye rude mein hun...

Sana( in mind) hai .....iska kitna ears hai ....sab sun leta hai

Sid: to Sagar ......... Tumhara kam mujhe pasand aaya yah baat sach Hai Mere naye project Ke liye Tum donon aaye The....
uss event Ke liye Main tumhen select nahin kar sakta hun Kyunki tum bahut naye Ho tumhare pass koi experience nahin Hai Main chahta Hun Tum pahle kuchh experience Mere company mein rahakar karo.... Kya tum mere baat samajh rahe ho

Sagar: yes sir ... Main aapke sath kam kar sakta hun yah To Mere liye bahut bada baat hai

Sid: tum mere is company mein nahin.... mai mere north bale ABC Mall Mai ek Naya Shop khula Hai Jahan per main naye designer ka dress selection kiya hai main chahti Hun Tum kal se vahan per join karo aur vahan ka jo head hai uske sath baat karke Tumhare naye designs ka dress banane ki socho.... Iske liye tumhen per month salary milega... Isase tumhara mom ki boutique mein Tum support bhi kar sakte ho aur Tumhare mom ka boutique Mere sath connect Ho jaane se unka bhi koi problem ke samna nahin karna padega....

Sagar: oho sir thank u thank you...... To ham kal se join Karen kya

Sid: yes tum kal Apne biodata and yeh appointment letter lekar vahan per chale jana ....vahan ka head yah dekhiga to vah tumhen vahan per join kar lenge

Sagar: yah Mere life ka bahut badi baat hai..... Mujhe aapse itna bada help milega maine socha bhi nahin tha ....agar mujhse koi bhul Ho Gaya to mujhe maaf kar dena

Shehnaaz is very happy with Siddharth's decision. Today she could see her old Siddharth who was always the first to come forward in her difficulties. Even though she wanted to help Siddharth in his work and learn from him, she was happy to think that somehow she was able to communicate with Siddharth and Shehnaaz is determined to bring her old Siddharth back anyway.

Sagar thanked him again..... When he and Shehnaaz go out...

Sid: kal Mall mein sirf tum ja rahe ho yah kam tumhen Mila Hai Aur kisi Ko nahin

Sagar : main kuchh samjha nahin sir

Sid: Mujhe Tumhare design pasand aya hai aur tumhen vahan per kam mila hai Magar Mera kuchh sarth Hai jiske bad Tum kam per join kar sakte ho

Sana: matab

Sid: good ..... Direct matlab per aaye Tum.. I like your professionalism

Sagar: Magar sir vah designs jyadatar Sana ka Hi thi

Sid: tum donon ne kal Mere bahut sara kimati waqt barbad Kiya Hai To Mai chahta Hun Tum donon Ko waqt Ka kimat samajhna jaruri hai isiliye agar tum time per vahan per nahin Gaya to main kuchh nahin kar paunga aur Rahi baat miss kour ki to unhen 2 mahine ke liye mere personal assistant ban kar mere sath kam karna hoga

Sana: kyon main aapke personal assistant kyon banungi.... Achcha khasa designer ka course karke ai hun... Jahan per apply karunga Mujhe vah log le lenge Mujhe aapke sath kam karne ki koi man nahin Hai

Siddharth Smiles

Sid: mann nahi hai to man banaa lo Kyunki agar Tum nahin man banaa Pai To Tumhare dost ka bhi Kam nahin hoga Mera Sarth yahi hai tumhen Mere personal assistant banke 2 mahine rahana hoga to tumhare dost ka yah kam ho sakta hai

Sana: Maine man liya hai nahin karna hai mujhe aapka kam nahin banna hai aapka personal assistant

Shehnaqz finished speaking and left the room and went out and sat on the chair with tears in her eyes. Sagar comes running behind him and sits beside her then puts his hand on her shoulder and says

Sagar: dekh Sana Main tujh per Koi Jor nahin karna chahta hun.... Tere man agar chahe to Hi Tou Kam karna main aur kahin Try kar lunga...

Sana: Aisa nahin Ki Main yah Kam nahin karna chahti hun main unke sath rahungi to main unse bahut kuchh Sikh paungi Magar papa ko ek bar bhi pata chalega Ki Main Shukla enterprise  mein Siddharth Shukla ki personal assistant banhkar kam kar rahi hu to papa sirf mujhe lekar jaenge yah nahin mujhe Sab kuchh Chhod chhad Ke kahin per shaadi karva denge aur Jo Main nahin chahti hun

Sagar: Papa Ki death hone ke bad mom Akela Sab kuchh Sambhal rahi hai unhone unka pura savings khatm karke mujhe parvaya hai... meri life ke shuruaat mein agar Main itna bada company ke sath kam kar paaun to yah Mere liye bahut Badi baat hota hai ...per theek hai tu jo Sahi soche

Sana: sorry

_________________________________

Nikhil: Siddharth to apna pagalpan chhod de ...vah  nahin kam karegi Tere sath

Sid: gussa to is baat per a raha hai ki vah khud ka naam chhupa kar mere sath milne aaye Hain kyon agar khud ka asali naam se aata to kya main use kha leta

N: sayed....

Nikhil winked and loughed loudly

Siddhartha glared at Nikhil and then lit his cigarette

Sid: bakwas bandh kar aur 5 minutes wait kar dekh Sana Kour khud aaegi aur kahegi....vah Raazi Hai is kam ke liye

Galti maaf karna

Please like
Please comment
Please follow







Continua llegint

You'll Also Like

205K 18.1K 70
"𝑺𝒉𝒆 𝒎𝒖𝒔𝒕 𝒃𝒆 𝒂 𝒓𝒆𝒅 𝒇𝒍𝒂𝒈, 𝒃𝒖𝒕 𝑰'𝒎 𝒄𝒐𝒍𝒐𝒓 𝒃𝒍𝒊𝒏𝒅 𝒘𝒉𝒆𝒏 𝒊𝒕 𝒄𝒐𝒎𝒆𝒔 𝒕𝒐 𝒉𝒆𝒓. 𝑰 𝒍𝒐𝒗𝒆 𝒉𝒆𝒓. 𝑰'𝒎 𝒃𝒍𝒊𝒏...
52.7K 6.2K 29
a story of a soft girl ... who is damn emotional ... and introverted not much expressive ... but sweet and kind ... a story of a kind yet broken man...
7.3K 784 10
Glimpses of different stories and each stories could revolve around characters who form deep bonds, support each other through thick and thin, and go...
95.6K 13.2K 37
© All Copyright reserved to the writer, @PoohBear8435 only. Please do not copy, distribute or publish any of my work in any form. We all know SidNaaz...