i don't love him .

2.3K 205 25
                                    

Manik _ nadani ander chalo plese .

Nadani _ no way .

Manik _ bachpana mat karo nadani pichhe dekho wahi reporte chhup kar hume dekh raha hai jisko tumne slap mara tha isliye chup chap ander chalo ab jo karna ya kehna hai ander jakar kehna yahan nahi chalo ander oska hand hold karke gate par jata hai aur .

Dadi_ manik tune aaj maira sabse bada sapna pora kar diya apni bivi ka mon mughe dikha diya ab main mar bhi jaao to mughe koi gam nahi hoga .

Manik _ dadi plese aise mat kaho aap aap kahi nahi jayegi mughe mom ko aayush ko nadani ko chhod kar ke vada karo aap .

Aur nadani manik ke iss naye roop ko dekh kar heran hoti hai aur.

Dadi_ are rone mat lag jana manik main to mazak kar rahi thi nadani bahu aao beta kalash ko push karke ander aao maire manik aur pote ke sath .

Aur nadani na chahte hue bhi kalash ko push karti hai aur nyu oski aarti otarta hai aur.
Dadi_ apni sas ki blesing lo nandini apne pati ke sath .

Aur nadani chup chap blesing leti hai aur.

Nyu_ sada suhagan raho beta sada maire bete ke sath raho aao ander aao .

Phjr sab ander hall main aakar beth jate hai aur.

Manik _ cabir bhai kaha hai bhabhi .

Navya_ pata nahi bata kar nahi gaye mughe to .

Nyu_ aajayega lunch ka time hai.

Aayush_ dadi mughe sona hai .

Nyu_ abhi kyu .

Aayush_ bas sona hai mughe .

Manik _ aayush kya hua beta idhar aao maire pass kya hua han .
Nadani _ aayush kya hua aapko.

Aayush_ mughe pata nahi achha fill nahi ho raha papa mamma main sone jaa raha hon bas.

Oth kar apne room main jakar so jata hai aur.

Manik _ ye aise kyu gaya .
.dadi_ are hotel main nahi so paya hoga achhe se bachcha hai so ne do tum chalo nadani ke sath lunch karo .
Nyu_ Jan han chaliye sab lunch karte hai .

Jaise hi sab lunch karke othne lagte hai pareshan sa cabir aata hai aur.

Manik _ bhai kaha the aap .

Cabir_ han woh main chalo chhodo aaj to khushi ka din hai hamare liye hamare ghar ki chhoti bahu ghar aayi hai kyu dadi .

Dadi_ han chand ka tokda hai chhoti si gudiya si maire manik ki dulhan saber ka itna achha phal mila hai hume der se aayi par perfect bahu aayi hai hamare ghar par .

Nyu_ han maa sahi kaha aapne nadani sach main bahut pyari hai

Main agar sarch karti to aisi bahu thond kar nahi laa sakti thi kaha mili manik tughe itni achhi ladki.

Manik _ bas maa mil gayi mairi destiny main likhi thi to mughe hi milti to mil gayi nadani ko dekh kar bolta hai aur nandini bas ose dekh kar reh jati hai aur.

Dadi_ chalo ab sab aaram karo main nadani ko apne sath lekar jaa rahi ho apne room main chalo nadani.

Nadani _ jj main .

Manik _ nadani jao dadi ke sath plese .

Nadani _ but mughe ghar jana hai manik.

Manik _ aaj nahi kal jana plese jaao zidd nahi karo .

Aur nadani chup chap dadi ke sath jati hai aur.

Cabir_ manik tum maire sath aao mughe tumse ek bahut jarori baat karni hai .

Manik _ bhai kya baat hai aap itne pareshan kyu lag rahe ho .

Cabir_ aisa kuchh nahi hai yar chalo aao maire sath nadani ko dadi ke sath rehne do rat ko woh tumhare sath hi hogi dekh lena ise ji bhar ke ok .

Manik _ bhai aisa kuchh nahi hai chaliye .

