Part 8

113 14 0
                                    

Engagement ceremony went well and slowly the guests had started going now only Dhairya Palace's children who were immensely Happy to be with Samaina not giving them alone time but both Naina and Sameer were equally enjoying the company from their young friends.
Suhas and Natasha were in Happy tears and also Nanu was sitting with a constant smile on his face.

After a long time spending with Samaina Suhas urges the children to go and finish their remaining homework. He then told Sameer and Naina to have a round of the nearby park and have their little own time.

Nanu: Aaj mein bahaut khush hu.
Aapka bahaut bahaut Sukriya ki aapne aapki beti mere Sameer ki Patni swarup hamare ghar di. Sach mein mere ghare ki rounak badh gayi

Natasha: Arre Maheshwariji badppan to aapka hai ke aapne ek Ashram ki ladki ko apne ghar ki bahu chuna. Sach mein badi bholi hain meri lado woh aapko aur aapke Parivaar ke mann ko hamesha sambhal rakhegi

Suhas: Natasha bilkul sahi keh rahi hai. Hamari Naina bahaut bholi hai bilkul mujhpe gayi hai. Mere hi sanskaar hai meri lado mein. Bas ek baat buri hai

This made Nanu look at him quite differently Also Natasha said

Natasha: Acha sab acha hai tum mein, mujhe puche koi? Aur Naina mein kya buri baat hai
Sundar hai, Sanskaari hai, Padhi likhi hai, Writer hai aur dusre bachhe ko padhati hai

Suhas: Arre arre express train ruko puri baat to suno. Mein keh raha hu k writer tak thik hai par uska ye jo hain dusre ko padhane ka junun hain woh sabpe bhari pad jata hai
Aesa aesa mujhe bachhe keh rahe the
Ke Naina Didi kabhi kabhi padhane ke time Devi ban jati hai

Natasha:Suhas what even kuch bhi bol rahe ho tum. Meri Naina aesa bilkul nahi karti. Haan usse thoda rules ke andar sab kaam karna pasand hai aur woh sab shaitaan issi se bhagte firte hai bas is liye tumhe kaha hoga

Suhas: Kya pata mein to bas baat keh raha tha. Par ha hamari Naina bahaut hi samjhdar bhi hai.

Nanu: Ji mein janta hu, aur ye bhi ki woh bakhubi sare riste nibhayegi. Bas ab to us din ka intezaar hain jab woh mere Sameer ki Dulhan ban hamare ghar aayegi.
Mera Sameer bhagyawan hai jo uski Zindagi mein Naina aayi

💖💖💖

Naina:Sameer meri life mein aane k liye Thank you bahaut sara. Aapne mujhe svikaar karke mujhe ek aesi khushi di hai jo mein bata nahi sakti

Sameer:Naina mein bahaut khushnasib hu ke jisko tum mili. Mein nahi janta ke kya ache kaam kiye hai meine jo mujhe tum mili. Mein sachmein is world ka sabse khushnasib person hu. Kyunki mere saath tum ho
And one more thing you will address me Tum and not Aap
I know you will not like it Initially but please go for it just for me

Naina:Mein kese tum keh sakti hu. Nahi nahi ye sahi nahi hai. Kuch bhi kaho karungi par ab shaadi honewali hain aur uske baad mein tum keh kar bilkul nahi bula sakti

Sameer:Kyun nahi
Kya mein tumhe tum kehkar nahi bulata
Kya Natashadi Suhasjiju ko tum kehti
To fir tum kyun nahi bula sakti
Mujhe kuch nahi pata tum mujhe aap nahi tum kehke hi bulaogi

Naina:Acha Baba thik hai
Aap nahi Tum kehke hi bulaungi

Sameer:Waah tumne to future bhi dekh liye par tum nahi koi aur kahega mujhe

Naina:Kya keh rahe ho aap
Matlab tum? Future kese dekh sakti hu. Aur kon kya kehke bulayega

Sameer: Are abhi to kaha BABA
Toh woh to hamare chote chote
Babli aur Bunny kahenge
Mujhe Baba aur tumhe Aai

Naina: Oh ye acha ok

She then realized what Sameer said
So realizing it she looked at him but his eyes were speaking a different story and she could not meet his gaze

Sameer kuch bhi abhi shaadi bhi nahi huyi aur tum tum toh
She couldn't even complete her sentence.

Sameer:Mein kya Naina
Mene kuch kaha kya?
Oh to tum Babli and Bunny ke bare mein soch rahi ho.
See if tumhe naam change karne hai to thi hai lekin ye unke nick name zarur rakhenge. Kitne pyaare honge hamare Bunny aur Babli
Oh I am so excited

Naina: Uuhu uuhu zyada na hawa mein nahi udye. Pehle shaadi hone dijiye aage ka baad mein dekhna aur ha hamari ek pyaari si gudiya hogi. Aur hum usse khub pyaar karenge

Sameer: Oho kya baat hai honewali Maheshwari Mrs. Aap bhi hamare sang future mein pohch gayi. Thik hai jesa tum kaho. Hamari ek bahaut hi pyaari si gudiya hi aayegi, jo bilkul tumhare jesi ho. Bas ek baat pe mujhpe jayegi.

Naina:Acha aur woh baat kya hongi aap batana ka kasht karenge

Sameer:Awashya
Toh woh baat hai
Tumhe pyaar karne ka mamala
Kyunki meine toh puri umar tumhe bas pyaar hi pyaar karna hai

Naina(blushingly): Dhat kuch bhi bol rahe ho tum. Jese pyaar ke alawa koi kaam hi nahi hoga. Maheshwari Mr. Aap gar sara din mujhe pyaar karne mein bitayenge to company kon jayega.kon sambhalega hmm bataye.
Kuch bhi kehte ho

Sameer:Arre I will manage you just wait and see. How magical I can be

Naina:Hmm ya ya ok dekhenge
Lekin filhaal hume Jana chahiye sab intezaar kar rahe honge hamara
Toh chale

Sameer: Sure Ma'am.
After you. Always

Naina:Not after but
Besides you always

So so so sorry for being late as usual. This one is for
Sorry kal nahi kiya update and aaj bhi itna late. Mein is baar nahi kahungi ki next part jaldi aayega as I can not maintain my promise.
But please do read this one and show your love. Ignore mistakes and enjoy reading

Be Happy Everyone 😊

Sanam mere Sanam जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें