Anuseena : Journey Of Love

By kareenav_lover

72.1K 4.8K 2K

The story concept is different from the main Maddamsir plot. It's a simple love story of Anubhav Singh and Ha... More

CHARACTER SKETCH 1
CHARACTER SKETCH 2
Chapter 1.1
Chapter 1.2
Chapter 2
🥳🥳🥳🥳
Chapter 3.1
Chapter 3.2
Chapter 4
Chapter 5 : A Unplanned Date
Chapter 6 : Realisation
Chapter 7 : Confession and Past Revelation
🥺🥺🥺
Chapter 8 : Hangout and New Entry
Chapter 9 : Care
SORRY 🥺🥺
Chapter 10 : Masti
Chapter 11 : First Kiss 🔥🔥
PLEASE 🙏
Chapter 12 : The Bliss and Teasing
Chapter 13 : Extra Sweet🔥 Revenge 🔥
Chapter 14 : Cute nok jhok and Romance ❤️
Chapter 15 : Anuseena got Teased 😆
Chapter 16 : Kudi nashe se chad gayi
Chapter 17 : Anushma's Confession
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20
Chapter 21
Chapter 22
Chapter 23
NEW STORY
Chapter 24
Chapter 25
Author's Note
Chapter 26
Chapter 27
Chapter 28
Chapter 29
Chapter 30
Chapter 31
Chapter 32
Chapter 33
Chapter 34
Chapter 36
Chapter 37
Chapter 38 : Dooriyan
Chapter 39 : Is he actually at fault?
Chapter 40 : Yours Again
Chapter 41 : Couple Time ❤️😉😋
Chapter 42 : Honeymoon Planning
Chapter 43 : Honeymoon Part 1
Chapter 44 : Honeymoon Part 2
Chapter 45 : Love Me Thoda Aur
Chapter 46 : Good Newz ??
Chapter 47 : Cravings😋
Chapter 48 : Missing You to Happiness
Chapter 49 : Goad Bharai
Chapter 50 : New Member 🥳
Chapter 51 : Bundle of Joy
Chapter 52 : New Phase of Life
Chapter 53 : Happiness
Chapter 54
Chapter 55
Chapter 56

Chapter 35

790 73 21
By kareenav_lover

So here I start,
Sorry for the delay,
Continuation from the previous part,

One week was complete Haseena resumed back to hospital. Anubhav started working on his new project.
Today Anubhav was too busy in his new project and he didn't had his lunch. And Dev informed this to Haseena.
Dev called Haseena,

On call,
Dev : hello bhabi kaisi ho aap
HS : mai thik hu bhaiya aap boliye

Dev : mai bhi thik hu aur poochne se pehle hi bol deta hu ki Anuradha bhi thik hai
HS : haan woh toh hogi hi aapke sath jo hoti hai (teasingly)

Dev : aisa kuch nahi (blushing). Jo bolne ke liye call kiya tha woh bol le pehle ?
HS : aap kuch bolne ke liye call kiye the ? Mujhe laga haal chal poochne ke liye call kiye the.

Dev : arey kuch bolne se pehle toh waise bhi haal chal poochte hai. Pehle suniye.
HS : toh boliye

Dev : haan. Aapke Anu lunch nahi kiya hai. Pehle ek baar tabiyaat kharab huya tha lunch na karne ki waje se. Isiliye call kiya aapko. Aap hi kuch kijiye bhabi mera nahi sun raha.
HS : kya? Inka mai kya karu. Kabhi bhi khud ka khayal nahi rakhta. Thik hai hum aarahe.

Dev : haan jaldi aaiye.
HS : hmm. Bye

Disconnected the call,

After sometime Haseena reached Anubhav's office. Dev guided her till Anubhav's cabin since she never visited Anubhav's office before.

Dev : bhabi aab aap shambhaliye mai chala.

HS : ji 😊.

Haseena entered his cabin and found Anubhav engrossed in the new project. Haseena moved towards him and kept her palm on his shoulder.

HS : Anu...

AS : jaan aap yeha ?(looking at her)

HS : kyu nahi aasakte ?(smiling)

AS : arey aisa humne kab kaha. Yeha aap poore haq se ayenge.

HS : hmm 😊. Par yeha mai ek khass karan ke waje se aayi hu.

AS : khaas waja ? Aur woh kya hai ?

HS : hume aapke khilaf complain mili hai

AS : complain ? Kisne ki aapse ? (Standing up and stood infront of her)

HS : ji haan ki aap lunch nahi kiya aur Dev bhaiya ne call kiya tha mujhe iss baare mein batane ke liye.

AS : Dev ?? Mai usse chodunga nahi.

HS : aap unhe kuch nahi bolenge. Laparwahi aap kar rahe aapne shehar ke sath. Pehle bhi aapka tabiyat kharab huya tha. Kyu nahi kiya aapne lunch ?(cupping his face)

AS : woh thoda busy hai hum project ko lekar. Aap ne kiya ?

HS : aap nahi kiye toh hum kaise kare ? Chaliye kha lijiye nahi toh hum bhi nahi kha payenge(making a cute pout)

AS : (chuckled and pecked her pout) chaliye

HS : kya Anu aap bhi 🙈.

AS : kya hum bhi ? (Pulling her closer by her waist)

HS : kuch nahi (blushing)

AS : agar itne pe itna sharma rahi aap toh baad mein kya karenge aap (huskily in her ears)

HS : Anu...(hit his chest playfully) chaliye na lunch karte hai.

