Part 5

174 16 0
                                    

Sameer, Nanu called him as he was coming towards his room .
Sameer was lost in his dream world that couldn't hear that Nanu is calling him
Its when nanu called him from very near and Sameer jerked from his dreamland.

Nanu: Kaha khoye hue ho barkhuddar ke meri aawaaz bhi nahi suni

Sameer : Vo vo Nanu mein kuch bhi nahi kuch nahi soch raha tha. Aur mein kaha khojaunga yahi to hu. Aap kahiye na kya kaam hai

Nanu: Waah khub beta sab samjh mein aata hai mujhe ye baal na dhup mein safed nahi hue hai. Jawaani hamne bhi dekhi hai.
Ab jiske sapno mein khoya hai usse phone laga mujhe usse kuch zaruri baat karni hai

Sameer: He..he Nanu mein kisi ke khayalo mein nahi khoya hu. Mein to foreign clients ke saath Business ke baare mein soch raha hu. Aur aapko kiska number chahiye

Nanu: Abbe bewakuf mein apni hone wali bahu ki baat kar raha hu. Kal usse yaha bulana hai tum dono ki sagai ke liye baat karni hai.

The mention of Engagement made Sameer blush little but soon he realized his mistake.

Sameer: Nanu wo mein ....mein wo mera matlab hai ke merepaasnainakanumbernaihai. He said with atmost speed that Nanu couldn't understand

Nnau: Bhai kya bol rahe ho. Thoda thik se bol ke samjh saku mein

Sameer: Vo nanu mein keh raha tha k Mere paas Naina ka number nahi hai.
Woh mein usse number lena bhul gaya

Nanu: Kya... tune number nahi liya. Hey bhagwan kya karu mein iss budhhu ka. Jaha ladka sabse pehle number leta hai ladki se yaha par ye mera pota bina number liye hi waapis aa gay. Aur number bhi kiska lena tha apni honewali biwi ka. Pata nahi kya hoga iska.

Sameer: Sorry Nanu but I Promise next time pakka number puch lunga

Koi zarurat nahi hai. Nanu said in a strict voice making Sameer more nervous and frightened. After some time Nanu laughed and said that he was just teasing Sameer.

He very well know that his Grandson would have not asked for the proposed bride's number so nanu only had asked for her number from Natasha (Naina's Sister)

Sameer: Nanu aap has (khush) Kyu rahe ho. Mene koi joke thodi kaha. Abhi to ekdum se gussa mein kaha koi zarurat nahi hai and now all of a sudden started laughing. This is so not done.

Nanu: Mein tera chehra dekh kar hi itna has (khush) ho raha hu. Kese utar gaya meine mana kiya to. Arre mujhe pata tha ke tu number lena bhul jaayega iss liye mein Naina ka number le aaya hu. Aur ha tu usse aaram se baat karna kal yaha aana hai woh mene Suhas ko already bata diya hai.

Sameer: Nanu I love You sooooo much. Thank you Thank you very much. Aap jante nahi hai ki mein kitna kitne Happy hu. Mujhe Naina ka number mil gaya
And he started jumping with happiness

Nanu smiled seeing his Grandson Happiness and prayed to god to keep him happy always

Nanu: Bas bas ab ye sab chod aur ha meri beti se khub pyaar bhari baate kar mein sone jaa raha hu.
While going nanu turned and said.
Vese kehne ki zarurat to nahi hai. Par fir bhi all the best and with a wink he left making Sameer lower his eyes in shyness.

Once Nanu returned to his room, Sameer locked his room and saved Naina's number since she had kept her number private he was not able to see her WhatsApp Dp.
So he was grumpy at instant but then smiled as he got to know that Naina only show her beautiful face to her near and dear one.
Coming out of his thoughts he dialed her number.

Naina had just returned to her room as after dinner she was Teaching some students who are going to have exams in few days.
She went to washroom and while coming out she saw her phone vibrating at first she ignored as it was unknown number but since it ranged for umpteenth time she picked up reluctantly and said

Sanam mere Sanam Where stories live. Discover now