junior malhotra .

3K 217 30
                                    

Aayush gadi main so jata hai jab ghar aata hai tab tak .

Manik _ aayush get up ghar aagaya .
Aayush_ mom sone do plese .

Manik _ aayush mom nahi dad bol rahe hai aapko .

Aayush jaldi se oth jata hsi aur.

Aatush_ sorry mr malhotra main so gaya tha.

Manik _ it's ok chalo ghar aagaya hamara .

Aayush_ ye hamara ghar hai itna bada .

Manik _ han ye aapka ghar hai aapko pasand aaya .

Aayush_ yes of course .

Manik _ ok to phir ander chale .

Aatush,_ ok

Manik ayush ka hand titly hold kiye gate par khada hota hai aur hall main bethi nyu aur dadi turn karke gate par dekhti hai jahan manik ke sath cute se boy ko dekh kar thoda chonk jati hai aur dadi

Manik ke sath khade boy ko dekh ti hai aur

Dadi_ ye koun hai manik tere sath dadi keenly aayush ko head to toe dekhti hai jo aaram se khada hua sab ko dekh raha hota hai ..

Nyu_ manik ye cute sa boy koun hai beta .

Manik _ maa woh ye bol nahi pata hai ki ye oska beta hai aayush norvoyse manik ko dekhta hai aur.

Aayush_ badi dadi dadi main aayush manik malhotra ho aapka grand child aur mr malhotra ka beta .

Dadi_ hai ram nyu ye manik ka beta hai sar pakd kar couch par beth jati hai aur.

Manik _ dadi .

Nyu_ kya dadi han suddenly kisiko bhi laa kar samne khada kar dega ki woh tera beta hai kaise yakeen kar lenge hum. Aise aur kitne bete lakar khada karega hamare samne tu .

Manik _,maa plese .gusse main bolta hai aur

Nyu_ kya maa plese han tu oss ghar main kya karta tha sab pata hai hume samgha na.isliye do char aur tere bachche gate par tughe papa bolte hue aajaye to koi

Nayi baat nahi hogi.

Manik _ mom plese don't say like that ye maira ligal beta hai iski maa ke sath maine 6 sal pehle shadi ki thi .

Dadi€ hai shadi bhi kar li tune tere sar par sehra Shjane ka arman hi reh gaya maira to.

Nyu_,maa aap sehre ko ro rahi hai woh beta lekar aagaya hai hamare pass ab socity main sab ko kya jawab denge hum ki ye suddenly manik ka beta kaha se aagaya maa kaha hai iski achhe khandan ki hai ya aisi wesi hai .

Aayush_ excuse me dadi ye aap mairi mom ke liye aisi wesi kaise keh sakti hai she is my mom my best mom ok so don't insult my mom ok gusse main bolta hai aur.

Dadi _ ye to same manik ki tarha gussa kar raha hai nyu jaise manik bachpan main kiya karta tha dekho weae hi mon phola kar bol raha .
Manik _ kyunki ye maira khon hai maira beta hai aayush ko goud main lekar bolta hai aage koi iski identy ko lekar sawal nahi karega. Got it nahi main waps apne ghar shift ho jaonga aayush ke sath .keh kar sidha apne room main jata hai aayush ab bhi oski goud main hota hai aur.

Aayush_ mr malhotra are you angery.your mom and grand mom.

Manik _ kyu pochh rahe ho .

Aayush_ aapka face read ho raha hai gusse se maira bhi aise hi hota hai .

Manik _ kyunki aap maire bete ho isliye .

Aayush_ ya aap maire dad ho isliye .

Manik _, ek hi baat hai ose bed  betha deta hai aur

you are a Devil 😈Where stories live. Discover now