Dono jate hai aur nyu navya kitchen main kaam karne lagti hai aur tab hi .

Chachu chachu kehti pari aati hai aur.

Navya_ lo aagayi pari .

Pari_ mom chachi kaha hai mairi .

Nyu_ badi dadi ke pass hai beta .

Pari _ok bhag kar nadani ke pass jati hai aur.

Pari_ chachi .

Nadani sunkar turn karti hai aur samne cute si girl ko dekh kar smile karti hai aur.

Nadani _ hai princes .

Pari_ I am pari not princes chachi .

Nadani _ ok pari khush .

Pari_ bahut khush main aapke pass beth jaao chachi .

Nadani _ yes ofcourse beth jaao .

Pari_ thanku so much chachi you look so prity .

Nadani _ thanku .

Pari_ ab aap hamare sath rahogi na aayush ki tarha manik chachu ke sath onke room main jakar.

Nadani kuchh nahi kehti hai aur.

Dadi_ pari jaao dress change karke aao jaldi se .

Pari_ ok badi dadi chachi jana nahi main aati ho .

Nadani _ ok .

Dadi_  pata nahi kab se chachi ka wait kar rahi thi ye aaj jakar iska wait pora hua hai kya karte hai papa tumhare nadani.

Nadani _ ji onki textile mill hai .

Dadi_ oh .aur maa .

Nadani _ nahi hai aur hai bhi .

Dasi_ kya matlab .

Nadani _ mairi mom ki death ho gayi aur mairi dosri mom hai but woh bhi bahut achhi hai .

Dadi_ aur manik se tumhari shadi kab hui thi beta hume to pata  hi nahi chala kab hui kaise hui .

Nadani _ kaisi hui kab hui kya aap
Sun payengi dadi .

Dadi_ kyu nahi beta bahut kuchh suna hai zindagi main ye bhi sahi sab sach batao mughe .

Aur nadani starting se end tak ki sari story dadi ko bata ti hai and.
Nadani _ ye hai sach dadi jisne mairi zindagi ko spoil kar diya tha
Pori tarha se ye to papa mil gaye aur main woh ban saki jo aaj aapke samne hon nahi pata nahi maira aur aayush ka kya hota rone lagti hai aur dadi ose apne ambress main lekar console karti hai aur.

Dadi_ an woh pehle wala manik nahi raha nadani change ho gaya hai ek jimmedar beta aur caring father ban gaya hai jo pehle oski aadat thi sab bhol gaya kisi ladkivki targ dekhta bhi nahi hai isliye ab agar tum oski zindagi main aaogi woh ek loving caring husbad banega .

Nadani _ I am sorry dadi maira dil nahi manta onke sath rehne ka abhi mughe apne main papr ki taytari karni hai main abhi kuchh bhi aisa wesa nahi souch sakti ho ye maira sapna hai jisko mughe pora karna hai .

Dadi_ oske baad .

Nadani _ oske bad sirf apne bete ke liye main iss ghar main rahogi osse pehle nahi sare rasm riwaj pore karke kyunki woh shadi kisi ne nahi dekhi thi ab jo shadi hogi woh duniya ke samne hogi sabki blesing lekar ke .

Dadi_ jiti raho beta tumne apni ego ko samne rakh kar nahi pichhe rakh kar fesla liya hai I am proud of you beta bahut achha fesla liya hai tumne aayush ka souch kar ke pyar karti ho manik se .

Nadani _ nahi dadi bilkul nahi main onse bilkul bhi pyar nahi karti ho aaram se bolti hai aur gate par khada manik ye sunkar thoda sa norvouse hota hai aur.

Manik _ don't worry nadani main bhi tumse koi pyar nahi karta hon hum sath rahenge to sirf apne bete ke liye nahi to main kabhi tumhare sath life spend nahi karta .

Nadani _ same thought mr malhotra.

Lo ji nahi karte dono pyar ek dosre se ab aage kya .

you are a Devil 😈Where stories live. Discover now