AS : haan chaliye(Chuckled)

HS : pehle jake haath dhokar aate hai.

AS : hmm.

AS : aap apne hatho se khila dijiye bohot accha lagta hai.

HS : ji 😊. (Forwarded a morsel towards him) kha ke batana kaisa laga

AS : (took the morsel) boshltessjgfkt

HS : kya ?? Pehle khalijiye uske baad boliye

AS : bohot accha(gulping the food) aapne banaya ?

HS : ji nahi hamari ladli behen Santu ne banai

AS : kya?? Santu aur khana ? Impossible!!

HS : possible hai Mr. Yeh Santu ne hi banaya hai. Sirf Maa aur hum instructions di aur woh chopping se lekar khana banne tak sab kuch Santu ne hi kiya.

AS : bapre bohot accha banai hai khana

HS : haan na. Lijiye (forwarding another morsel)

Anubhav had the morsel but he deliberately sucked her finger

HS : Anu.. kya kar rahe aap thik se khaiye na.

AS : kha hi toh rahe hai. Aur aap hume khila rahe toh khane ka swaad toh dugna hogaya hai.

HS : kya kuch bhi 🥰. Aab jaldi khaiye bhi hume bhi khana hai

AS : toh ek sath khate hai. Hum khila dete hai aapko

HS : hmm 😊. jaldi khilaiye bohot zor se bhook lagi hai

AS : aap kitni cute lag rahi ho. (Pulled her nose and forwarded a morsel towards her)

Both fed each other and finished their lunch chitchating.

AS : aap mere liye kaam chod ke chali aayi mujhe bura lag raha hai.

HS : arey nahi mai toh half day leke aayi hu aur waise bhi aaj thoda pressure kam tha hospital mein so thik hai sab kuch.

AS : phir bhi

HS : koi phir bhi nahi. Jaldi kaam khatam kijiye hume aapke sath time spend karna hai.

AS : toh meri jaan ko mere sath time spend karna hai (pulling her closer)

HS : haan (pecked his cheeks and hugged him)

AS : thik hai thoda sa hi naki hai jaldi ho jayega (making her sit on the table top)

HS : ahh. Yeh kya aap hume table ke upar kyu baithaya ?

AS : kyu kya hua ?

HS : kuch nahi (started fidgeting with a paper weight and had a cute pout on her face)

AS : aap bilkul choti bacchi lag rahe(pulling her nose)

HS : aa Anu... Waise yeh project shuru kab hone eala hai ?

AS : next month se shuru hoga

HS : toh aab se itna kyu pressure lerahe aap.

AS : kaise na investors aur partners bhi toh shamil hai iss project mein

HS : hmmm(still engrossed with the paper weight)

AS : shaam ko kya planning ?

HS : aap hi boliye aapko kya karna hai  ? Aa... Rukiye aap kuch maat boliye aapka bas chale toh romance ke siva aur kuch nahi karenge.

AS : accha matlab aap ko mera romance karna aur paas aana pasand nahi hai ? 😔.

HS : aisa kab kaha maine ?(jumped down from the table and cupped his face and kissed his forehead)

AS : toh aapko pasand hai ?

Saying so Anubhav pulled her closer due to this Haseena lost her balnace and fell on his lap.

HS : aahh.. Anu

AS : boliye (and started nuzzling his nose on her neck)

HS : Anu...(clutching his hair)

AS : boliye jaan (kissed her neck and bit and sucked her skin leaving his marks)

HS : ahh... Anu please yeh office hai. Ghar jake kariye hum aapko nahi rokenge(caressing his hair)

Anubhav pulled back and kissed her forehead and cheeks. Haseena blushed and duggef her face on his chest

AS : itna maat sharmaiye jaan(huskily in her ears)

HS : Anu please!!

AS : accha ghar chaliye mera kaam khatam ho chuka hai.

HS : pakka na ? Ya raat ko phirse aap meri sautan ko room mein layenge.

AS :(Chuckled) arey nahi nahi ho gaya khatam. Aur ghar jate waqt Santu ke liye chocolate box le lenge.

HS : waise Santu ke liye kuch aur stationery ke saman lena hai woh list de diya hai mujhe

AS : accha toh phir chaliye..

Both left the office hand in hand.

To be continued...........

Yeh part kaisa laga please please please comment pe bataiye 🙏🙏🥺

Hope you all liked this part . I will try to update soon.
Aur vote ke sath sath comment bhi please please 🥺🥺🙏🙏🙏🙏 karke zaroor batana yeh part kaisa laga. Aur please follow karna 🙂🙂

Aur choti moti galtiya please maaf kardena.

Dekhte rahiye Maddamsir TV pe Monday to Saturday thik 7:30 baje aur 10:30 baje Sony Sab pe aur TRP badhaiye please please.

Tab tak ke liye
Bye 👋. Take care ❤️
Admin.

Continue Reading

You'll Also Like

49.7K 4.7K 27
Writing for the first time..so please do support 🥺 A die heart Kareena fan 😎 So this story is all about Kareena's unique relationship their trust...
20.5K 1.7K 39
Brought together by the circumstances, Amar and Haseena realize how they could spend their lives together! It's a simple story. A fan fiction based o...
36.5K 4.4K 53
This Love story Revolves around Haseena Malik and Karishma Singh along with the Robot MIRA . It's a KareEna Love story check out Chapter 1 to get mor...
97.9K 7.6K 54
this story says abt the past connection of Karishma and Haseena Their thick bond in the past and separation caused by a mere misunderstanding and how...