Epilogue

622 15 2
                                    

After 2 yrs.

lady - offoo jab dekho bus ek hi kaam mein laga rehta hain ye, meri toh koi parwah hi nahi hain. Aab toh sara pyaar hi khatam ho gaya mera liya.

She utters picking up a pumpkin toy to keep it aside bu instead starts talking to it or more like complaining to it.

Lady - Tumhe pata hain shaadi se pehle toh har samay aage piche ghumta rehta tha, har samay Ridhima I love u, Basket mein tumse bahut pyaar karta hun, Tumhare bina jee nahi sakta bolta rehta tha. Aur aab dekho. Pata hain pumpkin vo mujhse aab pyaar nahi karta. Na mera sath time spend karta hain. Usse bus har samay ek hi rat lagi rahti hain.

Pata hain pehle ghar aate hi Basket Basket chilata tha, ab to mujhe Basket keh ke bhi nahi bolta. Aur mein complain bhi nahi kar paati usse, vo jab bhi mera samne aata hain, mein sab bhul jati hun. Aisa kyun hota hain pumpkin. Pata hain pumpkin vo bahut aacha hain. Mera bahut dhayan rakhta hain. Par aab vo badal gaya hain pumpkin. Par aab bhi mujhe se bahut pyaar karta hain. Kya badla hain phir pumpkin. Mein confused hun.

Armaan standing on the door smiled hearing her babbling to a toy.

Armaan - ye kya ho raha hain yahan.

Ridhima - tumse matlab, ab kyun aaye ho mera pass.

Armaan - vo toh aacha hua mein aa gaya basket, varna mein itna cute scene miss kar deta.

Ridhima huff furthermore with a pretended angry pout, turning around giving Armaan her back making him smile more at her cuteness.

Armaan - dekha apne princess aapki mumma toh aabhi bhi bachi hi hain. Koi unhe bataye ki aab unki bhi baby ho gai hain.

Armaan said looking at the baby girl in his arms. Who is just 6 months old. Armaan moved and sat beside Ridhima.

Armaan - par pata hain princess aapke dadda ko na aapki mumma aise hi pasand hain. Vo aapke dadda ke pyaar ke liya toh baby baan jati hai par vo aapke dadda se bhi jayada mature and samjhdar hain. Aapke dadda toh bilkul budhu hain.

The baby makes a bad face listening to Armaan as if she was showing her anger to Armaan for calling her father budhu. And then Aridhi moved in his arms to go in her mother's arms as this man dared to call her father budhu.

Ridhima turn around and took a baby girl who is the most precious gem in their life and once she holds their baby securely she turned away from him.

Ridhima - baby aap na inki baat bilkul mat sunna. Ye na bus jalte hain aapke dadda se. Aapke dadda bahut samjhdar hain. Aapke hi batao agar aapke dadda itne hi budhu hote toh unko aapki jaise princess kaise milti. Itni pyaari aur itni suandr ho aap. Aapke dadda bahut aache hain inke baat mat suno. Sab aapke dadda se jalte hain.

baby smile showing her one-sided dimple making her mother smile fullest.

Armaan - aacha toh mein jalta hu tumhare pati se.

Ridhima - aur nahi toh kya Tabhi toh mera pati ki burai kar rahe the. Vo bhi mera aur meri beti ke samne. Tumhe nahi pata mein aapne pati se aur hamari Aridhi aapne dadda se bahut pyaar karte hain.

Armaan - acha.

Ridhima - hain tum kya jano.

Armaan - acha ji par u see aapke pati aur Aridhi ke dadda bhi aapni wify se aur aapni princess se bahut pyaar karte hain.

Ridhima - aacha ye aapko kisne bataya.

Armaan - bus mujhe pata hain. Mein sab pata rakhta hun.

Ridhima - hmmm. Jao tum yahan se mera pati ko bhejo jao.

Will Love You Till EternityDove le storie prendono vita. Scoprilo ora