Ek ladki hai
Jisse main pyaar karta hu
Thodi pagli hai
Phr b jaan nisaar karta hu
Na jaane kahan se aayi hai
Jo iss kadar dil ko samjh paayi hai
Yaari dosti tak toh theek tha
Ab dilon dimag pe chaa gayi hai
Ek ladki hai
Jisse main pyaar karta hu
Thodi pagli hai
Phr b jaan nisaar karta hu
Subah ki chai
Uske haath ki chahiye
Raat ki nind
Uske saath hi chahiye
Office b tiffin woh laaye
Khana b apne haathon se khilaye
Ek ladki hai
Jisse main pyaar karta hai.
Thodi pagli hai
Phr b jaan nisaar karta hai
Rooth na jaaye kahi
Yeh koshish karta hu
Har janam mein tu ho meri
Yehi dua mein karta hu
Ek ladki hai
Jisse main pyaar karta hai.
Thodi pagli hai
Phr b jaan nisaar karta hai
YOU ARE READING
Nazm
Poetryकोशिश कर रही हुँ पसंद आए तो बताना जरूर ना आए तो दिल से निकलाना जरूर A collection of 10 poetry on heartbreak 💔 and love ❤️